Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

    Dear friend Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada ke sath kam karne chahie lalach Nahin Karni chahie emotion ko control Karke trade open Karni chahie tabhi aap loss kam Karenge aur profit Achcha Karenge emotion control Karke trade karne se a Forex trading Mein trade 25 varsh Karenge aur acchi earning bhi kar Sakenge Forex all world mein famous business Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat ke sath aur money management ke sath kam karna chahie take profit aur stop loss use Karke open karne chahie tabhi aap equity safe Rakh Sakenge aur account wash hone se bacha Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

      Ji haan qony sahi kaha hai jp bhi insan loss karta hqi wo hamesha apni lalch r bina sichy samjhy ki hui cheezon sy he zada taar lpg loss karty hain mera yeah khayal hai k hamain in cheezoon su baaz rehna cahiye r haan hamain in sy door rwh kat apny kaam main hath dalna cahiye trade bhi tabhi achi hogi jaab lqlch ka element na ho
      • #33 Collapse

        Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

        Trader ko loss es waqat Hota Hai Jab vah market Mein emotionally trade Karta Hai ya jaldbaji Karta Hai To vah forex market Mein loss karta hai aur aisa bhi ho sakta hai uska account he was Ho Jaaye forex market Mein Jab Bhi trade karni hai emotional ko control karna hai aur phr trade karni hai to aapko successful trader ban sakty ho.
        • #34 Collapse

          Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

          G ha ap ni thk Kaha keh hamry loss ki wjh jaldibazi lalch aur emotion Hy jab hum jaldbazi krty Hy tab hamri post mamain mistakes ho jati Hy aur lalch Tu bilkul hi nai krni chahy kio keh yeh boht gndi chez Hy aur emotion BHI kio keh jab hum post Kerry Hy Tu sochty Hain hamri boht Achi ho gi bilkul emotion KY bagair Kam kerna chahy
          • #35 Collapse

            Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

            forex business mein loss ke waja hamre apne mistakes hoti hy kuin ke trading mein jaldbazi kerna or lalach kerne se ham ko loss hota hy es liye sabar or mehnat learning se kiye jane wale success dete han but jaldbazi se dur rehna cheye kuin ke ye hamre account ko wash kerne mein dushman ke tor par account wash hota hy ye lehaza hamain day night work ker ke success hasil ker sakty han
            • #36 Collapse

              Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
              Forex trading mein agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to Hamen Forex trading main lalach nahin karni e Apne balance ke mutabik kam karna hai small lot choose karni hai hi Jitna balance Ho use balance ke mutabik profit hasel karne ki koshish karenge tab fayda hoga aur Hamen trade karne mein jaldbaji nahin karni Sabar ke sath kam karenge Forex trading co relax hokar kam karenge cool mind se kam karenge to Forex trading se Ham achcha fayda hasil kar sakenge Forex trading mein Hamen apni feeling strong rakhni hogi Agar Hamen Las hoga to bardasht karna padega aur apni galti ko sudharne ki koshish karenge aur jo bhi trade karenge take profit stop loss ke sath karenge Taki Hamen jyada loss Na Ho aur ham Apne loss ko cover kar sake Agar Ham Forex trading ke rul ke mutabik kam karenge to Forex trading se Ham achcha profit asal kar sakenge Agar Ham Forex trading ke rul ke against kam karenge to Hamen loss hoga Ham Forex trading se fayda asal nahin kar sakte.
              Trading Mein launch hone ke Ye Sare hi reasons hote hain traders ko nuksan is vajah se bhi hota hai Keval knowledge karte hain Iske alava trade discount nuksan is vajah se bhi hota hai emotional hokar trading karte hain aur apni Vani ko waste kar dete Hain
              • #37 Collapse

                Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                G han friends ap nay theek kaha hi humery loss ki bahot sari wajha hai jin main subh say ehim hai jaldbaazi kyun kay ager hum jaldbaazi say kaam nahi layn gue to humen loss nahi ho sakt hai so friends aoko choye kay behter work karyn jiska apko faida bhi hasil ho sakye zarori hai kay achi earning lazmi karyn or loss say bavhyn joska apko faida bhi hasil hoga
                • #38 Collapse

                  Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                  Ji bilkul aapane sahi Kaha Hamari trade Mein loss ki badi vajah Yahi hoti hai ki traders lalach or jaldbazi karte hain aur Apne emotions par control nahin kar Pate traders ko chahiye ke vah jaldbazi Na Karen Apne emotions per control Karen aur apni trade ko Sahi tarike se lagaen Taki unhen loss na ho sake aur vah Achcha profit Hasil kar sake Agar jaldbazi na ki Jaaye aur apni trade Soch Samajh Kar ki Jaaye to is per loss Nahin ho sakta isliye traders ko chahie ki vah apni in galtiyan ko theek Karen aur acchi trade Karen
                  • #39 Collapse

                    Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                    Assalam o alaikum; g han humari loss ki wajha jald bazi ,laluch or emotions hy agar hum in par qabo pa lay to hum loss say buch saktay hain humay apnay kam main jald bazi bilkul bhi nhi rukhni chahiyay q keh is say hum say mistakes ho jati hain humay apnay kam main jald bazi nhi kurni chahiyay or is kay sath sath humay laluch bhi nhi kurni chahiyay q keh laluch say bhi humay success gain nhi hoti hy to humay laluch bhi nhi kurni chahiyay or is kay sath sath humay apnay emotions ko bhi control kurna chahiyay agar hum yeh sari cheezain na kuray to hum success gain kur saktay hain ............
                    • #40 Collapse

                      Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                      the Muslims had to migrate in Pakistan and in the process they suffered from the unimaginable loss of life, honor and property. Moreover, this division gave India a route to reach Kashmir.

                      At the time of partition, the people of Kashmir wanted to join Pakistan but Raja Hari Singh Dogra, the ruler of Kashmir, Joined India against their will. The result was a civil war
                      • #41 Collapse

                        Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                        Humay lazman he mehnat karna hogi ap ko our mujy bi is me amal karna chaye our me to kud forex me our bi demo account par practice karo ga q k is sy mujy he is m experience milty ha our me kud is me our bi big profit money kama sakty ho.
                        • #42 Collapse

                          Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                          Jald baazi kji wajhas e lazman hojata ha app ko es main akmaayab hona hai tu app ko es main ye kam karna hoga tu k app ko es main greed aur emotional trading se door hona tu app es main ache result nikal skte ho aur app es main ek kamayab trder ban skte ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                            Forex trading mein agar Ham Apne A trading account ko improve karna chahte hain To Hamen chahie ke jald trade na Karen Sabar ke sath kam Karen aur apne analysis karne ke bad rate Karenge To Hamen fayda Hoga parex trading mein agar Hamen Las Hota Hai To Hamen emotional Nahin Hona chahie Palke Apne kam per focus Karen mehnat Karen analysis Karen aur Achcha Na Lage Aasal karne ki koshish Karenge tabhi Forex trading Se Achcha fayda Asal kar Sakenge Forex trading mein jo apni feeling strong rakhte Hain Vahi Forex trading Se Achcha fayda hasil kar sakte hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X