Copy paste karna theek hota hay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Copy paste karna theek hota hay??

    Assalam-0-Alykum mujhy ak bat btayen jb ap koi assignment bnaty hn ya apna koi project complete krty hainn? or apky teachers plagiarism check kr lain tu forn sa apky project ko reject kr daty hain tu apko lose ho jata hae apko dobara sa mehnat krni parti hae yhn bhi isi trah hae aghr copy paste krain gy tu lose hoga bht zada
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Copy paste karna theek hota hay??

      Pakistan Forex mein jo Hamesha copy pest karta hai usko Har Waqt loss hota hai uska account band ho jata hai aur vah Yahan per kamyabi Hasil nahin kar sakta Forex bahut Achcha business Hai Yahin per Hain typing Karen aur acchi Si posting Karen aur daily ka Achcha target pura aapko aasani se milega
      • #18 Collapse

        Re: Copy paste karna theek hota hay??

        g bilkul ni copy paste karna forex k rules k khilaf ha hmy khd apni mhynat sy post's karni chahiy jb hm yhi copy paste karny lag gay to hamata acount band b ho skata ha
        • #19 Collapse

          Re: Copy paste karna theek hota hay??

          Assalam o alykam dear, copy paste bilkul b rules k khilaf ha aur is se aap ka account ban ho sakta ha, is liye copy paste na karen aur ye k jab aap copy paste karo ge to kuch b nai seekh pao ge, agar aap khud type karte ho to bahot si cheezen aap ko yaad ho jati hen aur aap ko ye cheezen trading me madadgar sabit hoti hen, q k hum log yahan is forum pe forex k bare me seekhne k liye kaam karte hen aur jub aap apni mehnat se kaam karen ge to tab hi seekh sakte hen.
          • #20 Collapse

            Re: Copy paste karna theek hota hay??

            g nahi copy paste kerna theek nahi hota boht buri baat ha dosro ko copy nahi kerna chahye ap jo bi kam keren apne mind se soch samej ker keren dosro ko copy kerna achi baat nahi ha ager ap copy paste keren ge to ap ka account banned ho sakta ha is liye copy paste se bechen or apne account ko safe rekhen humesha soch samej ker achi or mayari posting keren kyun ke ap jitni achi quality ki posting keren ge utna acha bonus hasil ker sakte hen
            • #21 Collapse

              Re: Copy paste karna theek hota hay??

              Ni bhai jaan copy paste krna hamari bavakofi Hong agr han krty hain asa krny sa hamara account bane ho jata ha r ham phr zallel ho k rah jaty hain asy kaam krny ka faida k kia jis k hami koi pgal hi na mily aam taor pa y daikhny mi ata ha k jo new member hty hain vahi asa kaam krty hain q k unhe is baat ka pta ni hta jb unhe smj ati ha otna time vo waste kr chuky hty hain
              • #22 Collapse

                Re: Copy paste karna theek hota hay??

                W.salam,
                G nhi copy paste krna sahi nhi hai aur yeh rules k khilaf hai aur ap ka account bhi iss sy ban ho sakta hai pak forex forum ap ko ek achi opertunity dae raha hai to ap ko uss ko sahi trha sy aur rules follow krty hue use krna chanein tb he ap iss business main aur iss forum main chal sakengy otherwise ap ko is main loss ka samna ho sakta hai aur forum pr bhi ban ho jaengy ap.
                Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                • #23 Collapse

                  Re: Copy paste karna theek hota hay??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubasirrehman پيغام ديکھيے
                  Ji Salam sab dosto Mera ya sawal tha Kay Kia copy paste karna theek hota hay kuch log copy paste kartay Hain aur khud say bhi likh detayvhain AP ka is baray main Kia khiyal hay
                  Bhai jaan copy post karna theek Nahin Hota hai aur copy post karne ka koi bhi fayda nahin Hota Kyon Ki copy ki Hui post ko delete kar diya jata hai isliye Hamen copy post se parhez karna chahie aur Hamesha Forex trading se related posting Karni chahie aur Hamen apni post Mein Hamesha Achcha experience share karna chahie aur Hamen apni post ki quality acchi Karni chahie FIR hi Hamen isase fayda Hasil hoga Shukriya
                  • #24 Collapse

                    Re: Copy paste karna theek hota hay??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubasirrehman پيغام ديکھيے
                    Ji Salam sab dosto Mera ya sawal tha Kay Kia copy paste karna theek hota hay kuch log copy paste kartay Hain aur khud say bhi likh detayvhain AP ka is baray main Kia khiyal hay
                    Hamen trading karte hue Kisi bhi Tara ki copy Nahin Karni chahie. Chahe wo forum account pay ho ya trading account pay. Form account ki copy means that ke Agar Ham Kisi Ki post ko copy karte hain yah Agar ham apni hi pahle post ko copy Karke dusri post ka answer Dete Hain To isase Hamara form account bhi band ho sakta hai. Aur copy trading sy muraad Hamen Kisi Ne apna analysis shear kia Hai To Hamen usko copy nahin karna chahie.blke khud se Apna analysis Karna chahie.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Copy paste karna theek hota hay??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Duaa پيغام ديکھيے
                      copy paste karna apny sath bahot he bara loss karna hotaa hy humen chaia keh hum fotrex form men kab he bhe aysa koy bhe kam nai kren g jis sy humen loss hota hy es ley humen chaia keh hum forex form men copy paste belkul bhe naiaa karna chaiaa or hum bahot he achi kaamyabi hasil kar saken gy tab he hum bahot he achi kamyabi haasi kar skaen gy
                      Assalamu alaikum dear forex copy trade karna theek nahin hai corporate karne se bonus nahin milta hamen chahie ki Ham apni posting Karen Taki hamen acche se accha bonus mil sake copy posting karne se hamen achcha bonus bhi nahin milta

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X