Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.
    Forex trading mein agar Ham loss Ko bardasht nahin karenge to jyada loss karenge Jo Forex trading mein Apne emotion control nahin kar sakte aur trade karne mein jaldbazi karte hain bagair market ki movement ko check kiye aur Analysis kiye tabhi vah apni trade ku loss mein karte Hain.Forex trading mein agar Ham Apne emotions ko control karenge jald bazi nahin karenge money management se kam karenge tabhi Ham apni trade co profit mein le sakte hain Forex trading mein vahi kamyab Hain Jo Apne loss ko bardasht karte hain aur acchi trade ka wait karte hain aur jyada risky trader nahin lete.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

    Pyare dost aap bilkul theek kah rahe ho emotions jaldbazi aur lalach Forex trading main maximum Logon ke ke nuksan Ki Sabse Badi vajvad Hain vaise bhi yah Insan ki nature hai ki Insan lalchi hota hai aur bataya jata hai ki mai early aur fast profit Asal karun Lalit ki vajah se log Badi lot size use karte hain lekin vah log yah Nahin sochte Ke Bade land size per market Agar aapke opposite Munh Kar Jaati Hai To aapko nuksan bhi bada hoga jaldbaji Bhi Ek bahut bada naasur Ban chuka hai Hamare Liye Ye Ham line Li market mein enter Ho Jaate Hain market ko properly analyse Nahin Karte market ke historical friend ko Nahin Dekhte isliye Thande Thande dimag se kam le market mein enter hone ke liye jazbati Na Ho Ho Aur jaldbazi Bhi Na Karen choose right time to enter in market
    Last edited by ; 23-04-2020, 03:57 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

      Yes dear forex ma loss ki ye he wajuhat ho sakti hai, agr enko counter kar deya jae to ham loss ko minimum kar saktyn hain, forex ma loss ki main waja knowledge ka na hona hai, loss ki percentage ese lae he bhot zayada hai, expert trader to wo hai jo apny loss ko profit ma badalny ki ehleyat rakhta hu, lalach, jald bazi or emotion ko control karna bhot zaruri hai,
      Last edited by ; 23-04-2020, 03:55 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

        hamain emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karni h gi aur hamain jald bazi say avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade karni ho gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga ab hi hum achi trad ekarni ho gi aur hamain loss km ho skay ga
        • #5 Collapse

          Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

          jab hum is main lalchi ban kar kam karty hain to hamy loss hota hain hamy loss par sabar karna chahey or pane mistake ko sahe karna chahey pher he hum agy bar sakty hain hum is main live kam karty hain hum is main sada urdu main kam karty hain or dollars main bonus hasil karty hain hum dollars ko apny mulik ke currency main change karwaty hai or apne needs ko pora karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

            Jab Ham Jyada Paisa Hasil karne ke liye lalchi Ban Jaate Hain Aur jaldbaji Mein Aakar kam Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jata hai isme se Hamara Sara Paisa aur Mahina Hatya Ho Jaati Hai Hamen nuksan ko khatm karna hoga Hamen apni bad feelings ko Kabu mein rakh ke mehnat per focus karna hoga Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Forex international business hai
            • #7 Collapse

              Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

              forex mein loss ki yebi reasons he hain jo aap ne batai hain.har members mein in sb ka hona lazim nahi hai magar koi aik reason lazmi hoti hy jiski wajah se loss hota hay.trade mein kabhi bhi lalach aur jald baazi na krein.tasalli se trading krni chahye to yaqeenan kamyabi naseeb hogi
              • #8 Collapse

                Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                Asslam o alaikum.
                Forex trading mai kaam krty huye hmy apny emotions ko control mai rakhna chahye r apny emotions ko apny kaam pr hawi nhi hony dena chahye r agr hm jldbazi sy b kaam karain gy to hmy loss honay ka andesha ho skta hai r zada profit k hasool k liye hm agr lalach karain gy to tb b hmy nuqsan ka samna krna pr skta hai lehaza hmy chahye k hm apna kaam mehnat lagan r imandari k sath karain
                • #9 Collapse

                  Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                  Wesay tu forex trading men loss business ka hissa hey lekin ziyada tar loss hamari apni ghalti ki waja se hota hey jab emotional ho kar trading karen aur jaldi men trade laganay men mistakes karna aur ziyada profit k lalach men bari lot laga denay se bara loss ho jata hey
                  • #10 Collapse

                    Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                    G han Jo member is business main jaldbazee se trade KO open kerty hain WO member is business main acha profit hasil nhe ker sakty hain or him is business main lalch se trade KO open kerty hain WO member b is business main acha profit hasil nhe ker sakty hain or emotional wali trade KO open kerty hain WO member b is business main acha profit hasil nhe ker sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                      g bilkul dosto ap ny sahi frmaya loss ki sb sy bari waja yahi jald bazi lalach hy pata ni aisa q hy or ye sara sar hamaray nuqsan main hy or rahi bat nafay or nuqsan ki tu ye busnes ka hisa hy Jis main nuqsan bardasht krnay ki himat ni hy wo kbhi bhiy kamyab busnes man ni Ho sakta or rahhi bat forex main Los ki tu forex apnay worker ko tb tk ni chorta jb tk wo khud na choray lehaza forex pawer bushes hy mehnat krain or jald bazi sy guraiz krain shukria
                      • #12 Collapse

                        Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                        Ap ne dost Jo baate aor loss ki vajah bayaan ki hai zabardast ki hai hame na to jaldbaazi hona chahiey na hi friends hame koi emotional hona chahiey aor lalach to bilkull bhi na Kare.
                        PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                        • #13 Collapse

                          Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                          Forex trading mein agar Ham emotional Honge To Ham Forex trading Mein acchi trade Nahin Laga Sakte Bal Ke Apna Jyada Loss Karenge forex trading main Vahi person Kamyab Hain Jo apni feeling strong karte hain aur last se nahi ghabrat Forex trading mein agar Ham Sabar se trade Karenge analyses Karke trade Karenge to Achcha fayda Hogahasel en chahie ke trade karne se pahle market ki movement ko check Karen trend ko check Karen trade karne se pahle news ko check Karen tar prapt karen to Achcha fayda Ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                            Emotion aur jaldbaji kabhi kabhi insan ko fayda bhi de jaati hai lekin na zyada tar in se dur hi karna chahie aur trading ke dauran to khas tor par in chezo se bachna chahiye or hamara full focus Apne kam per Hona chahie aur yahi chij hamare liye profitable hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Reason of loss. Emotion , jaldbazi , lalach.

                              Ji bilkul aapane sahi Kaha loss Ka reason trader khd hota hai vah emotion aur Jaldbazi Aur lalach Mein Aakar trade lagata hai aur Apna loss kar leta hai trader ko chahie ki vah Apne emotions ko side per rakhkar trade Karen aur lalach na Karen aur na hi jaldbazi Karen agar vo Aisa Karega to use loss Hoga aur Agar vah is cheez ko ignore Karke trade Karega to Jarur Kamyab Hoga Isliye trader ko chahie ki vah acche se Accha profit gain karne ke liye patience se kam Karen aur acchi trade lagae ta Ke zyada se zyada Kamyab ho sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X