Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?
    Dear friends main aap logon se ye pochna chahta hon k fundamental analysis mein take profit aur stop loss ko kaisy set krty hein kionkeh technical analysis mein tu line draw kr k stop loss aur take profit set kr sakty hein lekin fundamental mein knsa method use kia jata hai aap log explain krein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

    Ji dear ye bahut necessary hain, hamain chaiye keh hum apni har trade main stop loss and take profit ka use karain q keh jitny bhi trends and analysis ko daikha jaye, hum 100 percent trade main sure nai ho sakty keh ye hamary haq main hon gay, is liye TP and SL zaroori hoty hain, or TP and SL hamesha equal gaps per hon.
    Last edited by ; 30-04-2020, 09:17 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

      dear g han ap nay achi bat ko share kia hay ham ko chye k ham is main fundamental analysis karnay k bad main he ham ko trade ko karna ho g is main ham ko chye k ham is main achay say kam ko kartya rhanay ki try karna ho g is main ham ko mehnat k sat apnay kam ko last tak kartay rhana ho g is main ham ko kabhi bhi apay kam maain jaldbazi say karna hay .
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
        Dear friends main aap logon se ye pochna chahta hon k fundamental analysis mein take profit aur stop loss ko kaisy set krty hein kionkeh technical analysis mein tu line draw kr k stop loss aur take profit set kr sakty hein lekin fundamental mein knsa method use kia jata hai aap log explain krein?
        Aap is may koi be analysis karay os may aap ko kamyaabi mil sakthi hay lekin aap ko agar ziada knowledge hoga tho he aap sahee kaha say apnay trading may tools ko use Kar sakthay hay is liay hamay ziada tawaju apnay knowledge par dena chahiqy.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

          ager ap ko fundamnetal analysis kerne ke bad trade lagty han to us mein order to modify zror kerna hota hy jis mein TP or SL ko lgne ke bad ham befikar ho jate han jis se trade close khud ba khud end ho jati hay us se hamain sl ya tp hit ka hone ka ptta laga jata hy bagir analysis ke trading risky hy
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

            gee han dear agar app sl or tp lagana chahty hain to hamain trad mian he ya option hota hai app wahan say trad main set kar sakty hain agar hum forex main lagan say or mahnat say kam karin gay to pher he hum kmayab hon gay forex aik best business hai is main hum online trading kar kay pher he hum kamayb hongay s
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

              fundamental analysis se ap aesa kar sakteain ke ap ke liye is mein asani ho jati hai ke long position a le sakte hain aur is mein kaam kar sakte hain lekin stop loss aur take profit ap ne technical basis pe hi lagana hota hai is liye in dono ko sath le ke ap ne kaam karna hota hai is liye mehnat se ham ne is kaam ko seekhna hai ham ne kaam karna hai
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                Jab Ham market Mein fundamental analysis Karte Hain To Hamen market mein bahut Soch Samajh Kar stop loss aur take profit Lagana Hota Hai Jab Ham take profit set Karte Hain To Hamen risk to reward ratio ke mutabik kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                  Exactly aisa hi hai kamyabi tab milati Hai Jab Kisi kam Mein struggle ki Jaati Hai Fox bahut best business hai ismein Jitna ho sake time Dena chahie struggle Karni chahie aapane knowledge ko improve Karen Jitna Jyada knowledge Forex ke bare mein Banta Jaega utna hi best hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                    Assalamu alaikum bhai sahab aapane Sahi Baat Kiya technical analysis mein to profit set aur lost resiest ko set Karke Achcha profit kamaya Ja sakta hai lekin fundamental Mein order ko modify karna Hota Hai Ki Is Tarah S L O T P ko maintain Karke Achcha Khasa profit Hasil Kiya Ja sakta hai fundamental mein aap poochh rahe the ki Kis Tarah isko Kis Tarah profit set Kiya Jata Hai uski vajah Yahi Hogi ki aap DP aur SL Ko maintain karne ke liye order ko modify kar diya Karen
                    Do it before other will do!
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                      Asslamualeikum all friends ummid karta hu ap sab friends kharyt say hongy dear apne bhut achi bat ke hay dear mujhe pta hota ma apko bata deta i mujhe kuch i maloam nai hay ap kise aur say poch sakty hay phir acha lagy gaa
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                        Dear analysis fundamental ho ja technical Har cheez Mein Ham Apna Ek target rakhte hain aur uske liye Ham koi bhi point Istemal kar sakte hain Chahe vah stop loss aur take profit hi Kyon Na Ho Ham uska istemal acchi tarah kar sakte hain Hamen bus Apne kam per focus Hona chahie Hamare liye Kuchh Bhi Mushkil Nahin Hoga lekin Agar Hamara Apne kam per focus Nahin Hoga To Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                          dear friend analysis Koi SEBI karte hain fundamental ho ya FIR technical Ho market mein trend ko dekha jaaye ki support aur resistance kya ban rahi hai use hisab se apna take profit aur stop loss ka use kar lena chahie aur support level se thoda kam apna take profit aur stop loss lagaya jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                            Forex trading market me technical analysis ho ya fundamental analysis ho hamen stop loss or take profit ko lazmi istaemal kerna chahiye agar hum stop loss ko istaemal nahi karenge to hamara account kisss bhi time wash ho sakta he is liye SL or TP ko her trade me istaemall kerna hoga, axhe se axha trader apni her trade me SL or TP ko lazmi istaemal kerta he or wo market me apna kam se kam nuqsan kerta he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental analysis mein tp aur sl kaisy set krty hein?

                              aap koi sa bhi analysis Kar ja kisi bhi market mein trading karo to aapko hamesha stop last prophet ka use karna chahie ismein aapka he fayda hota hai agar aap stop launcher take profit ka use karte hain to is tarah se aapka account bhi security hai aur aap bahut acchi tarah se trading kar paate Hain long term Forex mein survive kar paate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X