target set kar kay trading karni cahaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: target set kar kay trading karni cahaiye

    Apni trading mein target set Karne ka faida ye hota hai Kay hum target ko hasil Karne Kay leye ziada mehnat kartay han aur Forex mein but ziada mehnat kartay han Forex ka knowledge aur experience hasil kartay han aur Jab target hasil ho Jaye trading band kar Kay hum greed see bach saktay han target set kar Kay trading ka faida hi hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: target set kar kay trading karni cahaiye

      g hn dosto forex trading ma trading krny sy phely hmain profit hsal krny ka aik target set kr lyna chy or koshish kry k start ma ye target bilkul chota hona chy kiun k start ma hmary ps acha knowledge or experience ni hota hy or agr hm start ma he profit target ko bra rkh ly gy to hmain loss hony k chances zyda ho skty hy kiun k jm phr bina soch smjhy trade ko lgya gy es ly dosto start ma target chota rkhy or wakt k sath sath ye target increse krty rhy kiun jesy jesy wakt guzrta jya ga ap k ps acha knowledge or experience ata jya ga or ap zyda earning krty jya gy
      • #18 Collapse

        Re: target set kar kay trading karni cahaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: alindm پيغام ديکھيے
        Forex aik online business hai aur forex jtna profitable hai utna ziada risky hai hum forex ko agr lalach kar kay aur jald bazi mein trading karain gey tu is mein hum kabhi bhi kaamyab nahin ho saktay hum ko forex mein mehnat karni cahaiye aur knewledge aur experience se trading karni cahaiye aur hum aik target set kar kay trading kartay han tu kaamyab ho saktay han hum target set kar kay trading karain gey tu hum lalach se bach saktay han kiok agr target hasil ho jata hai tu phr trading nahin karni cahaiye is traha hum greed se bach saktay han aur target hum ko apne knewledge aur experience kay mutabik set karna cahaiye
        Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi abt ke hai kay freox trading main jab aap work krty hooo to achi trading say aap ko kafi faida hota hai aur trading main target ka mtlab hard work krta hai zeada
        • #19 Collapse

          Re: target set kar kay trading karni cahaiye

          Ji bilkul aap kaun target set Karke Fir Bhi apni trade open Karni Hogi aapka Jitna account balance hai aur hisab se aapko lot side Lagana Honge FIR aapko apni trade open karni hai tu hi aapko Achcha fayda hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: target set kar kay trading karni cahaiye

            Assalam o alaikum.all dears friends ,forex trading aik aisa bussnis hai jokeh hamre knowledge experience aur mehnatt pr depwnd krta hai forex me ham jtna kam mehnat aur knowledge se krengyvtu ham yaqewnan apne maqsa me kaimiyab hongy ,forex me hame apne work krne kelye hamein aik target bna lena chahye aur uss target ko pora kren.tahkeh hamra kam bhi apne target ke mutabiq pora ho jaey aur ham apne maqsad me bhi kamiyab ho jain

            اب آن لائن

            Working...
            X