Equity ke mutabik lot size use Karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

    There may have been other behavioral biases at work as well. Allen commented on the risk attached to his strategy,
    stating: “This is not a safe world. And we're not looking for safety. Taking the easy, less-risky way is not satisfactory
    because it won't make us successful.”5
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

      Han g apne thek kaha apni equity k mtabik lot use krni chahye agr ap small lot use kren gy to apka loss km hoga start thory munafy sy krna chahye jb ap k complete knowledge or experience ho jy Hy tb ap forex main big lot py risk Len ziada lalch main loss bhi uthana pr skta Hy
      • #18 Collapse

        Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

        Yes brother aap ki baat theek hai ki humko apne bonus ke mutabik lot size use karni chahie agar hamara bonus $50 hai to humko uske mutabik lot size adjust karni hogi aur agar humne adjustment sahi Na ki ki to hamen loss ho sakta hai jiski vajah se hamara account watch ho jaega aur hamari mehnat dustbin mein main chali jayegi
        • #19 Collapse

          Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

          Assalamu alaikum forex members forex trading ek aisa platform hai jis per aap aap bahut zyada knowledge ke sath ek bahut achha profit hasil kar sakte hain. hamen knowledge ke sath aur mehnat ke sath apni equity ke mutabik lot size lagani chahie taake hamara equity bhi kam Na Ho aur hamara account bhi wash hone se bacha Rahe is tarah Ham ek acche dost Ban sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

            g bilkul aap ne sahi kaha humen apni equity k mutabik hi trade lagani chaiye, humen chaiye k apni equity ko note kar k calculate kar len aur hamare account me itni bardasht honi chaiye k agar market hamari trade k mukhalif jati ha to humara account is ko bardasht kar sake, forex trading me achi skills aur achi strategies hi kamyabi ka raaz hen, aur mere khayal se agar hum short term trade karen to ziada acha ha rozana chote chote pip se small earning kar k hum apni equity ko barha sakte hen.
            • #21 Collapse

              Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

              Forex trading mein agar Ham Apne balance ke mutabik trade karenge money management se kam karenge Jo trait Karen take profit of last se karenge to Hamen achcha fayda hoga aur Hamen jyada nuksan bhi nahin hoga Forex trading mein Hamen demo account per practice bhi karni chahie Taki Hamen achcha experience Ho.
              • #22 Collapse

                Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                Forex trading Mein equity E ke mutabik trade Karen aur lot size rakhen Forex Mein Ham jitni Jyada hardworking ke sath Aur mehnat Ke Sath kam Karenge Itna Achcha knowledge Hasil kar Sakenge aur Forex trading Se Achcha fayda hassil kar Sakenge Forex trading Mein learning ke sath Kam Karne Wale Achcha fayda Hasil kar sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain equity ke mutabik lot size racket rate karne se loss kam hota hai aur profit achha Hota Hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                  G han ap equity ky mutabik he kaam keya kro ager earn krna chate ho to apko forex k bare me malomat honi chahiye yena apko learn krna pare ga or ager ap learn nhi kro ge to forex pe ap ko kuch bhi earn nhi hoga isle phele ap forex ko learn kro phir earn kro
                  • #24 Collapse

                    Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                    ji bilkul Forex trading mein Hamen chahie ki itna balance Ho utna lot Rakhe jyada risk na len Jo Forex trading Se achcha fayda aasal karna chahte hain to risk na len aur thoda thoda karke profit hasel Karen is se hamara knowledge bhi behtar hoga aur profit bhi per extending achcha business hai Hamen money management se kam karna chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                      Agar hamare pass trading karne ke liye 50 Dollars ka bonus Hai To Hamen is tarike se kam karna chahie ki Hamare 25 dollars trade Mein invest aur 25 margin free hun aap trading karte hue Aisa Bhi Na Karen Ye saree amount he invest kar den is share risk bahut jyada increase ho jaega
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                        Ji bilkul Forex trading Mein equity ke matar big Lot size use Karke trade Karni chahie Karni chahie tabhi Ham lagakar Achcha profit b increase kar Sakenge aur successful trader ban Sakenge Forex 1 online business ethics main Hamesha Jyada mehnat ke sath aur experience ke sath kam karne chahie tabhi Ham acchi trade Laga Sakenge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge Forex all world mein best business separation Hamen Jyada Se Jyada knowledge ke saath kam karna chahie.
                        • #27 Collapse

                          Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                          Forex form Mein Hamen apni equity ko Dekhte hue a Usi hisab se Hamen lot size Lagani chahie Agar ham apni lot size ko co Jyada Badha Denge To Hamen loss ke chances bahut jyada ho jaenge isliye Hamen Main Apni equity ke hisab se lot size Rakhna chahie Taake Hamen loss hone ke chances kam se kam ho saken.
                          • #28 Collapse

                            Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                            dosto forex trading ma hmain equity k mutabik he lot size ko choose krna ho ga or kbi b equity k mutabik bri lot size ko choose na kry kiun k ap ka account wash ho skta hy trding mein capital ko equity kaha jata hai ye jitni increase hogi capital barhta jayega equity kam ho rhi hai iska mtlb loss ho rha hai traders ko equity ko dekh k lot ki selection krni hogi kionkeh lot ki selection risk ko increase aur decrease krti hai is liye koshish krein k equity k mutabik lot size use krein tah k kisi kism ka risk involve na ho or hm forex trading sy eassy ho k earning kr skhy..
                            • #29 Collapse

                              Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                              Dear friends mere khyal say trading mein capital ko equity kaha jata hai ye jitni increase hogi capital barhta jayega equity kam ho rhi hai iska mtlb loss ho rha hai traders ko equity ko dekh k lot ki selection krni hogi kionkeh lot ki selection risk ko increase aur decrease krti hai is liye koshish krein k equity k mutabik lot size use krein tah k kisi kism ka risk involve na ho ta k loss kum say kum ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Equity ke mutabik lot size use Karen?

                                Lot size ka use members ko hamesha bahut soch aur samajh kar hi karna hota hai uske bad hi koi bhi member trading mein kamyab ho kar aur accha profit leta hai isliye aise members ke jinke paas balance jyada nahin hota hai unko yah sochkar hi trading karna chahie ki vah acche se apne trading per sahi tarah se focus karen aur sirf reading ko hi acche se continue karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X