forex traiding k liyey training

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Patience in a profit (which may look small) but enduring its forex trading accounts. It seems better that way. Sport heart also ga too often, and it is the capital of forex trading very valuable. maybe it is half of our trading capital
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      well dear agar ap forex business me new he to bilkul ap ko forex ki training leni chahiye, because forex aik risky business he so successful trade karne ke leye important he trader ke pass taleem aur trading me tajurba, is leye ap kisi senior se training le aur demo pr practice karen kuch month tak.
      • #18 Collapse

        G han forex trading k lie training zarori hy wo ap demo account main training kr sakty hn kyo k is main ap k pas virtual amount hoti hy or ap befikar ho k trading krty hn is tarah ap ka experience or knowledge improve hota hy,
        • #19 Collapse

          forex ki proper training ka liya bohat say tareekay hain but sab say best tareeka mera lihaaz say forum reading hi hai aap mukhlatif forums ko read kar ka learn kar saktay ha ka forex market kia hai kasay kam karti ha is par bids wgera kasay lghatay hai oor aap differernt tutorials ka zariya say bii forex trading ko aram say seekh ssaktay ha
          • #20 Collapse

            Yes my dear, Forex is a biggest online , smart and risky but good profitable work so if you want make a successful trader then you needed learning and more learning about Forex trading . You are more learning your experience and knowledge is increase then your profit will be increase . Thank you
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: waseemameen پيغام ديکھيے
              mera aik swaal h sb seniors sy i m new in forex to kya mjhy koi propr training krni pray gi forex ma kaamyabi k iyey ya kisi institute sy proprly seekhna pray ga traiding k aaray ma?
              hum ko forex par kam kar na ka leya hum ko is ma traing kar na ha he ho te ha is ma hum ko point ko bana ta ha or is ka bad hum in ko trade kar ta ha or is ma hum ko is ma jub point ko trade kar ta ha to hum ko is ma pata calata ha ka hum na is ma kis tara sa kar is ma kam kar na ha or is ma hum na kis tara sa is ma hum na kis tara sa loss ko mange kar na ha is ma loss ko mange kar na ak tuf kam ho ta ha
              • #22 Collapse

                trading k lie seekhna bht zaroori he phir hi is se earning ki ja skti he seekhe beger to hum kuch b earn nai ker skte kyun k is tara se market ka thik se pta nai chalta or loss ho skta he.
                • #23 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan mere khyal say forex trading key liye kisi be training wagaira ki koi zrorat nahi hoti hey bs ap ko is ki basic ka pata hona chahye aur real account key sath sath aik demo account run karen khud he sab kuch aa jay ga.
                  • #24 Collapse

                    G jnaab bilkul aysa hi hy bgyr kaam k koi bhi kamyaab nhi hu sakta kyu k jab tak kaam ko saheeh andaaz sy na kya jaae tu wo kamyaabi bi nhi milti jis ka ap taqaaza ker rhy hu
                    • #25 Collapse

                      forex trading keliye hamen always demo account apr apne seniors se training leni chahiye aur jab hum apne seniors se training lete hein to phir hum is main kabhi bhi fail nahin ho saktey hain.
                      • #26 Collapse

                        forex trading ky ley training bot zrori hy jo trader es karobar may properly training ly kr forex may kam krna ziada behter hy,yh bot strong aor profitable karobar hy es may ham seriously kam kr ky es sy acha profit earn kr stky hyn.
                        • #27 Collapse

                          forex trading kay liye trainning ap demo account se hasil kar sakty hai demo account aik best way hai tranning kay liye ap jab tak chahe demo account ko use kar sakty hai or apni mehnat or lagan se kam kar kay agy bhar sakty hai.
                          • #28 Collapse

                            forex ka business hao yah phir koee business us k liyeh practice beri ahmiyat ka hamil hai and yh ap k business ki kamyabi ka raz b hai.
                            • #29 Collapse

                              forex trading main acha perform karnay kay liye humein forex ka acha knowledge zarooor hona chaiye. iss liye agar hum forex ki achi training hasil kar lein to humein uss ka bohat faida ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Agar aap ka koi janny wala hsi jo forex main professional trading karta hai agar wo aap ko sikhany kay liye tayyar hojata hsi to yeh boht best hai lekin agar nahi hai to koi bat nahi aap forum per or google per search kar kay bhi sikh sakty hain forex main trading lekin is main aap ko time lagega or sikhny kay liye aap demo account ka he istemal karna real account main trading nahi karna.
                                AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X