Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

    ji dear member sahi kaha hay ap ne jab ham learn karyn gy to hi ham ko forex k kaam aur is k fawaid pta chalyn gy aur jab fawaid pta chalyn gy to phr ham ko is main kaam karna acha lagy ga aur is main kaam karny k liy motivation bhi aye gi aur kaam main interest bhi paida ho ga aur jab yeah sab cheezyn develop hun gi to phr ham kabhi bhi forex forum ko chornay ka nhn sochyn gy......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

      Assalam.o.alaikum.. aapane bahut acchi baat ki hai main aapki baat se Razi hun. ke Pakistan Forex mein agar Ham learning Karte Hain To Hamen isko nahi chorna chahie.Bal ke Hamen isko Jyada Se Jyada time Dena chahie Kyunki Ham Jyada Se Jyada learning karte hain aur Jiski vajah se Hamara knowledge bhi increase Hota Hai Agar Ham Jyada learning Karte Hain To Ham Ek expert trader Ban Jaate Hain Kyunki hamare pass knowledge bhi bahut jyada ho jata hai.
      $#@#i Khan
      • #18 Collapse

        Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

        Humen forex yrading ka sara knowledge miltabhe forex forum say hai or is kay liye hum forum ko leave nahi kar skaty hain so friends apko chiye kay forex forum main achy say acha kaam karny ki adaat banye or apko knowledge mily ga he forex forum say jis ka ap achy say istmal kar sakty hain so behyer hai achi earning kay liye apko mehnat ziyada say ziyada karna hogi
        • #19 Collapse

          Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

          Assalamu Alaikum ji hai Bhaijaan aapane bilkul theek Kaha Hai jab tak aap landing kar rahe hain aapko chahie kya aap Forex Mein kam Karen aur isase aap apni education aur apne expensive pure Karen agar aap ismein Kam Nahin Karenge to aapko isase Koi nuksan To Nahin Hoga lekin aapko Kisi Aur kam Talash karna hoga jo aapko full time karna hoga aur aap pura concentrate nahin kar Sakenge study Mein isliye aapse gujarish hai ki jab tak aap study kar rahe hain aap Forex Mein kam Karen aur apne Tamam wakhra Jatt Pura Karen
          • #20 Collapse

            Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

            g bilkul hum jub forex ko study karna start karty hainn to hum kabhi bhe forex ko nahi chor sakty kun k hamen pata chal chuka hota hai k forex hamen kitna profit de sakta hai or hum kitni achi trading gain kar sakty hain ....forex hum sub k liye bhot best hai or bhot best way main he hum sub ko earning farham karta hai bus yahan mehnat karni parti hai tabhi hum kamiyab hoty hain..
            • #21 Collapse

              Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

              g han dear bilkul jab ham forex business ko aik dafa learn kerte han har chez ke sumj a jati hy to tab hamain leave nehi kerna cheye balke self interest se kam kerte rehna cheye then achi success hasil ho saky ge ye business hamain bhot taraki deta hy ager ham es mein dill laga ker mehnat kerte han to successful ban sakty han
              • #22 Collapse

                Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                Aoa Bhai. G ha ap ny Sahi Kaha jab hum is KY bary main boht Kuch Jan lety Hain Tu hum is ko chorny ki bajay yeh sochty Hy keh ab Tu yeh Kam krna chahy kio ab hum ko is KY bary main pta chal Gia Hy .yeh online business Ka boht easy way hy
                • #23 Collapse

                  Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                  Jab ap learn karain gay ap ki trading achi hogi practice ki zaroorat hoti hai or greed se bhi bachna hota hai kyun k is se aap ko loss ho sakta hai. or demo account ko aap zxyada se zyada use karain. or cool mind or patience se trading karain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                    Yes dear aapane bilkultheeka learning chali aap Forex ko leave nahin kar sakte kyunki aap bahut se log kahan karte hain aur har koi apni information share karte Hain to aap ise jitna zyada karte Hain Aapke paas itni hi jyada information aati hai Jo aapke bonus per aur aapke profit per bahut hi aasar andaz hoti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                      Jab achi learning kro gay phir ap ko zaroorat nahi hogi leave krnay ki ager app ne faida uthna hai tu app ko es main kam karna hoga kiapp es main ache aur best result nikal skte ho so app ko es main apne mind ko control kar lia tu ap es main kamayab hoskte ho
                      • #26 Collapse

