Capital size small ho to kis par trade karry????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital size small ho to kis par trade karry????
    Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy to Kia PA mujhy yeh bta sakty hain k jis k pass capital size chota ho to us ko kis par trading karni chiay jis main us ko loss bhi na ho or wo acha profit bhi hasil Kar sakky is Kam main hamain trading par ziyada experience hasil karna chaiy ta k haimn acha profit bhi hasil ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rasheed پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy to Kia PA mujhy yeh bta sakty hain k jis k pass capital size chota ho to us ko kis par trading karni chiay jis main us ko loss bhi na ho or wo acha profit bhi hasil Kar sakky is Kam main hamain trading par ziyada experience hasil karna chaiy ta k haimn acha profit bhi hasil ho saky
    Yes capital size ager small ho to pher gold our oil pay trade may karean is bare mein main aapko yah Mashwara Dungi ke aap major currency pairs ke upar trading Karen Jaise ke Euro USD pound vs USD usdjpy Jaise pairs ko trade Karen yah kam risky hote hain aur small accounts ke liye bahut hi vyast hain Kyunki aap inmein low spread ke sath trading Karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

      Agar aap Logon ke pass Chhota account hai to aap log trading kar sakte hain aapko kaun si Nadi hai ki aap Sambhal account capital per trading Jab Karte Hain To aap log Small lot size ke sath trading continue Karen agar aap log Apne Sambhal account per Big Lot size ke sath trading karna start Karte Hain To hi aap Logon ke account ke liye bahut dangerous hota hai aur Aksar aisa hota hai ki aap log Jyada risk Le lete hain aur account was ho jata hai agar aap log Chahte kya aap logon ka account safe Rahe aur aap log apni Saman account ko increase kar sake to aap log Hamesha acche trading strategy acchi planning acchi money management ko istemal karte hue apni trading continue Karen aur Market ke friends ko Dhyan Mein rakhte Hue apni trading entries lagaen
      • #4 Collapse

        Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

        hamain capital ko km rakh k hi trade karni ho gi aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum sucess hon gay uar hamain m arket main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum trade karny main bia sani ho saky gi aur hamain lot of size ko km rakh k hi hum achi trade karny main b asani ho saky gi aur hamain expeirence ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

          Ham capital invest Karke forex sy munafa Hasil kar sakte hain Hamen Achcha experience Hasil Karke market Mein kaam karna chahie aur S8 International aur Kabhi Nahin khatm hone wala hai isliye mehnat Karenge To Hamen kamyabi mil Jayegi lekin Agar Ham itne kam karte hue market ke kisi rule ignore kar denge To Hamara account Band Ho Jayega ek best business hai
          • #6 Collapse

            Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

            Ager ap ka account small hy to ko chye ke ap small lot size ka istamal Karin jis se ap ko km profit hasil ho ga lakin account safe rahain ga jo member is business mein apny account ke mutabiq lot size ka istamal kerty hain wo member is business mein acha profit hasil ker laty hain jis se ap ko boht zayda faida hota hey or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

              Chhota account hai to aap log trading kar sakte hain aapko kaun si Nadi hai ki aap Sambhal account capital per trading Jab Karte Hain To aap log Sambhal lot size ke sath trading continue Karen Small capital hai to smll tisk b ho ga to soch smjh ka senior sa maswara kr ka istamla kraye kisi b tade to app ko sth sth tajarba b hota jaye ga
              • #8 Collapse

                Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                hamy best experince or knowkedge hasil kr ky is main small captial ko use karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko support kar sakty hain agr ham is main greedy ban kar lalch ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market main makret ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                  Ager hamara account ka capital small ho to hamain phr sirf currency pair par hi trading kerni chaye q ka yhi pair hi hamain acha profit da sekti hain ager ham gold silver par kam kerian ga to phr hamara becha hwa account bh wash ho jay ga or hamain kam kerna sa phla souch zarore chaye kh ham trading ksi pair par kr rha hain ta profit main Jay gi ya loss main
                  • #10 Collapse

                    Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                    G han thek kaha apny k forex main kaam karte hue is main capital ka sizs kam hoto hune is main curremcy par trads lagani chaye or is main ziada loss k bare main nabi sochna chaye jabhi hume chaye k hum js main soch smajh k lagaen taa k hume acha profit hasil ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                      dear jitna bhi ho saky ham ko chye k ham is main currency pairs pr trade ko kr k khud ko best say best banay ki tr karaty raha karein is main ham ko kabhi bhi khud ko fail think kr k kam ko nahi karna ho g si amin ham ko achay say acha kam ko karna chye is main ham o chye k ham mehnat k satkam ko kia karein aor aor kam say ka m lot ko he use kr k tradeing ko karat rahna chye forex main .
                      • #12 Collapse

                        Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                        Agr account mein balance kam hai tu hum ko trading Karni hi nahin cahaiye kiok Kam balance se trading kartay han tu is ka faida koi Nahin ho ga aur ziada balance Kay leye ziada mehnat aur hardwork Karna cahaiye aur bonus ziada hasil kar k phr trading Karni cahaiye phr hi acha profit earn kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                          pak forum se Agar Hamen kam bonus Mile to Hamen chahie ki Ham currency pair par trade Karen kyon ke kam balance se currency pair par trade ho sakti hai aur currency pair ka separate bhi kam hota hai Ham currency pair pass mini lot use kar sakte hain Forex trading main Agar Ham Forex trading ke rul ke mutabik kam karenge to Ham Apne kam balance ko bhi increase kar sakte hain aur apne knowledge bhi to Hamen chahie ki Ham money management se kam Karen aur apne balance ke mutabik lot choose Karen thoda thoda karke earning karne ki koshish karenge to Forex trading se Ham achcha fayda asal kar sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                            capital size small Ho to aapane poochha hai ki kis per trade Karni chahie main yah Nahin kahati ki aap currency per trade Karen yah Gold per trade karenge aap usi waqt market ko dekhe market hamen kya mauka de rahi hai trade lagane ka ke kis Tarah se Ham Apne trade lagaenge aisi situation mein to hamen fayda mil sakta hai is vajah se hamen soch samajh ke apni trade lagani chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

                              capital small hone per Hamen chahie ki Ham currency pairs per trade Karen kyunki currency pair per mini lot laga sakte hain to new member ko chahie ke vo start mein currency pair per trade Kiya Karen aur demo acount per aise practice Karen jaise vah real account per kam kar rahe hain aur demo count ka balance bhi utna hi rakhen Jitna real account mein money management karenge Agar Ham money management se kam Karen aur jyada risky trade nale start mein agar Ham small profit pic karenge to hamara knowledge bhi increase hota hai aur profit bhi Forex trading 1 profitable business hai Hamen money management se kam karna chahie aur ham Apne knowledge ko increase karne ki koshish karenge to isase achcha fayda asal kar sakenge Forex trading co Hamen ek job ki tarah Lena hoga tabhi Ham is per jyada time spend kar sakenge aur is main main apne trading mere Ko Bata bana sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X