Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

    Ji bilkul forex main loss ho jay gi sab sy main waja jaldbazi aur lalach ha agr hum is business main kamyab hona chaty hain to hamain chaye kh is main sabr sy kaam kerna chaye aur kabi bhi lalach nhe kerni chaye agr hum lalach karIn gy to hamin loss ho ga hamain chaye kh loss or control kerna chaye aor sabr sy kaam kerna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

      Loss ji bari wajohaat yehi hain jo apne bayaan kardi hain har trader ko in batun se baach kar apna aoni trades karna chahye jis se apko loss na ho or loss apke ly bohat bra problm create ho jaega
      • #18 Collapse

        Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

        Ji bilkul aapane sahi kaha forex trading mein loss ka reason hamare emotions pay control na hona aur jaldbaazi karna hai aur Agar Ham lalach karte hain to bhi Hamen bahut loss hota hai Hamen chahie ke Ham Apne loss ko kam se kam karne ki koshish karen aur apne emotions per control Karen aur Hamen chahie ki Ham jaldbaazi se kam na Karen aur na hi lalach Karen Taki Hamen nuksan Na Ho aur ham acchi trade laga sake aur jyada achcha profit hasil kar sake.
        • #19 Collapse

          Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
          Forex trading mein agar Ham loss Ko bardasht nahin karenge to jyada loss karenge Jo Forex trading mein Apne emotion control nahin kar sakte aur trade karne mein jaldbazi karte hain bagair market ki movement ko check kiye aur Analysis kiye tabhi vah apni trade ku loss mein karte Hain.Forex trading mein agar Ham Apne emotions ko control karenge jald bazi nahin karenge money management se kam karenge tabhi Ham apni trade co profit mein le sakte hain Forex trading mein vahi kamyab Hain Jo Apne loss ko bardasht karte hain aur acchi trade ka wait karte hain aur jyada risky trader nahin lete.
          ji han janab forex trading mein loss hone ke ye teeno hi bohat bare reason hain humen forex matrket mein trading karte waqat emotion lalch or jaldbazi se zaror bachna chahey kunke ye teeno humare account ke bohat bare dushman hote hain humari choti si ghalti bhi humen bohat ziada nuksan karwa sakti hai
          • #20 Collapse

            Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

            Ji bilkul aapki baat theek hai agar Ham yah jLdbazi Forex trading Mein Na Karen To Ham Apna account save Rakh sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain Har EK setting Mein Hamen chahie ke Forex trading ke Rul ke mutabik kam Karen Agar hamare pass Achcha balance Hai To Ham Apne balance ke mutabik profit ratio rakhen apni tradeway risk na len Forex trading mein agar Hamari feeling strong Hai To Ham last ko bardasht kar sakte hain Agar Hamari feeling strong Nahin hongi Forex trading Mein To Ham last Karenge Sabar Karen acchi trade entry ka vate Karen tab aapko Achcha fayda hoga
            • #21 Collapse

              Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

              koi bhi business ko aap itne samajhdar to Ho ki kisi bhi business mein experience aur scale ki jarurat jarurat hoti hai isliye forex ko mat lena aap log Jo nahin hai isko samjho aur FIR skills ko apne aur practis sex karne se increase Karen ab kya ISI tarah aapko experience bdn hoga aur aap logon ka Varna aap kamyab nahin Ho payenge aur ine 2 chijon ke bina to aap bilkul bhi kamyab nahin ho sakte forex trading 1 worldwide business hai ismein knowledge skills aur experience ka hona bahut jyada important hai kaisa hai jismein log agar mehnat aur struggle nahin karte ho mostly Los mein jaate Hain kyunki life mein aisa koi Kam nahin Jo knowledge or experience aur skills ke bagair kiya jaaye..
              • #22 Collapse

                Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                Ji han dear friend ye bat bilkul theek ha jab bhi humaray andar ye cheezen hoti han to hum loss hi karty han agar hum lalach karen gy ya jald bazi karen gy to humy loss hi hoga humy sabar ke sath trading karni chahea or agar humy loss ho jata ha to bhi humy sabar karna chahea or dobara se koshish karni chahea or is se hum profit hasil karen gy.
                • #23 Collapse

                  Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                  JBL kal Hamare Forex trading Mela uski Wajah emotion Hai jald Bazi Hai Sabar hai agar yah Ham Tumhen chijon ko control Kar Le Tu Forex trading Se Achcha fayda asell kar sakte hain aur Hamari trade bhi baithe ho jayegi Hamen chahie ki Ham Forex trading ke Rul ke mutabik trade Karen Taki Forex trading Se Achha benefit asel kar sake.
                  • #24 Collapse

                    Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                    Ji bilkul aapane theek kaha hai ki Hamen Koi lalach charges bataiye Agar Kam Nahin Karna chahie Apne emotions per control karna chahie Jab Ham Apne emotions per control Rakhenge To Hamen pura yakin hai ki Ham Kamyab Honge Agar Ham Koi jaldbaji Karenge uska mein bahut jyada nuksan ho sakta hai main chahie ki Ham aasani ke sath kam Karen Koi jajbat Nahin Aaya Koi lalach Nahin Karni To Hamen Jarur kamyabi Hasil Hogi aur acchi Se Laga Kar Hum kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                      Onyx ko koi bhi kisi bhi time par Kisi bhi side se join kar sakta hai Puri Duniya Mein Puri world mein different type ki countries available hai Ham Kisi bhi country Mein baithkar Forex Mein investment kar sakte hain long time kam kar sakte hain Ek investment planning ke acchi Jagah per kar sakte hain Kyunki yah platform bacche wala platform hai kis platform se Hamen confidence ke sath fayda aur benefit Utha Lene chahie Taki Ham kam
                      • #26 Collapse

                        Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                        g bilkul tk kaha h ap ny loss ki yhi o reson hti hy agar hm in ko avoid karna start ho jay to hmara work b best ho ga hm dil laga k kam kar pay gy r achy sy mhynat kar k imandare k st shook k st earning b ly pay gy
                        • #27 Collapse

                          Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                          Asslamo Alakum dear friends wellcome to pak forex loss min trade jny ki bht se wja huin es min emotion+jldbazi se kam lena +laluch min aa k hum trading krty hun r small accountt p zeada lot sizze use krty hun jes wja se hmn loss ho jta hai r kai dfa to hmn account se bi hath dhona prtta hai en sb p control kr k ap kmyyabi hasil kr skty hunn
                          • #28 Collapse

                            Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                            Aoa to all members g ha ap ny Sahi kaha Hy keh ap ko loss 3 chezo sy hota Hy aur Woh ap ka emotion, jaldbazi aur lalach .jab ap koi Kam jaldibazi aur lalch KY sath kry gy Tu phly Tu us main mistake ho gi aur Woh kamyab BHI nai ho ga is KY bad ATA Hy emotion ap ko emotion KY sath bhi koi Kam krna chahy kio keh emotion insan ko mar deta Hy ager ap ko forcex main kamyab Hona Hy Tu in chezo sy emotion, jaldbazi aur lalach sy door rhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                              Jo traders Aisa Karte Hain ke pahle Apne senior se se trading co learn karte hain aur bad hi main Unki senior ke sath competition karne lag Jaate Hain Aise junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka hi Mukabala karne lag jaenge to aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne senior se aur teachers ko respect den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X