                        Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                        Forex trading Mein Hamen Agar kamyabi Hasil karni hai To Hamen ismein dilchaspi Lena Hogi tabhi Ham Forex trading Se Achcha fayda asel kar sakte hain Forex trading Mein Vahi person Kamyab hai jo mehnat karte hain practice karte hain aur Achcha Na Lage arsal karne ki koshish karte hain Forex trading mein Hamen chahie ke demo accuont per Jyada Se Jyada practice Karen Taki Hamara knowledge increase ho aur ham forex trading Se Achcha fayda asel kar sake Forex trading Ek Achcha business hai Forex trading ko sikhane ke liye Ham live class se bhi le sakte hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                          Hot and resistance level coming Mein acche se kam ho jaega ke Kaise kam karte hain aur ham Yahan Se Kaise running kar sakte hain aur ji kya chij hain Insaaf Ka Hona lajmi Hai insta ka kaam verify karna Koi Jyada Mushkil kam nahin hai isliye Ham Ko verify karne ke liye mere pass just national ID card ka hona lajmi hai hamare pass Agar Ham student hai tu domicile ka hona lajmi hai agar hamare pass Nahin Hai To Ham Apne Naam per koi bhi utility bill Lekar Apne account ko verify kar sakte hain yah Ek acche wala stability wala business Ban Jaega Ham Sabke Liye karne ke liye Kaun hoyega sakte hain time to time Apne skills to develop Karte Rahana chahie kya Jaise Jaise time ho gujarta jaega Hamare Yahan Nahin karne ke chances Yahan per Aur Bhi Jyada increase Sochenge skills bahut bada strong balance hota hai hamare pass kam karne ke liye jisse Ham Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamen nuksan hone se yah Kafi Jyada se bhi kar sakti hai Hamen chahie kya apne account ko Aur Bhi Zyada save rakhen kam karne ke liye yahan se yes Agar aapke pass educational background Nahin hoga to Aap Yahan per proper method ke sath kamyabi ke sath business develop nahin kar sakte jab tak mere pass education escalated Nahin Ho payegi Ham yahan se proper method ke sath technical analysis per work nahin kar sakte tactical analysis Hamen Yahan per good traction ki taraf Lekar Jata Hai otherwise Hamen Yahan per Piche ki taraf watch nahin karna padta market ko kya Ham yahan par kaise kam Karte Hain practice bhi bahut jyada provide Karti Hamen Agar Dam account para practice account Ban Jata Hai Tu Mari Yahan per kam karne ki practice ki speed Aur Bhi acchi Ho Jaati Hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                            jo bhi member akar fourm main maloomat ko learn karna start karta hai or usko cheezo ki samjh aney lagti hai to woh member kabhi bhi es fourm or forex ko nai chorta hai jabke us member ko chorna parta hai jo kuch bhi samjhta nahi hai bs daily lakeer per chalta hai or kaam kar k so jata hai es ly kaam ko seekhen or phr trade main jaen or profit he profit earn karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                              Learn karnay ka matlab hi yeh hota hay ke ap forex ko seekh arahay hain aur chatay hain ke is ko professional tareekay se le kar chalain lekin jab ap sirf paisay ki gharz se atay hain aur sochtay hain ke main aik bara amount is main laon ga aur is se earn karkay chala jaon go to possible hay ke ap apni khuwish ko poora na kar sakain aur ap ko nuqsan bhi ho jaye lekin jab ap ne seekha hua hoga to ap is ko agay tak kanray ka plane rakhain ge aur usi hisab se chalain ge aur phir ap is ko leave bhi nahi kiarain ge.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jab ap learn kartay hain tab ap Forex ko leave nahi kar saktay

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                                Achi learning ki he power hay tabhi aap kamanay kay kabil hotay ho achi learning sey ap forex leave nahi kartay Forex aik aisa business hai jiss me bohat paisa hai or iss me bohat acha profit hum kam se kam waqt me kama sakty hain yeh business real me aik behtareen business hai or is ko join kar ke hum apney sab dreams poore kar sakty hain
                                agar aap forex ko achi tarha seekh kar aur demo account pay acahi tareqay say practice kar k kaam kartay hain to ap real main forex ki madad say apnay dreams poray kar saktay hain without any investment aap trading kar k earning karain aur apny expenses poray karain yeh opportunity hamain sirf forex hi day raha hay jitni jaldi hum forex ko seekh lain gay utni jaldi hum earning gain karna start kar dain gay
                                If you work hard no body can stop you from success

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X