ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn

    Assalam o Alikum,

    Trading krny sa phly es bat ko pkka pkaa apny mind ma hmein beta lana cheaye k market analysis traif G sa phly lazmi kiya krein us k bd jub hm agr market values prr yaqeen kr k tradi g start krty hein to hmein ye nai k sat e profit hona start ho jay es liye hmein kuch time k liye trade lgi rhny dani cheaye ta khmein Pata cl sqy k hmein profit ho ga ya loss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn

      Ji Bhai Hamen Jab Bhi Forex ke andar trade Lagana chahie To Hamen Forex ke Rul ke mutabik trade Lagani chahie aur 5 minute Tak trade ko chalne Dena chahie. Agar ham Panch minut se pahle trade close kar denge Chahe vah profit mein bhi ho tab bhi Hamen pura profit Nahin Milega aur error hone ka Khatra Hai ya Hamare account band hone ka Khatra ho jata hai isliye Hamen 5 minut Tak trade ko close nahin karna chahie aur Forex ke rule ko follow karna chahie.
      • #18 Collapse

        Re: ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn

        ek bat dost min yahan zaroor khna chahaon ga kay dosto ap drty q ho loss ho jaye ga yto kia ho jaye ga ap log trade lagatay hain aur darr ki waja say ap foran us ko close kar detauy hain mery bhai ap aisa bilkul bhi na kia karain q kay aisa karnay say ap ko sirf loss ho ga ap log bara dil rakh kar trade ko chalnay dia karain meri trade pichlay vek weak say phsi hoi hay magar mny himmmat ni hari aur main apnay work par lag ahoa hn
        • #19 Collapse

          Re: ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn

          Jahan Tak main apna point of view data challenge ke jab bhi aap trade lagaen to usko bar bar check kiya Karen uske andar aap SL aur TP ka option istemal Kiya Karen Taki ine donon options ki vajah se aapki trading per Koi shak Na Ho aur aapko chahie ki aap apni trading co bar bar dekhte rahiye 5 minut se upar bhi aap Chala sakte hain ismein Koi masla pesh nahin aaega
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: ap jo bhi trade lgayn usay 5 minut zroor chalnay dn

            kuch trades ese hote hain jo hamen as a scalp open karne hote hain jis main hamen kam time main he apni trade ko close karna hota hae to isi liye tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen ache tarah se kam karen take wo is main ache trade ache profit main close kar saken agar apko is main kamayab hona hae to aik bat mind m,ain rakh len ke hamen kabhe bhe apni trade ko loss main close nhe karna hae or agar hum is bat ko mind main rakh kar he trading karte hain to hum is main kamayab ho jate hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen acha kam karen take wo is main kamayab ho saken or agar wo is main mehnat karen ge to is main zaror kamayb ho saken ge

            اب آن لائن

            Working...
            X