loss or profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss or profit?
    asslam-o-alikum
    ap ka kya khayal hai forex main loss zyada hota hai profit apko aj tak kitna profit hua aur kitna loss mjhy experince na hone ki wajah sy loss zyada hua hai profit kam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main say hamain kafi faidah bhi ho sakta hai,and agar ham is main trend daikh k na karin tu hamain tu hamain loss bhi ho sakta hai.
     
    • #3 Collapse

      forex trading main donu chazy zida hony ky chance hoty hay yaha fadia be ziyda hota hay usy tara nuksan be jub ho to zida he hota hay bus zara sunmble ky asta asta kam agy parhaty rahna he acha hay.
      • #4 Collapse

        A.A forex main lose or profit aik bhot aham option han jis ki badolat forex main hum zayada nuksan sa bach saktahan aur aik mahadod profit kam sakta han aur faida hota saktahan
         
        • #5 Collapse

          ye to such hai kay kam experince ki wja se apko loss zyada hoga, or bhai jaan forex ma loss or profit depend kerta hai apki trading or trading skills per, or practice per, jitni ye sab cheezen zyada hongien otna profit zyada hoga or loss kam hoga otna hi
          • #6 Collapse

            I think forex business mey ziada tar profit hata hey q k ye ek real business hey jo k global hey yahan lose k imkan kafi kam hota hey bus ap ko is mey mehnat karni parti hey agar ap profit karjatey hentou well good likn agar ap lose karjatey hen ap ko apna dil chota nhe karni chaye. isiliye profit or lose is a part of trading.
            • #7 Collapse

              forex main agar aap kai pas knowledge nahi hay to loss bhi hota hay agar knowledge hay to app profit bhi kama saktain hain
              • #8 Collapse

                ye hum pe depend hey k hum loss ker rahey hain ya profit earn ker rahey hain qk isey properly learn ker k start karen to profit otherwise loss is liey isey pehley sikh ker pjir real forex main ana chahiey.
                • #9 Collapse

                  Assalam O Alaikum, hum log tarding ko real main start kernay main jald bazi se kam letay hain. Aur yeh jantay bhi hain keh iss ke liay experience ka hona bohat zaroori hai lekin profits earn kernay ki bhi jaldi hoti hai isi waja se loss kertay hain.
                  • #10 Collapse

                    my dear brother assalam,o,alaikum mere khayal se to kabhi loss zyada hota hai to kabhi profit lakn mujhe kl loss hua agr hm dekh k kaam nahi krenge to loss hoga
                    • #11 Collapse

                      Aslamu alaikum: ji dear agar ap ko experince kam hai to ap ko loss ziada hota hai aur agar ap ka experience ziada hai to phr ap ka loss kam ho ga.
                       
                      • #12 Collapse

                        jesa k hume pta hota hai k har business main loss and profit shamil hota hai is liye forex main b loss aur profit dono forex business ka hissa hai aap ko kabhi b apne loss pe pareshan nahi hona chahiye.
                        • #13 Collapse

                          forex trading ak profit able business he but is ke lie hard working yani ap ka experience ka hona zarori he warna ap ki ak choti ghalti bra loss de sakti he.
                          • #14 Collapse

                            g han profit hota hy jab ap aehh trend may a p ko is amy fiadah ogas hy is ase ap ko boaht hi trend karna hy keep working hrad

                            iss se hum sab ko faida uthana chye keep working hrad
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              w/salam brother new traders ko aksar start ma loss ziada hota ha magar jon jon experience barhta jata ha to loss bhi kam hota jata ha aur 1 waqat ata ha ka hairan kun profit hota ha jis ka banda ko khud bhi yaqeen nahi ata is lia do not worry bas dilchaspi sa apna kam kia jao. 1 waqat aai ga ka ap success trader hon ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X