Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

    Analyses so market ko samajhne ke liye hote hain job order place karte hain to usmein take profit aur stop loss use Kiya Ja sakta hai analyses method Hai market ko Samajh Kar trade karne ka lekin Kisi bhi type se trading karte hain to take profit stop loss tools hai use Kiya Ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

      ham har Tarah ki trade mein stop loss aur take profit ka istemal karte hain aur uska istemal karne ka ek hi tarika hota hai bus hamara analysis strong Hona chahie taki agar hamen nuksan ho bhi jaaye to hamare liye usko recover karna aasan ho aur iske alava hamara stop loss hamen kabhi bhi maximum nuksan ka samna Nahin hone deta isliye hamen apni trade mein stop loss to take profit ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie ISI mein hamare liye fayda ho sakta hai

      اب آن لائن

      Working...
      X