Forex trading me wo traders kamyab hotay hain jo plan kar k trade kartay hain. Unka tareeka kaar ye hota ha k forex trading ka pehle analysis kartay hain. Uskay baad plan kartay hain k kaunse level per trade lagana ha aur kitna profit take karna ha. jab wo apna target achieve kar letay hain to wo trades close kar k side per ho jatay hain aur kisi munasib mauqay ka wait kartay hain. wo kabhi bhi be tukkay trades nahi lagatay aur na he jald bazi kartay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим