Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

    helo everyone! jaisa ky aap ko maloom ho ga kisi bhi kaam main planning buhat hi ziaada important hy issi tarha sy forex bhi baki karoobaron ki tarha hi hy iss main bhi planning ko aik aham makaam hasil hy aap ko koi bhi karoobar start karny aur uss ko continue karny ky liye proper planning ki zaroorat hoti hy. jitni achi planning ho gi utna ziadda faida hasil ho ga iss liye planning par zoor dain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

      Forex trading mein planning ki bahut jyada ahmiyat hai hamen chahie ki Ham Jo bhi Koi kam karte Hain To sabse pahle planning karte hain planning karenge tabhi hamara kam bahut achcha hoga aur mehnat kar k usmein Kamyab ho sakti hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sardar Abid پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum dear friends Forex trading Mein planning ki bahut jyada ahmiyat hai good planning always leads to success and poor planning leads to big losses in Forex trading Achcha plan banane ke liye sabse pahle market ko properly analyse Karen aur uske bad trade le Hamesha apni planning per depend Karen Apna sound aur personalized plan banaen agar aap dusron ki planning per depend Karenge to Forex trading mein success achieve nahin kar sakte Kyunki Har kisi ki apni thinking aur Apna trading style Hota hai agar koi plan Kisi trader ke liye Ye Theek kam kar raha hai Jaruri Nahin ki vah aapke liye hi bhi Sam Tarah kam Karen Kyunki Har Kisi Ka Apne thinking aur Apna trading Payal Hota Hai aap apna personalized plan taiyar Karen jo aapki personality aur trading style ko suit karta ho
        Agar Ham Forex trading mein planning a key-value ka Niyat ke bare mein maloomat hassil kar lena hai To Ham frustrating Mein Kabhi Bhi loss Nahin Karenge hamare pass Itna Jyada taiyar Hua aur knowledge Hasil ho jaega ke Ham jo bhi trade open Karenge vah Hamari profit Mein Hi close Hogi so Hamen chahie ki Ham pahle Achcha Kiya Bata aur knowledge Hasil Karen aur pet reading Karen Taki Hamen kabhi bhi loss Na Ho.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

          pak forex mein work planning se kerna cheye aik acha sa time table bana ker kam kerna cheye jitna zeyda plane good hoga utna ham money ko manage ker ke acha trade laga sakty han hamsha next trade lagne se phly equity ko zror dekhna cheye kuin ke usi ke hisab se trade lgna best rehta hy then acha profits bhe hasil hota hy
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

            dosto forex trading ma planning ko bht he zyda importance hsal hy kiun k forex trading ma agr ap achi trha sy planning kr k trading ko kry gy to ap forex trading sy aik achi earning kr skty hy es ly dosto forex trading ma mhenat kry or zyda sy zdya zbrdat planning ko create kry kiun k jitni zbrdast planning ho gi ap forex trading sy utna he zbrdat earn kr skhy gy es ly dosto forex trading ma jitni mhenat ho skhy planning bnaty wkat kry tak ap forex trading sy achi earning kr skhy lkin dosto agr ap trading krty huya planning ni kry gy to ap ko forex trading ma loss he ho ga or ap kbi acha earn ni kr pao gy
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

              Dear brother Forex trading mein planning ke bahut zyada important hai.Hamen zoror planning banane chaye planningvk bager ham ko kamyabi nhi mill paye ge.plannibg kiye bager trading kerbe per hamen loss he ho jaye ga.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                Ji bilkul sahi Tarika hai ki Forex trading ke andar planning ki kya jarurat hoti hai agar Dekha Jaaye to Forex ke andar Hamen sabse Jyada chij jo hai vah Hamare strategy aur planning hi hai strategy aur planning Hamare andar Kaise Aaegi ya Hamen knowledge or experience Se Hi Pata chalega knowledge and experience Mein Kaise aaega yah madam kaun se Sara Kuchh sikhana padega FIR Mein jakar strategy Aur Payal ke bare mein pata chalega Jab Pata chalega acche tarike se uske upar kam Karke acchi kar sakte hain isiliye Hamen Achcha hoga isiliye Hamen chahie ki Ham Jitna Jyada Achcha plan Karenge utna Ham Achcha Profit hasil kar Sakenge
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                  forex trding main planing ki bht value hy agar hum es main achi planing say kam kuray gay to hum es main zror kamyab hon gay to hmay trade kurnay kay liyay sab say phlay achay say planing kurni chahiyay or es planing say kam kurna cahiyay takeh humara kam acha ho or hum achi earning gain kur sakay or is kay sath sath kamyab bhi ho sakay
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                    Forex Main planing ki buht zyda importance hy ap jatna zyda achi soch k sth work kary gay aik planing k mutabik forex ki market main inter hogay tread open or clos aik soch k mutabik kary gay tu yaqeenan ap k experience main bhi izfa hoga or sth hi ap ki earning bhi zyda hogie as lay humsha whii kam kary jas ka ap ko fida ho or ap ki kamyabii mumkain ho sky....
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                      Planing k Bagair dunya mai Kuch bhi possible nahi hai, or Forex to aisy dunya hai jaga qadam qadam py Risk hai. is liy yaha Planing k bagair chalny ka matlab hai k fail hona or paisy ko dabona. planing mai app ki strategy, money management,rules ki samaj, or emotions py control sab aa jata hai. agar koi in sab py amal karta hai to kamyab hai nahi to kuch bhi hath nahi ata.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                        Forex trading main planning k bhut ehmyt Hy planning k sath hm trade lgaen gy to hmen zaroor kamyaabi hasil hog r hmri trade profit main jay g

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X