Mehnet me azmat he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnet me azmat he

    G bikul.. mehant m azmat hai Barkat hai.mehanti log humisha kaamyab hoty Hain.allah talla ko aisa log pasnd Hain no mehant sy karty hain sabr k sath rehty Hain who log kamyabi haisal Kar lety Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnet me azmat he

      Asslam o alaikum bilkul thik kaha k mehnat mai he azmat hai. Hm azeem r great trader tb he bn skty hain jb hm mehnat ko tarjeeg dain gy r zada sy zada quality work karain gy ta k hm forex mai kamybai hasil kr k zada earning kr sakain. Forex mai sbka kam krny ka aik he maqsad hota hai k hm zada earning kr sakain us k liye hmy mehnat krni chahye
      • #18 Collapse

        Re: Mehnet me azmat he

        Aslam alikum g bilkul sahi duniya me koi asi chez nhe jese mehnat se hasil na keya jae ske insn apni mehnat aur lgan se kya kya nhe kr skta esi tarah forex par bhi agr apne kamyab hona tu harwork experience aue knowledge ka hona bht zrori hy es se se hy ap forex par axhi earning kr skte hy
        • #19 Collapse

          Re: Mehnet me azmat he

          wa alykum u salaam ilaam aur mehnat k bagher ap forex trading maein kamyab nahi ho sakty agar ap ne foex trading mein kamyab hona hai to phir ap ko mehnat karni hogi aur market k hisab se chalana hoga
          • #20 Collapse

            Re: Mehnet me azmat he

            g han dear ap ki bat thek hy pakistan forex min hamin mhenat min azmat hy iis lianhamin forex min achi kamyabai ko hasil karna chay hain to hamin firex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye hamin ziyada mhenat karry hoy hamin dialy ka kaam dialy kanrna zaroori hy jitni acha humn dialy ka quality ka sathbkarin gy otna hi humn forex min achi kamyabai ko hasil kar sakty hajn
            • #21 Collapse

              Re: Mehnet me azmat he

              agar aap acchi tarah se mehnat karte Rahe to aapko bahut kuchh hasil hota rahata hai aur kamyabi hasil karne ke liye aapko Dil lagakar acchi tarah se mehnat karni hoti hai tab bhi aap kamyab Ho paati hai isliye aapko chahie kya aap hamesha Dil lagakar hardworking Karen apna knowledge experience increase Karen aur practis Karen
              • #22 Collapse

                Re: Mehnet me azmat he

                Ya bat bilkul thi ki hy monhat ma azmat hy agr hum monhat kerty hy to hum Allah k dost hoty hy jo bhi log monhat kerty hy in logo ki qasmat hoti hy ik qution add ker gi (((((((.......hardwork is life no hardwork means no life..........))))))
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnet me azmat he

                  walikum assalam g bilkul mehnat main he azmat hai hum jitni mehnat karen gy hum utny he kamiyab hongy hamen hamesha he mehnat k sath he kam karna cheye or hum mehnat karny sa he kamiyab hoty hain ..mehnat main azmat hai or hamen yahan ahi quality k sath he kam karna cheye ..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X