stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

    Stop Loss FoRex Kaaaa aik BhoT Hi achaaa Tool Hai or iski Madad Se Hum Kaaafi had Tak Apnay AccOunt Ko SeCure KaR SakTay Hain Or accOunt Wash Se Bhi KhuD Ko Bachaaaa SakTay Hain To HumEn Chaahiye k Mehnat Se Kaaam KaRen Or Jo Bhi Trade lagaaani Ho MaRket ko Achi Tarhaaa Analise KaRnay k Baaad Trade Lagaaani Chaahiye Taakay Kaamyaabi k ChanCes Zyaada hoon....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

      Hmyn chahiye k hm stop loss ko recover kr k us mn trade kryn tb hi hm es mn success ful ho skhty hyn ager hm stop loss ko ignore kr dyn gy tu hmyn bhut nqsaan ho ga aur hm agy ni brh skyhn gy jis sy hmyn trade krny k liye koi experience aur koi knowledge bi ni aye ga aur hm kbhi kamyab trader nu bn skhyn gy
      • #18 Collapse

        Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

        Mere kya hal main trading ke dauran hamare paas sabse acchi option stoploss ki hai is option ko use karne se ham loss se bus sakte hain Tu agar hamare paas market ke mutallik behtar experience aur knowledge bhi hai to fir bhi hamen stop loss ki option ko use karna chahie agar ham use Nahin karte aur hamen loss ho jata hai to ismein market ka koi kasur Nahin hai balke hamara apna hi hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

          Stop loss ko ignore krne se hm loss se Bach skty hyn forex bhut hi acha ala kism ka business hy forex per acha work krne se hm acha bonus hasil kr skty hyn

          اب آن لائن

          Working...
          X