kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

    Jab Mila hota hai kabhi kabar stable Ho paate hain lekin kabhi kabar unstable Ho jaati Hain confuse ho jaate Hain aur ham acche tarike se analysis nahin kar pa rahe ho agar Ham tension nahin lete free mind Hoke kam karte Hain to fir Ham trading continue rakh sakte hain lekin jab Ham confuse ho jaate Hain rokni chahie hamen aur jyada loss hone ke chances hote Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

      Ji bhai jan ap ka sawal bhot acha hi kh agr hum ko treading main ak din main loss a jy to Kya hm treading Karty rahin Ji bhai koi bhi Kam ho us main loss or profit ak dossry KY sath Hain agr ak dofa hm ko loss ay ga to hm Market ko shmjh kr dobrra treading Karin gy or profit hasil Karin gy
      • #18 Collapse

        Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

        forexx me tred apko loss aur profit dono hote hn tu apko loss se preshan nhi hona chhaie aurt jb apke tred ko loss ho jaye tu hn apne tred ko colse nhi krna chahie balke use continue krna chahie kuon k jb hm tred ko jari rkhenge tbhe ja k hmari loss wale tred profit me jayega isi liye preshan na ho aur wait kren
        • #19 Collapse

          Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

          Dear forex mein humain trading kabhi bhi nahin chorni chahyea aur loss honay per tou bilkul bhi nahin chorni chahyea balkay tamam trader ko chahye is forum main expirence hasil kar k hi trade kar i ho gi tab hi hum suces shon gay aur hamain chahye is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achys ay trade karni ho gi aur hamain chahye is k bary main knowldge hasil karna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain markt main part time main bi job kar kay hi kamyab ho sakain gay
          • #20 Collapse

            Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

            bilkul trading hmain continue rakhni chajiye kyon ke agar ham ios trading ko continue is waja se chaorain ge ke hmain loss hua haio to phir to yahjan pe koi bhi kaam nahi kare ga kyon ke is market mein ap ko loss hona hai ye guarantee hai hmain us ko management karna hota hai agar ham us ko manage karain ge to ham mehnat se kaam kar sakte hain agar ham emotionless kaam karain ge
            • #21 Collapse

              Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

              G hain agr hum ko loss ho jaw to hum ko us business ko continues rak na chiy ar phly se zadia monhet ker ni chiy k q loss ar business ka part hota hy us liy hum ko na hi tesion lay ni chiy ar ni uneed ko break ker na chiy
              • #22 Collapse

                Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                aapko ek baat acchi tarah se samajh leni chahie ki Forex main aapko apni emotions ko control mein rakhna hota hai aur uske bad aapko hamesha apni har EK trade mein stop loss or take profit ka use karna Hota hai is tarah se agar aapki trade last mein bhi chali jaaye to aapko tension nahin hogi aapki trade automatically close ho jayegi aur agar aapko profit bhi hoga to bhi aapki trade automatically close ho jayegi
                • #23 Collapse

                  Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                  Loss ho jaane ke bad har ek member ko relax ho jana chahie aur usko power trading nahin karni chahie aur uske bad har ek member ke liye yah bahut jaruri hai ki ko fir se koi bhi trade ek acchi planning ke sath open kar le aur uske liye bhi market ko acche se analyse kar le aur uske bad hi koi bhi member loss se bachkar aur ek achi trading bhi kar sakta hai Kisi bhi member ko lost se ghabra kar aur trading stop nahin kar deni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sheema پيغام ديکھيے
                    dear frends jesa keh ap janty hein keh forex ik online bussniss hy or ismein hamin loss ko bhi face kerna perta hy to jab hamin loss hota hy hamin trading kerni chaiky ya stop ker deni chaiy qk jo log loss hjony per bhi trading conutre rahkty heion to wo prfit ko with darw ti nhee ker sakty albta loss recoiver hony mein thora jaldi time guzer jayta hy hum kis trah sey loss ko reocver krein
                    Dekh Mere Bhai profit aur loss yah donon Forex trading ke business ka hissa hai agar Hamen Forex trading se acchi profit hoti hai iska matlab yah Nahin Ki Hamen se loss Nahin Hoga Hamen se loss bhi ho sakta hai isliye Agar Hamen Forex trading se loss Ho Jaaye To Hamen trading Nahin chhodana chahie Hamen apni trading ko continue Rakhna chahie aur Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki Ham and loss hone se Bach sake
                    • #25 Collapse

                      Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                      Dear Hamen market ka analysis karna chahie Agar Hamen market ki movement samajh a rahi hai aur Hamen lagta hai ki Hamari trade profit Mein Ja sakti hai To Hamen apni trade ko continue Rakhna chahie lekin agar aisa Nahin Hai To Hamen apni trade ko close kar dena chahie Hamen isko aur continue Nahin Rakhna chahie lekin Iske bavjud Hamen yah bhi Dhyan Rakhna chahie ki Ham Jab Bhi trade lagaen to stop loss or take profit ko Kabhi ignore na Karen Jab Ham Inko ignore Karenge To Hamen nuksan Ka Samna ho sakta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                        Bilkul sahi kha hai apne k humein trafing main loss ho janey per trade ko chorna nahi chahye balkey humein khud ko es bT per kaim karna chahye k loss or profit karibar ka hissa hai es se ghabrana nahi haies ko face karna hai jis se apkamayb trader ban saken gy
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                          Assalamualaikum Sapne bilkul theek kaha hai Kyunki agar aap karna chahte hain to aapko dost Bhi Hoga Agar aapka dost ho jaaye to aap to edit Kaise Chhod sakte ho ya to Fir Ek failure Bande Ki Nishani Hai Aap uthate Nahin chhodana chahie aapko Madina mehnat Karni chahie aur apni galtiyon ko repeat nahin karna chahie Kyunki agar aap baat karenge to aapko treat ko chhodana Hi Padega isliye loss hone Mein Pareshan Na Ho pet ko acchi tarike se karne ki koshish karen
                          • #28 Collapse

                            Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                            friend profit aur loss business ka hisaa hota ha to agr apko forex trading mn loss ho jay to apko preshan ho kr forex trading ko chhorna naen chayay balkay loss ki waja jo mistake ho usay door krna chayay aur pehlay sa ziada mehnat kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chaea
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: kiya hamin loss hony pr trading contue rahkni chaiy ???

                              G han bilkul agr ap k pass account ma balance hy to mera ya manna hy k lose agr hua bi hy to trading continue krly q k apny jitny lose krny thy wo to karly our mazeed lose ni hoskta q k market regularly mandi ka shikar ni hooty bhr hall ya kafi mushkil hy meey rayi sy agrrr krna pr mera ya manna hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X