forex traiding k liyey training

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex traiding k liyey training
    mera aik swaal h sb seniors sy i m new in forex to kya mjhy koi propr training krni pray gi forex ma kaamyabi k iyey ya kisi institute sy proprly seekhna pray ga traiding k aaray ma?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother trading kaay kaam ko sab say pehay seekhanay ki zaroroat hoti hayn bagheer seekannay or knowledge kay koe faida nahi hota
    • #3 Collapse

      bhai to phr us ka kya procedure hota h ar kha sy ma seekh skta hn kch bta e do yaar
       
      • #4 Collapse

        NO Bhai ap ko kisi insitute sy trading nai seekhna pary gi ap kisi axhy expert sy seekho trading tu forex mai full expert ho or is buissness mai ap ko full tym tu dyna pary ga sucess hony ky liyay.
        • #5 Collapse

          han agar app forex ki trading k liye training kar letey hen tou its too much good warna ap khabi bhi phas saktey hen apney business mey or training se ye faida ho ta hey k hum har cheez ko asani se handle jar saktey hen or is trainig se hum bohat ci cheezon ka faida utha saktey hen .
          • #6 Collapse

            aslam o alkum jnab abb forex trading karnay say pahlay app is kay baray may malomat or knowleg ki zarorat hoti hay agar app ko knowleg ki zarorat hay to app ko demo account par practis karni cahay
            • #7 Collapse

              gee bhai ap ko forex me kamiyab hone k liye proper training hasil krni parti hai jo k ap ko demo acount se hasil ho gi ..... ap ko pehly forex ka knowledge hasil krna ho ga or phr ap demo per traning hasil kr k es ka experience hasil kr k es me kamiyab ho skty ho ......
              • #8 Collapse

                well my dear friend, ye tou obvious si baat hai kay humein kisi bhi kaam mein working karnay kay leay learning aur training lena hoti hai, lekin jahan tak meri information aur knowledge hai tou Pakistan mein as such Forex trading ka koi institute aur coaching centre nahi hai aur Forex mein humein ye bhi benefit hai kay hum Forex trading ko khud bhi learn aur understand kar saktay hain aur working kar saktay hain...
                • #9 Collapse

                  han han han han dost ap na bilkul sahi kaaha ha aur ma ap ki bat sa agree krta hu aur han dst mjy b ya hi lagta ha ka forex aik acha bussiness ha aur is ka liye hamay zada sa zada trading ki zarorat hoti haaur han dost ap is ma trding apny senior sa lay aur hi ap is ma succcess ho sakty hain aur demo ma b kam kry..................
                  • #10 Collapse

                    dear forex k liye koi timing hnhn hy ap kiisi b waqt es mai kam kar skte hain jab b ap ko es business mai esay lage ya ap free ho baqiii rahii bat earning ki tu wo ap ki trading pe he depend kartii hy,,,
                    • #11 Collapse

                      mere bahi je se k ap ne kay he k forex trading k liye training to mere bahi bahat ye he k Forex trading me training karne k liye ahme Demo account me pritice karni ho ki Demo account se ahme knowldge or experience bi hasill karna ho ga tab ja kar ap Forex trading me trad kar sak the he.
                      • #12 Collapse

                        Assalam u alikum friend, jee haan aap ko forex ki training leni paregi but aap kisi expert k elawa khud bhi sekh sakty ho internet pe bohat si websites hain jo free forex learning k course provide krti hsi or is k elawa internet pe videos bhi mil jaati hain to aap asaani se seekh sakty ho.
                         
                        • #13 Collapse

                          Assalam u alikum friend, jee haan yahan new traders k liye to training k bina kuch nahi hai iss forex me kyn k bina training k wo loss me chaly jaty hain, or sath sath me jo experience hain is buisness me unhain bhi traininig jaari rakhni chahiye kyn k learning to hamesha jaari rehti hai is se humein hi faida hota hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            we must have a big target, but let us not be burdened with the targets ... which can lead to over-trade .. we are still learning on a demo account, rather than the money we reduced the loss and better small profit
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bahi janmera khayal ha kay forex trading ko learn karney kay leay zayda say zayda market ko watch karna chaheay our jis waqat ap ko market ki move ka andaza honay lagay to apnay exprience ko pahlay demo per azmana chaheay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X