Behtar Time Frame ka use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    mere khayal main to forex main sab se best trade time m15, and m30 hi hey jis sey hum forex main achi trha se work kar satkey hain aur aik perfect trade is frame par laga saktey hain aur achi earning akr saktey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Well using a good or more like choosing a good time frame can help us do trading in a more effective and better way, we can indeed improve our profits by choosing a good and right time frame, I mostly prefer a time frame of 15m and 4h as these turn out profitable.
      • #78 Collapse

        Main abi is baray mein kuch nahi keh sakta kyo k main abi is forex pr comments posting ka kaam krta haon aur near future mera erada hay ka trading kron tab he is baray mein behtar tor pr kuch keh sakta haon.
        • #79 Collapse

          mare kyayal me aap ke pas agar zayada balence hay to aap ko chahiye ke aap long time frame youse kare jasay 1 houres 1 week waqara our agar aap ke pas balence kam hay to aap ko chahiye ke aap 5 min 15 min 30 min time frame youse karna chahiye.
           
          • #80 Collapse

            yes brother aap ny achi information share ki hy, i think ager kisi ka account chota hy to wo long trade na lgahy, short trade sy wo acha earn kr skta hy, time frame achi chiz hy lakin aap ko market ka knowledge acha hona chaie or pair analysis daily check kia karen,
            • #81 Collapse

              assalam walaikum sir ap ne ne acha question kiya hai bhetar tim to insan ki apni qismat pe hota hai ke kb apko kamiyabi hogi or kab nakami to hame phele chaiye ke hum forex ko acha tim de ise achi tarha samje q ke is me iski knowlage bhi apke liye bht karamad sabit hoti hai q ke ye ek online busniess hai mere dost is liye apko isme apni puri dilchaspi leni chaiye ok me dost.
              • #82 Collapse

                my dear friend app ny acha sawal kai hy forex froum ko istmaal karn ka bahtreen time shamm 6 sy raat 8 bajy tak boht acha hy or yahi time students k ly b boht acha hy q k is time light b boht kaam jati hy or app apna kam boht jaldi kar sakty han .......
                • #83 Collapse

                  Mere khayal main aik new trader ko M5 ya phir M15 use karna chaiye. Maine apni trade ki start main issi time frame ko use kiya tha aur mere liye kafi effective raha tha. Iss time frame pe trade karna easy rehta hai.
                  • #84 Collapse

                    ge bilkul bahi jan liken time frame to ap ka mutabak teek ha liken os time ko be dakna be ho ga ka kis waqat muja kunsa time frame muja fayada da ga
                    • #85 Collapse

                      Ye to apky exprience pe depend krta ha k ap kis time frame ko chose krte hain mere khayal me to zyada log H1 ho hi tarhi dete hain me b es hi ko tarjhi deta hu ab her kisi k expreince pe depend krta ha wese behta time frame H1 he ha
                      • #86 Collapse

                        yes i agree with you brother, time frame ka choose krna b bht important hai agar tou short term trade krni hai topu 15 mint ka time frame best hai aur agar long term trade krna chahty hain tou 4 hour ki trade behtreen time frame hai iss main yeh aik acha step hai forex trading main it's play good role in short term trading and long term trading..
                        • #87 Collapse

                          pakistan forex trading men jo loog experience aur knowledge ka skill rakhtay hen wo hi loog asaani say pakistan forex trading men behtar time frame ka use karna jantay hen aur pakistan forex trading men wo loog hi kaamyaab hotay hen
                          • #88 Collapse

                            g ha apnay sahi kaha hay.is business main sahi time frame apko is business main acha profit day sakta hay.wasay main to apnay time frame main h1 ko zayada use kerta ho.kue kay is say mujay trading main profit hasil karnay main buhat asani ho jaty hay..
                            • #89 Collapse

                              ha yah hai lakin yar yah har aik ka apna hasab hota hai ka kisi ka experince zayda huta hai aur kisi ka kam aur woh apna experince ki base pa time frame ko choose krta hai woh 1 gainta ya 4 gainta ki bajai long term pa inhisar krta hai yani woh daily ki base pa ya weekly aur monthly ki base par krta hai woh aik hi bari trade laga ka bara profit hasil kr laita hai jo ka ap choti trade zayda laga ka hasil krta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Je haan behtr time frame sy hi ap achi trade kr sakty ho. yani intenationally apko trade dekhni hogi k kis time per trade tez hoti hai ya ziada hoti hai tu phr apko ussk shuru honay ka intezar krna hoga aur jasy wo time shuru ho tu ap kuch der ups downs dekh kr apni trade ka faisla krayn phr ap achi trade ko enjoy kryngy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X