Har k Agey B ek Jeet hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G bahi jaan main apki bat sy bilkul sehmat hun jb banda harta hy to us k agy he jeet ki omeed hoti hy.kuch khony k bad he kuch paya jata hy. agr ap zada mehnat krin gy to loss sy bach jain gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      aslam o alikm bhai jan aap na sahi ha k agey jeet ha yany loss sa hama sabaq milta ha k ya dobara nahi karna
      • #33 Collapse

        bhai apki bat sahi ha agar har hoi ha to jeet bhi zror hogi or aisa karna to bilkul thek ni ha k agar hamen loss ho jaye or ham dil chota kar beth jayen to ye galt bat ha hamen dil chota ni karna chaheye bal k strong ho kar trading karni chaheye
        • #34 Collapse

          bilkul yeh sahi kaha ap ne har k bahd jeet ma jo maza ha wo har se pehle nai ata or maze lene k liye tou har zaruri ha is liye har se mat ghabrain or dil bhar kar haren or jitna ho sakta ha hare
          • #35 Collapse

            Dear loss and profit is part of business .... agar humy trading ma kabi loss hota ha to is sa sa humy sabak hasal krna chyia jab hum apny errors sa sabak hasal kry gy to to ek din ay ga jb success ap k kadam chumy ge ...
            • #36 Collapse

              je haan forex mein ju profit aur loose hota hai asal mein ap ku osi mein faeda be hota hai aur ap k liye better option hota hai trading karnay k liye aur kosis karay market ku view kartay rahay
              • #37 Collapse

                dear mare khyal main to dis-heart honay se kam ni benta humain saber se kam lana chahie aur Forex ka mazeed knowledge hasil kerna chahie aur trading kerni chahie kuin k har ka bad hum jeet be sektay hain aur ye koi difficult ni hay.
                • #38 Collapse

                  G han haar k agay bhi jeet zrur hai kun kabhi na kabhi to jeet honi hoti hai is agar aj hamari haar hai to phir kal hamari jeet hai is liye is kabhi bhi haar nai manni chahiya
                  • #39 Collapse

                    Ye to har kisi ki soch ki bat hy k wo kis sence main sochta hy haar k age jeet ka matlb ye hy k ap haar kr dil chota na kro aur mahnat kro ap ko kamyabi zaroor mily gi
                    • #40 Collapse

                      Hai bhai ap ki baat sahi main agree ho ap ki baat par daar k age jeet forex par loss bhi ho ta hai par ham ko himat nahi har ni chaiyee
                      • #41 Collapse

                        dost ager appp aik dafa losss se preshan hoo k agay nahi barheen gay to app kabhi bhi kisi bhi field mai kamyaab nahi hoosaktay hain q k aisa hoota hay k app loss k baad hi seekhtay hain
                         
                        • #42 Collapse

                          .dear ge han meray khyal me har ke baad he asal jeet hoti hai q ke me ne khud he forex ko join kar ke bohat saara paisa loss kiya hai aur us loss ko me ne made nazar rakh kar me aaj bohat ache trading karta hon aur me bohat zyada earning karta hon.
                          • #43 Collapse

                            jee bilkul sai kaha aap ne bhai haar ky baad bhi aik jeet hoti hai humain itni jaldi haar nahi mannai chahiye agar aik baar haar jaty hain to next bar bhi haar ho ye zarori to nahi hai na es liye try karain k apki jeet ho.
                            • #44 Collapse

                              yes, you are right. I'm agree with you. because forex ki trading business mein agar koi person loss karta hai aur phir apni loss ki reason find kar kay apni mistakes ko improve kary to it is better.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading mein loss ka hona koi b bari baat nhi ha or yaha loss bohat easily b ho skta ha or shuru mein to hr kisi ko loss hota ha. mgr jb is loss ko recover krny ki try ki jaye to wo b forex trading mein possible ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X