Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai
    Assalamu Alaikum dear friends Forex trading Mein planning ki bahut jyada ahmiyat hai good planning always leads to success and poor planning leads to big losses in Forex trading Achcha plan banane ke liye sabse pahle market ko properly analyse Karen aur uske bad trade le Hamesha apni planning per depend Karen Apna sound aur personalized plan banaen agar aap dusron ki planning per depend Karenge to Forex trading mein success achieve nahin kar sakte Kyunki Har kisi ki apni thinking aur Apna trading style Hota hai agar koi plan Kisi trader ke liye Ye Theek kam kar raha hai Jaruri Nahin ki vah aapke liye hi bhi Sam Tarah kam Karen Kyunki Har Kisi Ka Apne thinking aur Apna trading Payal Hota Hai aap apna personalized plan taiyar Karen jo aapki personality aur trading style ko suit karta ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

    Planning ki bht ahmiyat hy forex trading me, agr ap ny achi trha planing ni ki trading ki to ap kamyaab trading ni kr skty, wo kehty hen na k If you fail to plan,you plan to fail, to hmen chy k jab trading ka irada bna len to achi trha sy planing kr k strategies k tehat trading kren and profit earn kren ahr hm vesy try kren gy to profit earn krna hmary liay possible ni ho ga,
    Last edited by ; 28-04-2020, 04:42 AM.
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

      Forex business me solid planing key base par trading ki ehmeyat es ley zeyada hay key traders ki koshish hoti hay key wo discipline key sath risk ley aur proper plan key mutabeq apny orders ko manage be kar saky, good planing hamesha market me achi trading ki waja banti hay es bat ko nazar andaz nahi karna chaye key risk ka factor planing key sath trading karny se hi kam kia ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

        Jii haan dear apka sawal bhot hii acha haii ky firex tradung ky andr planing kii kia zrorat haii aur kia ahmiyat haii..dear forex main planing kii bhot hii zyada ahmiyat haii qn ky jb bhe hum loog apnaa kaam ko achii planing syy krty haun to humain uss main loss ka dr bhot hii kam hotaa haii aur hum aona uss kaam ko bhot hii jald pora bhe kr paaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

          Dear brother forex trading men planning ki bahut ziyada importance hey kiun k forex trading men bagher planning k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir apnay balance aur experience k hisab proper planning k sath kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

            Dear kisi b chez ma planing aur discipline ki bht hamyit hoti hai Ye dono chezen ap ko ap k work k sath jory rakhti hain aur ap ko quality of work krna b seekhti hain iss liye apne kam k sath dosron ko guide b kren aur trade ko knowledge aur information k sath sath experience k sath use kren to he acha profit mily ga thanks
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

              planning buhat hi zarori hai kyon ke plan ap ke experience se ata hai agar ham mehnat se kaam karna hai to ham ne acha earn karna hai learn karna hai agar ham ne practice ki to ham buhta hi acha knowledge hasil kar sakte hain agar ham aese kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain mehnat se kaam karna chahiye ta ke ham acha earn karain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                Trad kalye Well struggle aor Good Stradgy say Hi Good palning asaani SY Hi Hasil karein Tu Hi aasani Se Accha Sa target Ham aasani se pora Ho ga Khoob mehnat Karen main achi asaani sy hasil karny ka behtreen Zarya hy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                  Forex trading mein planning ki ehmyat boaht acha sawal hai forex trading mein agar aap planning Kar ka trade kray gay tu aap ko acha profit bi ho ga or Aap ka account bi save rhay ga agar aap baghair planning ka kaam kray gay tu aap ko nakaami ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                    Forex trading Mai planning ki bhoat ahymit hai qk AP koi bhee Kam kry ho is kliye AP planning ki zarort hoti hai ahr AP positive plan ksath trading kry gy to kamyabi AP ko zaror Mily gi air AP ko profit zaror Mily ga is Mai ye bat bhi hai k achi planning k sath achi mehnat bhi krni prti hai pher AP ko kamybi milti hai agr AP k pas kio plan nai ho gato AP market ni KR skty
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                      dear friend forex main jo log planing say kam karty hain woh as main zaror kameyb hoty hain as leyue ap ko chaye as main planing k sathbkam karen aur as main bahteren earning hasel karen aur kameyab trader ban gain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                        Forex mein without planning ap earning kr nahi sakty. Dosru pe depend nahi kia ja sakta. Achi tarha analysis krna ho ga different Engel se phr koi trade lagani ho ge. Zarori nahi ke ap zeyda trade lagye daily
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                          Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma treading ke bhut zadya ahmiyat hay pk forex forum treading planning ka sath lagna chlye phir hum kamyab hu sakty hya aur hume soch samjh kar treading lagna chley phir hum kamyab hu sakty hya phir hum achi earning hasil kar sakty hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                            Forex trading m hay he sab kuch planning agar Ham planning acchi Kar Letty Hein to ham achi trading ki trf ja skty Hein hamain chahye keh ham log daily weekly or monthly planning bna k rakh lein phr us k mutabik Kam karty rhein ak din aega keh ham dunia k kamyab tareen insanon m shamil hngy ham b or phr sakoon s Kam Kar skeingy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein planning ki kya ahmiyat hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sardar Abid پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum dear friends Forex trading Mein planning ki bahut jyada ahmiyat hai good planning always leads to success and poor planning leads to big losses in Forex trading Achcha plan banane ke liye sabse pahle market ko properly analyse Karen aur uske bad trade le Hamesha apni planning per depend Karen Apna sound aur personalized plan banaen agar aap dusron ki planning per depend Karenge to Forex trading mein success achieve nahin kar sakte Kyunki Har kisi ki apni thinking aur Apna trading style Hota hai agar koi plan Kisi trader ke liye Ye Theek kam kar raha hai Jaruri Nahin ki vah aapke liye hi bhi Sam Tarah kam Karen Kyunki Har Kisi Ka Apne thinking aur Apna trading Payal Hota Hai aap apna personalized plan taiyar Karen jo aapki personality aur trading style ko suit karta ho
                              Forex trading ke Business mein Hamari acchi planning ko bahut jyada ummid hai agar Ham Forex Mein acchi planning Karke aur Achcha target Banakar Achcha kam Karte Hain To Ham isme Jyada Kamyab ho sakte hain Ham Jitna Jyada planning ke sath Achcha kam Karenge Ham Forex Mein utani Hi acchi earning kar sakte hain Hamen Forex Mein Ek acche planning ke sath Achcha kam karna chahie Shukriya

                              اب آن لائن

                              avatar nimu
                              Working...
                              X