stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ko ignore karny sy keya hota hain
    agar hum stops loss ko ignore kary gy to hamy loss hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office join keny ke need nahe hote yai aik international karobar hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

    Deccan stop loss ek deewar hai forex trading mein agar aapane kisi bhi trade mein Star plus lagaya to inshallah aapka account was nahin hoga agar aapko loss ho jata hai to loss recovery bole wanha se kaun main to bahut hi aasan hai aap chhoti chhoti trading Karen shuru Karen apne aapko confidence den aapki result aapke favour mein aaenge to kamyabi ke liye lajmi hai ki stop loss ko kabhi bhi ignore na Karen Jo trader apni newly induction mein Hi shopplus ko ignore karte hain unko loss bhi jyada hota hai unko trading mein Koi bhi profit nahin milta to aapane kabhi bhi stop loss ko ignore nahin karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

      Ji bilkul Mere Bhai Arshiya Star Plus ko ignore karne se Ham Logon Ko Yahan Par bahut bada nuksan ho sakta hai jo trading bhai Mera Shor Plus ka istemal nahin karta vah Har Waqt confusing mein rahata hai ki main Retreat Jyada Logon Ne To Nahin Gai August 5 + Laga Ho To befikri se Ham Kahin Ja sakte hain ki Hamen Ek Hafte Tak nuksan ho sakta hai isase Jyada Nahin
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

        Hamen stop Ka istemal Karke market Mein trading kam chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar sakte Agar Ham stop-loss Ko ignore kar denge to hamy nuqsan ho jaega is nuksan main market Kaya broker ka koi Vikas Nahin Hoga Hamen emotions ko Kabu mein rakh ke market Mein struggle per Kuchh karna chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge yah Kabhi Khatam na hone wala business hai
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

          hamain stop loss ko use kar k hi hum achi trade karni ho gi aur loss say bachny k liye mhnt karni ho gi tab hi hum sucess hohn gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum cahi trade karni ho gi aur hamain market main b i emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum run k arin gay it is best job
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

            stop loss ko ignore karne se hmain buhat loss hota hai kyon ke hmain jab bhi loss hjo ga to hmain buhat loss ho ga is liye hmain is mein kaam karne ke liye chahiye ke ham stop loss aur take profit ko use karain agar ham is mein kaam karte hain to hmain is mein amrket ke rules ko follow karna ho ga tab hi ham is mei achi earning kar sakte hain aur acha kameyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanpk پيغام ديکھيے
              agar hum stops loss ko ignore kary gy to hamy loss hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office join keny ke need nahe hote yai aik international karobar hain
              Dear wese advance level ki bat hai k jo professional money ya smart money hoti hai jb wo accumulation ka phase start karana chaheti hai to pehlay prive ko apni favor mai le jany k lie ek abra order amrti hai jaha retail rader enter hu jata ha or smart money hamesha stop loss nahi lagati q k wo apna ek paisa bhi zaya nahi akrti market mai to apni favoer mai le janay wale order py stop loss nahi hota but retail trader k SL khanay k bad apni trader breakeven pay clsoe akrti hai or phir apni favor mai cheez buy ya sell kartui hai
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                dear friend ,jo is markeet main professional traders hain kabhi bhi unhone aisa tareekay say kaam nai kia hay,jub kabhi unko confirm bhi orders miltay hain to wo is makreet main kabhi bhi koi entery stoplose k baghair nai laitay hain,wo is liye k jub tak ham markeet main propper tarekay say enter nai hongay na hmako kuch earn hoga aur na he ham is markeet kos amjh sakaingay,is liey better yahi hay k ham lalach say avoid akrain aur apnay knowledge ko azamnay k liye stoplose aur takes profit ka mukammal use karain.
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                  Stop loss ko ignore karne se kuch nahin hota stop loss ko na laga kar trading karain tu is se loss nahin hota loss tu hum ko apne knewledge aur experience ki waja se hota hai loss knewledge aur experience kam hone se hota hai stop loss se kuch nahin hota stop loss se ye hota hai kay hum apne loss ko kam kar saktay han aur stop loss ae account wash nahin hota
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                    Stop loss ko ignore krna sa kia hota ha stop loss ko ignore krna sa hamin bohat zada loss ho jata ha or account bi wash hona ka khatra hota ha is lia tp or sl la use zaroor krna chaey forex trading may
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                      stop loss Ek Deewar Ki Tarah kam karta hai Farz kar le Agar aapane trading Lagadi hai aur usmein stop loss ko click nahin kiya Is Tarah aapke account Ko wash Hone ka Khatra ho sakta hai aur Agar aapane usko click kar diya hai to aapka account Inshallah Kabhi wash Nahin hoga aur aap kuch zyada loss bhi nahin hoga Is Tarah aap account balance ko maintain kar sakte hain
                      Do it before other will do!
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                        stop loss ko hmn tarde me use krna chahiye agr hmn ise use kren ge tu hmn loss hone k kam chances hon ge aur losss aik had tak hoga agr hm nhi lgayenge tu hmn kafi nuqsan uthana par sakta hi isi liye hmn tarde ko ache se sekhna chahiye take hm tared se profit kma sken isi liye sekhna bohot zrori hi
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                          g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min hamin treading karry hoy sl ki bahut ziyada ahemiyaat hy iis lia hamin forex min treading karry hiy bagir sl ka treading nahin kanri chaye agr hum forex min bagir sl ka treading kaien gy to hamry account ka wash hony kahra hy iie lia hamin firex min soch samjh ka aur makreet ko achy sy aynalize karry hoy treading kqien to acha profit haial kar skaty haim.
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                            Dear friend ap k sawal ka me simple aur to the point jawab dun to yeh kahny me hum haw ba janib hain, agar hum stop loss ko ignore karen gy aur laluch men jayen gy to definitely kuch he arsy mein hmara account washout ho jaye ga, aur yeh sirf kahny ki bat nahi hy, aisa hota hy. Aur buht sary logun k sath hua hy, so hamen greed nh karni chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss ko ignore karny sy keya hota hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanpk پيغام ديکھيے
                              agar hum stops loss ko ignore kary gy to hamy loss hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office join keny ke need nahe hote yai aik international karobar hain
                              hamesha stop loss ka use karna chahye our agar ap stop loss ko ignor karen ge to ap ka bhot zyada nuqsan ho sakta hai our ap ko account dekhte hi dekhte wash ho jai ga lekin agar ap ne stop loss ka use kai hoga to ap ko koi preshani nhi hogi muqarar had par trade close ho jai ga,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X