loss or profit?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    a.salam bhai jin logo ny forex ko achi thra learn ni kia hua hota demo par parctic ni ki hoti wo log loss hwe karty hain aur kuch profit ni kamty.agr ap profit kamana chatyho tu forex ko achi thra sy learn kr k profit kamyin.aur aik gud trader ban jyin.jb ap forex k gud learner hogyn tu loss ka sawl he pada ni hota just ap profit earn kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      ab ye to her trader ka experience btata hai k us ka yaha pay kitna experience hai jiss waja say us ko loss na hoe ga aur wo zyada profit hasil kar le ga lekin agar profit hasil karna hai to mehnat karni hogi aur work karna hoga jitni zyada mehnat hogi utna he behter work karnay ka moka mile ga.
      • #108 Collapse

        I think forex business say zada tar profit hota hai kiu k ya aik real business hai yhan loss k chancess bohat zada han is main zada say zada mahnat karnii paeti hai agar ap profit gain karty han to well and good agr ap loss vkarty han to ap ko loss say sekhna chahyai.....
        • #109 Collapse

          Forex me loss us waqat hota hai jab koi bhe trader posting ya forex me trading nahe karta ya uncomplete trading karta hun to trader ko forex me loss hota hai aur trader ko profit us waqat hota hai jab wo hard working karta hai
          • #110 Collapse

            jo b trader bgair seekhy kam experience k saath trading krta hy wo loss main rehta hy. ..trading k liye mukamal tor per professional hona parta hy. . .jo b bndabgair practice or learning K IS KAAM MAIN ENTER HOTA HY USY NUQSAAAN HE HOTA HY. . .
            • #111 Collapse

              Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay ager humen forex trading men loss ho jaye to humen upset ni hona chaeye kiyon kay loss aur orofit dono hi parts hen trading kay
              • #112 Collapse

                trading me to ap ko loss beh ho sakta hay or profit beh ho sakta hay to me ap ko ayhe kahon ga k tradinr me zead se zea mehnat kartay jao takey ap ko trading me kakm ka maza ay
                • #113 Collapse

                  Dear forex trading mein profit or loss same hai koi zaida ya kam nai hai, bs hum per depend kerta hai k hum loss gain kerte hai ya profit agr tou hum proper knowledge k saat yeh work kare gay tou profit ki ratio he zaida ho gi loss se , or agr without learning kerte hai tou loss se zaida ho ga.
                  • #114 Collapse

                    Dear forex international trading business ha jis may hamay work karnay kay ley kafe experiance knowledge learning aur practice ke zarorat hote ha jis kay baghier hum earning nahe kar saktay agr work krty rhy to loss he hota ha is ley demo account pr practice karne chahey ta kha hum achy trader bn saky tb he hum market ko follow krna sekh pay gy aur trading bye ache ho saky ge
                    • #115 Collapse

                      yawr experince is the most important thing jo apkay pas zaroor hona chahye hamaray pas agar experince hay or ham agar sirf apni galtiyon par concentrate karein to kafi ziayada kamyab ho saktay hain bas yahi kahunga kay trades experince barhaen apna forex mein
                      • #116 Collapse

                        Aslam-o-Alaikum dear all members. nice post. mai abhi new user hn to mujy forex k bary mein itna zayada nahi pata. lekin mai to bas yeh hi kahn ga k. agar apky pas forex trading ka knowledge hai to ap market trend ko janty hein. to apko maximum profit he earn hoga.
                         
                        • #117 Collapse

                          forex trading ek boht hi acha plateform hai. jis mein beghair investment k easily boht zayda profit earn kar skty hein. Forex mein humein kisi bhi investment ki zrurat nahi hoti. q k forex forum mien posting bonus he sy hum insta mein trade kar skty hein.
                           
                          • #118 Collapse

                            jab many forex start kiya tu kuch e days ma mjhy bht zaida profit howa tha lakin jald e wo profit loss ma change ho gya kuch e hour ma is lia ma kah skti ho k many profit k sath sath loss ko b kfi bardasht kiya hai .
                            • #119 Collapse

                              bhai muje to khud is bary me kuch nahi pta q k me abhi new hon or muje ziada knowledge nahi hai trading k baray me per me logo se puchta rahta hon to wo muje khty hain k ziada se ziada knowledge hasil kero gy to loss kam ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                naeh ery khayal main confirm se kuch nahe kah sakty k forex main loss zyda hota hai ya profit yah ham khud pe depend karta hai. k ham kaisy trade kar rahy hai. mazeed yah k forex main agr ksi ka loss hota hai to wo dosary ka profit hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X