Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    me apki bt se itefaq nai karta hn is me esa nai ha loss to ha lekn profit b ha is me ab dno ki ratio wo hum logo pe depend karta ha k hum kis tarha se trade karty ha us pe porfit los dpepneded ha humara and mujhe nai laga k 95% acc wipe ho jaty ha ye bht zixada bta dixa ap ne.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      forex trading aik aisa online business hay jisay agar seekh kar kia jay to trader hamesha is myn profit kamata hay aur jahan tak ap ka sawal hay to myn ye kahon ga k jo trader forex ko learn kr k aya hay aur forex trading ka experience rakhta hay usy profit hi greater lagy ga aur loss kam ho ga jab k aik trader bagair learn kiay forex myn ay ga wo har baar loss hi kry ga aur loss usy great feel ho ga
      • #618 Collapse

        dear app ke baat theek hay lakin asal baat yeh hay loss honey ki waga yeh hain kam experiance, greed, tention, practice na karna, aur jo new traders hoty hain zeyada loss wo he karty hain waja main pehly bta chuka hon
        • #619 Collapse

          profit hona loss hona ye to market me chalta rehta he hamey is liay loss ziada feel hota he ke jab hamey chota loss ho tab hi hmm soch lete hey ke bas loss hogya or jab profit hota he to hamari soch hoti he or profit hojae jab app seekh kar trading me ao ge to app ko loss kam hoga
           
          • #620 Collapse

            indeed the a superb issue you questioned income is little even when enormous yet damage is large also the little simply because many of us really feel damage simply by heart as well as we have been quite stated over it consequently the legitimate damage is usually large.
            • #621 Collapse

              Yes my baby acquaintance you are absolutly appropriate that forex trading business is one of the a lot of riskiest business of the apple so for success in this business you accept to accept get controll on your skills.
                 
              • #622 Collapse

                yeah trader py bat hoti hai wo konsa trader new trader k liye loss faidy mand hai kyu k wo new hota hai seakh raha hota hai lkn agar tajarby kar loss kary to kafi nuksan dy hota hai....
                • #623 Collapse

                  Yes g ha sir forex me to loss big hota ha q k is me ap ko ager experience nahe ha to ap is me loss ho jata ha our kabi kabi ap ager is me risky trading bi kary to ap ko profit ho jata ha liken is me ap ko experience sy achy our big our daily he profit hasil ho ta ha to is lye is me expert trader bnaa hota ha.
                  • #624 Collapse

                    mere pire dost loss kabi bi profit se bara ni hota agar ap ache buisinessman hen. our agr ap aik ache businessman ni hen to ap k lia loss profit se bara ho ga or ye loss increase hota rahe ga jab tak ap aik ache businessman ni bante.
                     
                    • #625 Collapse

                      ji han forex me loss profit se bada hota hai forex aik acha business hai lekin mushkil bhi bohat hai har kisi ke bas ki baat nahi hai is me kamyab hona lekin jo irada kar le or is ko deeply seekh le wahi is me kamyabi hasil kar pata hai .
                      • #626 Collapse

                        ye zaroori nahi hai ke forex me loss aur profit ki ratio same hi ho akser traders ki profit ki ratio zayada hooti hai akser ki loss ki
                        • #627 Collapse

                          Forex main app ko risk se zada aur risk main loss bhi zada anafa bhi zada aur app ki hard working karne se app ko learning aur app ko forex ka knowledge bhi zada ho ga jo app ko is main kamyab kare ga .
                             
                          • #628 Collapse

                            Forex main app ko kisi bhi cheez ka socch kar kam ko karna ho ga ke app ko is main kuch bhi ho sakta hay aur app is main planing aur app ki strategy main trade ko karne ke bad app ko is main kam se kam nafa lena ho ga .
                               
                            • #629 Collapse

                              jee han forex trading main zyda ter loss hi hota hi magar agar ap ko iss main acha knowledge orr experience hi too ap asni se iss business main kamyb ho sakte ho magar log iss mainlalch ki waje se apna loss ker lete hian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                yes you are right. forex trading mein loss ziada hota hai profit kam hota hai is liye hamen har trade soch samgh ke karni chahiye agar ham aisa nahin karen ge to hamesha he loss ho ga or hamara balance zero ho jae ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X