Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    I think loss is greater then profit .Ku k 90% boht jaldi profit earn krny ki try mien hoty hain is tara wo loss ho zayda chances dy dety hain ku k un ko trade nae krna ata thek tara sy but meri tu suggestion hian k hum ko trade krni chaey thek tara sy .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      g han bilkul iss main hamain buht zyda mehnat karna parti hy iss main trading itni aasan nai hy jitna k aik new trader samajhta hy iss main soch samajh kar trade karna parti hy warna loss ho sakta hy
      • #468 Collapse

        forex main loss aor profit hoty hain yh lazmi nhi hota ha keh ap loss ohtian is main faida bhi hota ha aor ap easily profit kama skty hian agr ap thora sa smjh lain to market ko.
        • #469 Collapse

          App ko jab tak is main kam karna nahi ata hay is main app ko real main kam ko shuro nahi karna ho ga aur app ko zada loss app ke forex main knowledeg na hone ki waja se huta hay aur app is main nafa kam lene ke bad is kam ko acha nahi samajte hay .
           
          • #470 Collapse

            jo new ya old trader apne emotion ko control nahi karte hay in ko ziada loss or risk wali trade ko karne se kuch hasil bhi nai hota nahi or apne account ko ghi wash karna main kuch time hi lagta hay is liye jo lig apni
            • #471 Collapse

              forex trade mien loss profit sy zayda hota hain r wo log yeh sumjty hain k wo profit he rean kry gy is job sy or loss ko b bear krna parta hain un logon ko is liye hu kha sekhty hain k loss is greater then profit .
               
              • #472 Collapse

                yes agar humain profit horaha hai to loss to lazmi hoga forex main or humain us wqt loss k bare main ni souchna chaiye balke ye souchna chaiye k humain profit bi to ho raha tha or aik to loss sai humari ghaltiyan bi sudhar saktin hain.
                • #473 Collapse

                  yes loss is greater than profit loss is tarha se zaida hota ha k log is field me without knowledge ate han or bus chahte han k jaldi jaldi zaida se zaida earn kar lan jab tak knowledge hi nahi ho ga ksi kam ka to us me hum kesy kamyab ho sakte han or is k ilawa unlucky person bi loss karta ha.
                  • #474 Collapse

                    Dear loss greater to nahi hota profit se,lekin han loss ko agar ham apne liye ek sabaq ke taur pe len to phir ye bohat acha hai,kiunke loss bhi hamko har baar ek sabaq deta hai,aur us lesson ko hamne agar seekh liya aur dobara wo mistake nahi ki,to ham zaroor kamiyab honge.
                    • #475 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmerilyas پيغام ديکھيے
                      yes its a good question that you asked profit is so small even if huge but loss is so large even its little because we feel loss by heart and we are very said about it so its true loss is large.
                      dear friend har business me profit or loss dono hote hai is se tarah forex me bhi loss ho gata hai. loss ke bare waja bhut sa log is me learning nai karte trade start kar dete hai.
                      • #476 Collapse

                        Loss is not greater than profit but it is a good option for learning. Because every loss is a good lesson for every forex trader.
                        • #477 Collapse

                          loss or profit dono baraber ha yeh tade per depend kerta ha agr achi tade ki ho or minimum risk ho to profit k chances ziyada hoty hn per log max los kerty hn q k wo lalach ker jaty hn
                          • #478 Collapse

                            forex trading aik online bussiness hai aur bussiness koi bhi ho us mai profit aur loss hota hia hai apka experince jitna hoga field mai wo apko utna hi profit de ga apko loss apke profit se bhi ziada ho sakta hai
                             
                            • #479 Collapse

                              Loss is not god for a trader in forex. we need a lot of learning to avoid loss. Because we never want loss in forex business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                loss to loss he hta hai chahy wo chota ho ya bara... profit agr zyada b ho to kam he lagta hai ye insan ki fitrat hai .. bs insan ko itna stamina apne andar rakhne chye k loss ko bear kr sky or khud ko dubara prepare kar sky trading k lye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X