brother coronavirus ka market par bara gehra manfi asar he aur mazeed pata nahi kitna arsa coronavirus hamain mutasar kary ga koi samjh nahi aa rahi kya bany ga allah paak hum par reham farmay q ke coronavirus ne market ko tabah kar ke rakh diya hy trading main bara nuqsan uthana par raha he aur karobaar tabah ho kar reh gy hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим