Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

    Ap ny bhut achi baat. Forex m humeen loss us wqat ata hai jb koch mistakes karty hain porch lalach ki soch sy kaam karty hain hum jald ji jald richman ban jay gay koch Jaldi karty hain jis no wja sy hum sub ko loss hi loss ata rehta hai.achi neet acha bonus.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

      g apki bt thk hai loss ke main waja sirf lalch r mistakes hoti hain r agr hum lalch men a kr trade kren ge to hum illegal tareka akhtiar kren ge jis se mistakes hoti hain r hum market ke smjhne men bhi mistake kr bethen ge r phr agr mistake se trade open kr de to bs pachtawa hoga baad men to hamen in baton pe pehle twajo krna chahye r in se bachna chahye
      • #18 Collapse

        Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

        G haan apke bat biljulcorrect hai Forex mein ham ko nakam banate hain kuch sheezen.mein ap ko bataon kis cheezon say ham ko nakami milti hai hsm jaldbazi kerte hain,lalach kerte hain,aour ham emotion mein aa ker loss ker bethte hain.hamen chaye k ham lach na katen jaldi bhee na kareb emotional bjee na hoon.
        • #19 Collapse

          Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

          Ge han ap nay bahot achi bat share ki hay agar ham apnay account balance kay hisab say trading karen to mumkin hay kay bahot jaldi forex men achay trader ban jain ye tab he mumkin ho sakta hay jab lalach aor jaldbazi ko apni andar say nikal den gay kyn kay jab bhi koi ghlt trade lag jati hay sirf jald bazi aur lalach ki waja say lagti hay to lalach khatam ho jaye ge to frsla bhi acha ho ga phir hamari har trade munafa he day ge agar nuksan hota bhi hay to kam ho ga.
          • #20 Collapse

            Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

            Ap ney thek kaha hay mai itefaq karta hun jaldbazi sey he loss hota hay profit able bussiness ahi jis main hume kabhi loss hota ha to kabhi profit lakin hume loss par apne feelings ko controul main rkhna chahya take hume ache trha trade kar skye is ka sath sath ap jitni zida practice kare ga hmare liya itna hi acha ho ga jis se hmara knowledge aur experince gain ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

              ji Sahi kaha hai aapane ki hamare nuksan ki wajah jaldbaji aur lalchi jab Ham jaldbaji karte hain aur lalach mein aakar apna Kam karte Hain to fir vah kam hamara theek Nahin hota aur FIR hamen usmein nuksan hota hai hamen is Tarah se apna Kam Nahin Karna honestly hamen apna Kam karna hai apni mehnat per hamen depend karna hai aur usi per depend karte hue hamen apna Kam karna hai
              • #22 Collapse

                Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                Aapane Sahi Kaha Hai Jab Ham emotions Mein Aakar trading karte hain ya jaldbaji Mein trading karte hain Yahan lalach Karte Hain To Ham nuksan karte hain new trader Akhtar emotionally hokar trading Karta Hai Jiski vajah Se nuksan Hota Hai
                • #23 Collapse

