coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga
    brother coronavirus ka market par bara gehra manfi asar he aur mazeed pata nahi kitna arsa coronavirus hamain mutasar kary ga koi samjh nahi aa rahi kya bany ga allah paak hum par reham farmay q ke coronavirus ne market ko tabah kar ke rakh diya hy trading main bara nuqsan uthana par raha he aur karobaar tabah ho kar reh gy hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atiqurrehman پيغام ديکھيے

    Corona virus ka asar forum pay nahi hai, bul k har tarah ki market mai hai k waha volatility berh gai hai, Supply & Demand us waqt say imbalance hai jb se corona k cases chaina mai ai thy or world mai phelay bhi nahi thy but ab tak imalance hai q k abto market mai pori tarah Corona k cases infest hu chukay hai, lockdown extedn hu raha hai, traders apni trading kar nahi pa rahay hai, mulk ki economy bad say bad tar hu rahi hai or vaccine bannay ka nam nahi le rahai hai, kaha ja raha ab bhi amzeed ek saal lag sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

      Coronavirus ki wajah se Duniya Ka Har EK business close kar diya Gaya Hai Lekin Forex abhi tak open hai ya close Bhi Hoga Ham ghar mein baithkar ka kam kar sakte hain Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar ismein kam kar sakte hain Ham mehnat Karenge To Hamen kamyabi Hasil ho jayegi yah Ek aisa hai jo hamen bhi deta hai aur Hamen Achcha bonuss be deta hain
      • #4 Collapse

        Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

        Ji Mere Bhai Corona virus ka form par koi bhi kar Nahin Hai Jab Se coronavirus Aaya Hai form Mein Masjid a Jata hua hai yahan per form ko bahut bahut jyada ho raha hai koi nuksan nahin ho raha Kyunki coronavirus ki vajah se laga hua hai aur jitne bhi Y FY the vah Sabhi Jo Forex ko jante the vah sab ke sab form per a gaye hain aur Yahan per learning Hakikat Mein Lage hue hain
        • #5 Collapse

          Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

          g han is say halat boht khrb hoye hain aur crona virus ki wjaa sya hamari stock market main loss ho rhaa hai so hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi aur hamain market main bi greed ko avid kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain experecne ho g tab hi hum cahy say trade kar k hi hum run karin gay
          • #6 Collapse

            Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

            amy achi leanrnign hasil kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

              dear frind bus ap dua karo ks is ay aur market damage na ho agar hui to bahut nuksaan ho ga bus ap nay is main achi tarh say mehnat karni hai aur is mian achi tarah say kamyb ho jana hia dear friend bus ap nay is main achi tarh sya mehnat karni hai
              • #8 Collapse

                Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                Bhai jan Corona virus ke vaja se Forex market ke bahit situation lharab hue hai.magsr ab market ke situation sahi ho rahe hai.hamen market ko ache se anysis ker k tradibg kerne chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Atiqurrehman پيغام ديکھيے
                  brother coronavirus ka market par bara gehra manfi asar he aur mazeed pata nahi kitna arsa coronavirus hamain mutasar kary ga koi samjh nahi aa rahi kya bany ga allah paak hum par reham farmay q ke coronavirus ne market ko tabah kar ke rakh diya hy trading main bara nuqsan uthana par raha he aur karobaar tabah ho kar reh gy hain
                  bhai ji is waqt pure world ke business market ruke hue hain aur koi bhi pata nahin kisi ko bhi ki kab coronavirus ki vajah se yah market theek hogi lekin jab tak pure world mein ya waba chal rahi hai to pure duniya ka nijam kharab hai aur koi business bhi nahin chalega.
                  • #10 Collapse

                    Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                    Ji han doston karona ka form per bahut Nahin kara Asar padta hai market ko bahut hi mutasir kiya hai karo na ne Kyunki karo na ki vajah se frocks form ko bahut hi Aasan uthana pada hai lekin aap market ki situation Khoj theek Kuchh theek ho rahi hai Hamen Markar ko Achcha se analyses Karke trading Karni chahie acchi se acchi market Mein trading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                      abhi to koi pata nahi hai lekin hmain is mein kaam karne ke liye bus mehnat se kaam karna hai agar ham mehnat se kaam karain ge learn karain ge to ham kameyab ho sakte hain hmain knowledge aur experience hasil karne ki zaroorat hai agar ham aesa karain ge to ham acha quality ka kaam karain ge aur phir ham earn karain ge bonus bhi hmain buhat hi acha mile ga abhi is time hmain bus apne kaam ko focus karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                        Corona virus ka market per bahut hi Bura asar par raha hai kyunki overall world me lockdown Ki Surat HAL chal rahi hai tu Corona virus ki vajah se insan maflog hokar reh gaya hai wo koi bhi activities nahin kar pa Raha jiski vajah se market down ja rahi hai aur abhi iske matlab kuchh bhi Nahin kaha ja sakta ki kab Corona virus khatm Hoga aur market battery ki taraf jayegi
                        • #13 Collapse

                          Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                          dear friend carona ka koy efect forum par nahi parta hy as main forex market par asar andaz hoty hy as leye ap ko chaye ap as main soch samgh kar trading karen aur apny acount ko safe rakhen tab hi p as main kameyabi hasel kars katy hain
                          • #14 Collapse

                            Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                            coronavirus Ne Puri Duniya Ko Apne lapet mein liya Hua Hai coronavirus Ka Asar par pada hai iska Asar Forex trading per bhi pada hai aur Iske Aage bhi asrat ho sakte hain mark it up Palace is your
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: coronavirus ka forum par asar mazeed kitna nuqsan uthana pry ga

                              Is corona Viruse ki vajah se market ka bahut nuksan hua hai agar Kiya police Ham kam karenge to hamen Achcha fayda Hoga Achcha naam banae to fayda Hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X