Capital size small ho to kis par trade karry????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

    Assalamu Alaikum bahut Sare log jo sochte Hain Ki money management bahut Jaruri Kyon Ke bhai simple si Baat Hai Jab tak aap apne account mein Apne capital ko message Nahin Karenge tab tak aap acchi trailer gane Mein successful mein ho Sakenge money management main aapko Apne lot size aur stop loss aur take profit key values ine Sab chijon Ka Khyal Rakhna Hota Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rasheed پيغام ديکھيے
      Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy to Kia PA mujhy yeh bta sakty hain k jis k pass capital size chota ho to us ko kis par trading karni chiay jis main us ko loss bhi na ho or wo acha profit bhi hasil Kar sakky is Kam main hamain trading par ziyada experience hasil karna chaiy ta k haimn acha profit bhi hasil ho saky
      agar hamara capital size kam ho aur ham new traders hon to hamain chahiay k hum currency pairs ko select karain trading k liay jin main spread bhi kam hota hay and un ki movement bhi ziyada fast nai hoti jis ki waja say loss k chances kam hotay hain new traders ko chahiay k currency pairs main small lot size select kar k trading karain and profit bhi earn karain aur sath sath experience bhi gain kar lain live trading ka experience bhi hota jay ga aur phir ziyada profit gain karna bhi easy ho ga
      If you work hard no body can stop you from success
      • #18 Collapse

        Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

        Ji ap sab ki opinion bilkul theek hai, lekin mera mashwra yhi hai k capital size kam ho to trade ky bary me socha ja sakta hai, aur meri koshish yhi hoti hai k me kci na kci currency pay trade lgaon, kiu k gold ki trade risky ho sakti hai, baqi me ap sab ki raye se bhi bilkul mutafuq hun, hamen chahye k sab k exprnc se fayda uthayen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Capital size small ho to kis par trade karry????

          Captial size small hoga to zahir hi si bat hay ke apko lot size bhi small rakhan paray ga aur trading ke liye small capital ho to main samjhta hon ke hamin currencies par trading karni chaiye aur aesi currencies jo ke kam waqt main ap ko zyada nafa de sakain ap meray hisab se eurusd , gbpusd , audusd, nzdusd , eurchf and etc jaisi curreincies ko apna target banain to apko kafi faida ho sakta hay ya yeh kehlain ke kam main asani hogi.

          اب آن لائن

          Working...
          X