kia ek aam admi jo thora bhut
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ek aam admi jo thora bhut
    kia ek aam admi jo thora bhut parha likha wo wo trading ni krskta ye trading kia un hi logon ka kam he jo dimgh chalten hen zaiada...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ge bilkul bhut aram se trading kar sakta he is ke lie zarori ap ko computer ka chalana ana chaie or demo pe ap practice karen to ap trader ban jaen ge.
    • #3 Collapse

      g han aik aam admi jo thora buhat janta hay forex me trading kar saktay hay kiwonkah forex aik buhat easy hay is me trading me koi mushkil nahi hoti is me her taran kay log kam kar saktay han.aur profit gain kar laytay han.
      • #4 Collapse

        jee han ek aam admi jo thora bohat parhna likhna janta hai laikin thora bohat market knowledge aur computer use karna janta hai wo wo forex main kam kar k earn kar sakta hai
        • #5 Collapse

          jee han forex main earn karnay k liya thora boht tou samjdar hona zaroori hai atleast computer chalna ata hu tou hum forex main urdu main samj kar earn kar saktay hain ajj kul wasay b boht websites hain jo urdu main seekhate hain
           
          • #6 Collapse

            tarding meih ya lazmi nahi kay insan zayda parh likha hu ya kam ya to ak busniess hy jo achy damgg wla hu or kis achy darder sy us nay kam skha hu to wo tarding ka kam kar skhta hy cheye kam he kya na parh lika hu.
            • #7 Collapse

              jee han forex main earn karnay k liya thora boht tou samjdar hona zaroori hai atleast computer chalna ata hu tou hum forex main urdu main samj kar earn kar saktay hain ajj kul wasay b boht websites hain jo urdu main seekhate hain
               
              • #8 Collapse

                Forex trading aik business market hay. Es may har woh admi Trading kar k kama sakta hay jo compute per on line kam karney say wakif ho aur Trading ka achha knowledge aur experience rakhta ho.Market mayn bahut say unparh log seraf marketing knowledge honay k sabab ,khoob kama rahayn hayn.
                • #9 Collapse

                  my dear ye concept bilkul ghalt hai k for5ex ko sirf khaas log ya ameer parhe likhey log hi krte bhai forex har kisi k liye best business hai or forex ko koi join kr k best earning kr sakta mein ek aam aadmi hi hoon jis ki taleem b buht km hai but forex kr raha hon
                  • #10 Collapse

                    forex trading main ap ko tu dmagh ki bohat zrort hy iss main ap ko her waqat prepair hona pary ga apny ap ko hazar nazir rakh k trade lagani hy agar koi unoard b aissy kar sakta hy tu walin good no tu phir ni kar sakta
                    • #11 Collapse

                      assalam o alaikum bhai jan forex location nahin mangta ye expirianc mangta haior jis k passknowledge hoga wohi forex me trading kr sakta hai or ye hi forex ki create hai
                      • #12 Collapse

                        thora bht parha likha hona zarori he q k computer chalana to ana chaheye, and trading ko samajh k karna parhta he, bht ziada qualification ki zarorat to ni hoti albata itna ilm hona zarori he k parh sakey and likh sakey.
                        • #13 Collapse

                          g ak aam admi jo thora bhut parha likha hy wo forex ma trading krskta hy pr us ko ak acha trading bn'ne k leya thori sa time chahy ho ga.....
                          • #14 Collapse

                            g ha g jnab,,,,ager us admi ko is ko samjh ajye na jnab,,,to wo is ko kar sakta hay jnab,,,wesay nahi kar sakta hay jnab...is liye ye har aik k liey hay jnab
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              trading har insaan kar sakta hai pher chahy wo aam admi ho ya pher ameer ho lekin us ko trading k baary mein knowlege ho or us ka interest bhi ho tabhi trading ki ja sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X