kia ek aam admi jo thora bhut

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g brother asalama alakum aik aam admi bh forex ky trading ker sakta hy lakin is kam ko shrow kerny k lye lazmi thory bohat computer ky knowledge hony chaahye jo ye janta hy wo forex trading ker sakta hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naveed22 پيغام ديکھيے
      kia ek aam admi jo thora bhut parha likha wo wo trading ni krskta ye trading kia un hi logon ka kam he jo dimgh chalten hen zaiada...
      Bro forex k liye yeh dono chezain he zaori hain insan ko thora bht perha likha houna chahiye ta k wo forex ko smjh skay and smjhnay k liye insan ka demagh bhe acha houna chahiye achay demagh k bht say fyday hain suppose aik aysa point ajata hay jahan usko aik decission lena hay aur jaldi lena hay tw jiska mind chalta hoga wo sahi decission lelega and dosra reh jayega
      • #18 Collapse

        jo banda takriban Intermediate tak education rakhta ho wo forex main bohat acha perform kar sakta hai. forex trading main anay ke liye humein computer ka use bhi ana chaiye aur hamarai english bhi thori bohat achi honi chaiye.
        • #19 Collapse

          g janab forex main koi taalem k certificate ki zarurat nhn parti is lie agar ap 5 parhe hue to b ap is bussiness main a kar profit kama skte hain ye koi bari baat nhn hai janab........
          • #20 Collapse

            Asa nahi hai mere bhai. Online forex trading aik asa online business hai jis ko her koi asaniseseekh saktahai na sirf seekh sakta hai balky sath sath earn be kar sakta hai. Jesay jesay experience hota hai trader ko kamai karna asan hota jata hai.
            • #21 Collapse

              Dear Forex mai sirf wo person kaam nahi kd sakta hai jo kay parha likha nahi hai, is kay elawa hr shakhs jo k parna likhna janta hai or computer, internet of forex k bary mai information rakhta hai wo person easily Forex join kd sakta hai or is mai progress hasil kd sakta hai. Forex ek tricky business hai jis k liye information knowledge or experience ka hona zaroori hai.
              • #22 Collapse

                forex trading may is tarha ka koi konsapt nai han kay jo zayada education ho or mind taz ho tu tab bi trading kar sahkta ha lakn asa nai han is may har koi a sakhta ha
                • #23 Collapse

                  assalam-o-alikum...
                  dear...
                  ak aam admi jo thora bot knowledge rkhta h wo trade na kryan trade k liya experience hona zrori ha..........
                  • #24 Collapse

                    Forex me thraa bht he parha likha wo kafi hai lekin us ko Forex business kay baray me bht ziada ilam hona chahiyay because ap baghair knowledge kay ic business me survive nahi kr sktay.
                     
                    • #25 Collapse

                      g bilkul trading wo banda kar sakta hai jo pc chla sakta ho or thori boht english likhni and parni janta ho or dimag ka tez ho ye sab chize apke pas hon to ap trading kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        forex trading main aap ki education ka bahut ahm krdar hy kioun k agar aap pary likhy hain to aap analysis par sakty hain aur samj sakty hain market ka trand samj sakty hain lakin yeh b nai k kam pary likhy log forex trading nai kr sakty balky un ko chahyeh k market ko samjain aur kisi achy trader ko follow krain aur sanjeedgy sy trade krain to wo b achi earning kr sakty hain
                        • #27 Collapse

                          Aik aam admi jo kam parha likha hy woh bhi trading kar sakta hy. Yeh dear us ko trading key rules aur techniques to seekhna hon gi. Agar woh yeh sub kuch kar sakta hy to woh trading bhi kar ley ga. Agar woh itni samjh nahi rakhta keh forex trading ko samjhay to phir mumkin nahi hy, usay chaheye keh woh kisi aur key sath share kar ley.
                          • #28 Collapse

                            forex mein education ka koi hath nahi hota itna khas bas agr ap kay pas forex kay about knowladge or experience hai to ap forex trading kar sakty ho easily or ye experience or knowladge ap demo account kay zariye se hasil kar sakty hai.
                            • #29 Collapse

                              thora parha likha insan bhi trading kar sakta hai lakin sab kuch us py depend karta hai k wo kesay sikhta hai.trading har koi kar sakta hai lakin thora bohat knowledge hona is k liye zaroori hota hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                is may kam karne k liye zarori ha ko ap ko thora computer chalna ata ho is k bary may how know ho is may har koi asane se kam kar sakta ha daily demo account pe practice jare rakhy//...
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X