Har k Agey B ek Jeet hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    han dear ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kia ja skata hai yeaik acha buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai is ko kafi loog kr rahy hain ye aik good buiness hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Jab b trader ko e b trade karnay lagan to onko apnay zahan main loss ko b rakhna chheya . kyaon kaay ya zarore nhe kay wo jitna profit ya jasa samjh raha hon asay he ho.
      • #48 Collapse

        g haan akser hum log aisa ker jatey hai lekin forex main kam kerna hai to ap ko loss or profit dono ko barabar sochna hai kiyun ke loss se ap ko disappointed hoti hai lekin loss ke bad ap ko profit bhi hona hai
        • #49 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm acha earn tb hi kar skaty hain jb hm is business me mehnat se kam karty hain or is business me hmen soch smjh k kam karna chahe
          • #50 Collapse

            bhai je han har k bad jeet to hoti ap ne sahi bola hai shuro main loss hota hai ppar bad main ap profit karo gy ye 100% bat hai jab ap ko sumjh aa ja ga k ye forex kese karn hai to profit karo gy ye bikhol sahi bt hai
            • #51 Collapse

              Yesof course that you are say the right and I am agree with you. We are work the markwt with he planning. So that we are achieve the target.
              • #52 Collapse

                G haan yeh to simple si baat hai or yeh haqeeqat bhi hai key ap try kartey rahien kartey rahien jitna bhi try karengy us mien ap ko beshak loss hota kiyoun na rahey ap ko pir is mien end mien jeet zaroor milti hai or ap earnings kr he letey hn.
                • #53 Collapse

                  kabhi bhi haar nahi manni chahiye forex me kiun ke haar ke agey ham waqai jeet sakte hain agar haar maan ker is business me chalen ge to kabhi bhi ham successful nahi ho payen ge is lye haar kabhi na mane aap chahe kitna bhi loss ho aap learning continue karte rahen is ki .
                  • #54 Collapse

                    dear friend yeh jo sab batain ap nain likaahi hain in say sabit hota haik hum jab trading start kertay hain to hum is k liyeh well trained ho ker trading nahain kertay hain.
                    • #55 Collapse

                      ji bilkul ssahi bat ki hi app n ymein yeh ikah un ga yeh ka msahi trha nsy kren yeh kam achah ai es liey app ko chaheay esk am ko smjh k kren yeh kam acha hai ................................!
                      • #56 Collapse

                        forex trading business risky business ha or profit or loss to business ka part hean or agr ap ko loss ho jata ha to ap ko tention leny ke zrorat nae ha blkly kar k bar jeet ka jzba or bar jata ha or ap ko idea b ho jata ha k ks waja sy ap ko loss hoa
                        • #57 Collapse

                          Gee bahai sahab ap ny bikul theak kha hy k har k agy bhi jeet hy yani ager hame loss ho to himat nh harni cahahye
                          • #58 Collapse

                            nahin janab agar kabhhii bhi hamen Forex trading k iss business main loss ho tou kabhi bhi hamen disherat nahin honaa chahie balkay pehlay se zada mehnat karni chahyie kynk yeh ek esa business hae jis main agar hum mehnat karen tou achii earnings kar saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #59 Collapse

                              Zindagi main haar aur jeet chalti rehti hy. Jab haar jayen to disappoint na hon balkeh yeh ummed rakhain keh jeet bhi ab nazdeek hy. Hamain jeet key leye purumeed hona chaheye. Forex main loss ziada hy lekan is ka yeh matlab nahi hy keh profit nahi hy. Aap mehnat aur planning sey is business sey acha profit bana saktey hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X