Behtar Time Frame ka use karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear main sara time frame ko daikha hoon sab time frame bohat zadha important hotain hain 1 mint wala time frame sa hamin pata chalta ha ka market ka trend up ha ya down baki time frame itna zadha imporatnt nai hain 1 mint wala time frame hi sab sa zadha best hota ha main us ko daikh kaar trading karta hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      yes dear ap ki post kafi achi malomat hai is ko parh kar naye any waly members ko kafi faid huga q k is amin kafi zruri aur ahm malomat ap nay hum logo ko farham ki hain.aur umeed karta hon ap agy bhi karty rahy gay......
      • #123 Collapse

        App ko kam time frame kko us ekar ke kam nafa hasil kar ke apni trade ko =band kar dena chahye aur app ke pass agher investment aur app ke pass trade ki achi news ho tu app long time trade ko kare warna app ko short time trade ko kar ke earning karna ho ge aur yeh hi app ke liye acha ho ga .
        • #124 Collapse

          app trading k lea 30 menat ya 1 gante ka Frame ues kare jo trading k lea acha hai or sekh kar kam karen take app profat kar sakhn
           
          • #125 Collapse

            yes sir timeframe ka manage karna bohat mushkil ho jata hai or me aik student hu to mere liye forex k liye time nikalna bohat mushkil hai to is liye me weekly trading krta hu ta ke time bi acha use ho or kuch paise bi kama lu..so hume bi ziada se ziada time forex k lye nikalna chaiye,,
             
            • #126 Collapse

              mujhe tu yahi lagta hai time frame trade krne k leye bohut zaruri hai. time frame laga kr hi trading krna bheter hai. is se faida ye hota hai ap ko time ka bhi pata hota hai ap ki trade kb tk chale gi kb close ho gi.
              • #127 Collapse

                ma forex ko bhot se time speent kart ho q ka ma frg ho is ma full tima es ko kart ho ya bhot achi gob hain studant is per part tima kam kar sakty hain or income hasly kart hain
                • #128 Collapse

                  koi member jab forex trading me porana ho jata hai to us ko tajarba ho jata hai.aur wo time frame ko samaj jata hai k kab markit ooper jay gi aur kab neche ki taraf .ager is ko samaj lya jay to ap trading me kamyab ho sakte hai.
                  • #129 Collapse

                    Forex treading ko krne k lye koi b time acha q k forex treading aik aik esa business hai jis ko kisi b waqat kia ja sakta hai forex treading per j ap kam kro to apko iis ki market per zada se zada learn kro jo apko loss se bacha sakti hai or apko is me acha profit de sakti hai forex treading aik risky business hai ye kisi b waqat apk haq me or kisi b waqat ap k nausan de sakti hai is me itmenan se kam krna hoga .
                     
                    • #130 Collapse

                      mere khayal main aik ghnate ka time frame hi acha time frame hi jis main ap asni se guess ker lete ho ke ab markt kis rukh jye gi iss tara ap apni trade open ker ke achi earning bi hasil ker sakte ho iss lye aik ghnate wala time frame hi acha hi
                       
                      • #131 Collapse

                        I think log time trading is very best but many new trader want to earn a lot of money with short tirm trading but they failed in the maket of forex. Any trade you execute with greediness it will caused big loss be careful greediness case by failure.
                        • #132 Collapse

                          sir ap ko meri arye k mutabiq sab se pehle apni maharat ko pora karen ache tareqe se forex ko sekhen our ruls ka lehaz karen aor apni hikmat e amli se tred karen our apna time frame ap khud peda karen ab ye ap pe hi depend karta he k apka mind kia slect karta he agar apka forex pe expiriance he tu ap acha time frem bnayen ge .jahan tak ouro ki bat he tu har banda apne time fram k bare btaye ga but apka expiriance bohat zarori he tu ap behtar time bnayen ge
                          • #133 Collapse

                            forex trading main bohat he ziyada trader hain or is main har trader ka apna apna style hotha hain is main har trader apna set kia howa time fream use kartha han is main koyee m1 ka chart use kartha hain or is main koyee m5 ka charbe use kartha hain or is main bohat zoiyda trader hain jo k m15 ka chart use karty hain
                               
                            • #134 Collapse

                              mere khayal se short trades ke liye M5 M15 best time frame hai aur long trades ke liye H1 H4 best hai aur in par hum trade karke profit theek bana sakte hain yeh time frames best hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                time frame har trader apne hisab se set krta ha aur dakhta ha markket ki kia position ha mere nazdeek small tarder ka time frames jo ha wo ha 5 30 and 1 hours ka ha jis k mutabik wo tarde krty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X