                  Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                  3 step yahi hai Hamare Los ki badi vajah ki Ham jaldbaji karte hain apni trade ko Soch Samajh Ke Upar Nahin Kar Gaye aur bahut Jyada emotional Ho Jaate Hain Jab Hamen loss ho to To Yahi vajah Hai Hamari na Kami ki
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                    g bilkul kisi had tak yeh bat bhe theak hai k hamen jo loss hota hai wo jaldbazi ki waja sa kam karny sa hota hai ...is k elawa hum sometime bhot emotions main a jaty hain or hamen phur sense nahi rehta or hum loss he karwa bethty hain ..magar hamen hamesha hhe sense main reh kar he kam karnna cheye or achhi quality ko he value deni cheye tabhi hum kamiyab hoty hain ...
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                      G han Hamare laws ki vajah jaldbazi aur lalach hai Hamen ine chijon ko Dur Rahana chahie aur Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie pakhwara swaramela Raj karne wale log Kabhi kamyabi Hasil Nahin kah Sakte
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                        Kisi aik factor ko kasoorwar nahi therya ja sakta ye to depend karta hay trader ke upar ke us se galati ho kiya rahi hay jitnay bhi factors involve hotay hian nuqsan ki wajah main un main se koi bhi galati trader se ho sakti hay lekin jo zyada tar hoti hay woh yehi hay ke ham jalbazi kartay hain aur sab se barh ka lalach to hamari jati hi nahi hay agar ham thora sa wait karain to ham kafi acha kama saktay hain chotay accounts se bhi.
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                          Mai agree karta hun jald bazi nuksan ha ap ko is field me kamyabi ke lye is field ka acha experience hona chye. in dono cheezo ke bagair ap is field me kuch nahi ho, aur na hi is field me acha kaam kar sacte ho. is field me kamyaabi ke lye ap ko is field ka acha tarah se knowledge aur experience hona bohat zaruri hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
                            Forex trading mein agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to Hamen Forex trading main lalach nahin karni e Apne balance ke mutabik kam karna hai small lot choose karni hai hi Jitna balance Ho use balance ke mutabik profit hasel karne ki koshish karenge tab fayda hoga aur Hamen trade karne mein jaldbaji nahin karni Sabar ke sath kam karenge Forex trading co relax hokar kam karenge cool mind se kam karenge to Forex trading se Ham achcha fayda hasil kar sakenge Forex trading mein Hamen apni feeling strong rakhni hogi Agar Hamen Las hoga to bardasht karna padega aur apni galti ko sudharne ki koshish karenge aur jo bhi trade karenge take profit stop loss ke sath karenge Taki Hamen jyada loss Na Ho aur ham Apne loss ko cover kar sake Agar Ham Forex trading ke rul ke mutabik kam karenge to Forex trading se Ham achcha profit asal kar sakenge Agar Ham Forex trading ke rul ke against kam karenge to Hamen loss hoga Ham Forex trading se fayda asal nahin kar sakte.
                            G bil kul ap sahe keh rahay hain forex mn agr kamyabi caheay to lalach aur jazbati emotions say hamin puri tarha bahar nikalna ho ga. Asal mn insan ki yeh fitrat ha k wo lalachi ha sirf fiada daikhta ha nuqsan nai daikhta agr aik trade hamri loss mn chali gae to hum mn say ziyada tar log jazbati ho jatay hain aur mazid bri bri lots lga k wo loss usi time recover krnay ki koshish krtay hain jis ki vja say baz dfa aur nuqsan hota ha. Agr hum thora sbr say kaam lain aur jazbati na hon aur dosra yeh k emotions pay control krain to mera khayal ha hum forex ki dunia mn kamyab ho sktay hain. Yahe aik aisa such ha jis ko jhutlaay nai ja skta.
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                              G Han dear members humari loss ki wajha humari jaldbaazi hoti Hy r hum apny emotions pr control nahi KR sakty Hain jis ki wajha Sy humara trade loss main hi rehta hy is liy AP ko chahay k saber sy Kam lain r jaldbaazi na krain take AP Kamyab ho skain.
                              🌼 Never Give Up 🌼
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamari loss ki vajah jaldbazi e lalach emotion.

                                Forex trading mein agar Ham laalach emotion jaldbazi Ko cover .Kar Le to Ham Forex trading Se achcha fayda aasal kar sakte hain Forex trading mein agar Ham money management se kam Karen trade karne mein jaldbazi Na Karen trade karne mein lalach Na Karen to Ham Forex trading Se achcha fayda hasel kar sakte hain Hamen chahie ki Ham market ki movement ko pahle check Karen Jab market ki movement acchi Ho tab trade Karen trade karne mein jald baji na Karen sabar ke sath kam Le Apne kam per focus Karen aur acchi trade entry ka vate Karen Agar hamare trade last mein bhi jaati Hai to Hamen afsos nahin karna bulke Apne account ko manage karke kam Karen aur koshish karen kay jyada Las hone Na de apni trade co Taki Ham Apne account ko cover kar sake.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X