Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?

    G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman hamasha apni limite main rhy Kar kam karna chaiy aksar is Kam main over trading karty hain jis main unko aksar loss hi hota hy is liay bhai Jan is ka main Agar hamary pass capital size chota hy to hamain trading bhi usi k mutabiq karni chaiy or Agar hamary pass capital size big hy to ham apni marzi sy trading Karin Lakin soch samjh Kar qk account bhi wash na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?

      Gee main aapki baat se aggre karta hun forex market mein jo bhi overtrading karta hai to vah forex market Mein loss Karta Hai forex market Mein trading se success nahin kar sakta forex market Mein success Hasil karne ke liye ismein proper planning karni hai aur Market ka trend follow karna hai Jiske bad aap is usiness mai success hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?

        Apki bt boht achi hai over trading sy hamy los ho jata hai aur hmara account wash ho jata hai ye jo hum trades ki line lga lety hen hamy chahye k hum ek do trade at zyada trades na lgaye kui jb sari trades los me jati hen tu hmara account wash ho jata hai hamy apny bonus account ko wash hony sy bachana chahye ki k aj kl bonus lena boht mushkil ho gya hai bari mehnat k bd hamy bonus milta hai.
        • #19 Collapse

          Re: Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?

          Gee bilkul theek kaha ha kay forex trading may nuksan key aik waja over trading be hiti hai iss leay loss say bachnay ka lia tareeka ya be hai kay manasab trade lagana chaey takay over trading may lalach key waja say heavy loss na ho jai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Over trade ki vajah se Hamesha loss Hota Hai?

            Forex trading mein Hamen risky trade nahin leni chahie Agar Ham lalach karenge Forex trading mein aur jyada profit hasil karne ke chakkar mein padenge tabhi Hamen last hoga to Agar Ham Forex trading se apne liye acchi earning karna chahte hain aur apne account ko saaf rakhna chahte hain aur achcha profit lene ki koshish karne ke liye Hamen chahie ki Ham money management se kam Karen hamare paas Jo balance hai apne balance ke mutabik large use Karen jyada risky trade na len aur small profit Karen Taki Ham fayda asal kar sake.

            اب آن لائن

            Working...
            X