Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    a lot of people suffers into loss in this market due to nothing information about the market,and enjoy to this market.do trading with sense of mind and earn more and more from this market.just try to learn more about this market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      ya zrori ni hi ke ap ko forex ke business min profit se ziada loss ho as liae ap ko as min good profit ko earn kirne ke liae as min fundamental ar technical anlysis per ziada zor dena chiae forex ak godd business hi ya ak global business hi
      • #1668 Collapse

        nhi aesa us ke sath he hota hai jis ko knowledge nhi hoti hai trading ki agar knowledge ho gi to aese kabhi nhi ho ga bas lack of knowledge ki waja se he yeh sab hota rehta hai hamare sath agar knowledge achi ho to yeh sab masle nhi hote .
        • #1669 Collapse

          but when it will likely be applied in a real account then you definately should adjust to the recent conditions, if we wanted to train on a real trading capital of $ 100 then create a test that strategy with other capital, $ 100 also. while using same capital and also strategy, then there will be very few differences encountered in real exchanging
          • #1670 Collapse

            yes ap theak kahe rahe ho forex trade business main bohat loos hain bohat sa ayse trader hain jin ko experince na hone ki waja sa un ki money forex main waste ho gai hain is main earn karna easy nahi hain is main bohat hard working aur lagan sa kam karna parta hain
            • #1671 Collapse

              ji bilkul es kam mein loss bht bara hai n profit bht km hai yeh kam hi esa hai .....................!
              • #1672 Collapse

                ha bhai apne theak kaha hai shuru shuru mai waisay he loss ka samna humay karna he parta hai issi waja say mai yaha per new memebrs ko yahe kehna chaho ga k shuru mai ap yakeenan demo acount ko he use karo kiu k hum demo acount say he real acount mai success kar sakte ha
                • #1673 Collapse

                  Yeh saheeh hy keh loss ziada hota hy aur profit kam hota hy. Is ka matlab hy keh forex aik risky market hy aur is main invest krtey waqt buhat dhayan key sath trading karna parti hy. Loss sey bachney key leye learning karain, apney emotional ko control karain aur greed sey bachain. Apni planning ko behtar banayen aur relax mind key sath trading karain.
                  • #1674 Collapse

                    g bhai g ap bny bnillul sahi kaha hy mn apki bat sy agree krta hon, log forexc mn bri khushi khushi aty hn or wo samjhte hn k ye epse kmane ki machine hy ye, haalnk jb wo loss krte hn tb ja k unko pta lgta hy k ye forex kitn aah mor mushkil bsuniess hy, han jb wo sekh jate tb asaan lgta hy
                    Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                    :) MR. TRADER :)
                    • #1675 Collapse

                      Agar hum forex trading main aik galti karty hay aur us say humay loss hota hay aur agr us galti ko theak kiey bgair agay barhaty hay to humay next bhi loss he hota hay aur humay chahiey keh aisa na karen balkeh apni galtio ko theak karen
                      • #1676 Collapse

                        hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b hasil ho sakta hay or huamin trading main loss ho b jaye to humain is main trading main help milti hay jis say huain trading main humari mistakes kay bary main maloomat mil jati hain
                        • #1677 Collapse

                          yeee hamari trading per depend karta hai kay haam achy trader hai yaa bsure haam acha profit bna skty hai yaa es main acha loss kar skty hai yee haam per depend karta hai.,,..,
                          • #1678 Collapse

                            • #1679 Collapse

                              Asalam u alikum to all friends kasay ha ap sab, well brother jaha tak mujay lagta ha asan to kuch b nai hota ha or jaha tak forex par trading ki bat ha yah bat to sach ha kay is may loss profit say zyda ha lakin yah bat b sach ha k ham is ko apnay experience or hard work say easily minimize kar saktay ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                Dear is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me loss hmen kabhi bhi ho sakta ha or is business me loss hmeshah hmeshah zyada hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah emotions par cantrol kiaa kareen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X