Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex tarding main ap ko serf comupter ka serf basic knolwedge be ata ho tu khoe be rpobelm nahe hai ap ko easily forex tarding main kam ker sakte hai but forex tarding ka knolwedge hona lazmi hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      yes . agar app log forex trading main ahna chaty ho .or app logo ko computer k bary main pata ho i mean app ko computer par ek acha experince ho tu app forex trading ko bee bohat he asaai si seek kar or ko use kar sakty ho or app ko is main koyee be problem nahe hogha
         
      • #183 Collapse

        ager ap ko forex trading karni hy to ap computer use karty hen lekin is k ley computer ka master hona zarori nahi hy bus ap ko chart banana ata ho ap ko balanace check karna ata ho bus aur kuch nahi janany ki zarorat ap computer pe forex trading kar sakty hen.
        • #184 Collapse

          dear forex trading kay liye computer ka bohat zayada knowledge hona zarori nahin hay. forex trading kay liye bus humain forex ko parna aan chahiye aur computer ki keys aur mouse ka pata hona chahiye to hum asani se forex me profit earn kar sakte hain.
             
          • #185 Collapse

            forex trading kay laye kuch bhe khas digree ya muharat required nai hoti bilkay simple internet ki information hona zarori hay aur sath main ap ko computer ka istamal ana chaye is kay ilava other aur kisi cheez kiz arorat nai hay aur agr ye sub kuch ap kay pass ho to ap trading kay ker skty hain easily
            • #186 Collapse

              g sir very good question me apko is ke bare me ye batadu ke agar koi shaks forex ko use karna chata hai to uske liye uske pas computer knolage hona zaruri hai agar apke pass computer knowlage hogi to ap forex ko bager kisi parshani ke chala sake ge or achi tarha trading bhi kar sake ge ok my dear.
              • #187 Collapse

                hamain forex main work karne keliye computere ki thori bohat knowledge to honi chahye jese ke basic knowledge internet use karna aur typing wagera ka ana .
                   
                • #188 Collapse

                  my dear forex ko run krney ke ley ap ko computer per koi khas expert honey ke zarorat nahi balkey ap ko bas computer ko on krna aur internet chalana ata ho aur is ke baad jo kaam krna wo forex ke knowledge zarori hai hai aur sath mt4 software install krna aur usey chlaney ka pata hona zarori hai us ke baad he ap achei tarha trading kr saktey ho.
                  • #189 Collapse

                    Forex K kaam Mai Administrator Zyada Tar Apki Zahanat or Typing Speed Mangty HAin Jab Ap Ka Mind Lag Jayega Trading Krny Mai Smjhny Mai To Ap Kamyab Hain or Apko Computer K Knowladge Mai Bas Typing or Apko Exeprience aa Gya To Ap Full Kamyab Hain
                    • #190 Collapse

                      ji han isk liye apko kam az kam cumputer ka basic knowledge honi chaye our secondly apko forex ki malomat honi chaye ,baqi ap jitna is me jayen ge ap sekhte jayen ge ..our phir apki roz ki prectice jok demo acount me ho woh b zarori he
                      • #191 Collapse

                        bahi meray khayal say mcs kiya howa ho tab hi forex k lyh best hai normal to har banda computer ko use kar laita hai but english must hai is main apko koi tension pershani nahi ho gi ap easly kam kar sakty hain ...
                        • #192 Collapse

                          maray bhae is kay leya koe khas knowledge ki zarorat nahe hoti hay janab je bs kuch thora sa knowledge he kafi ha janab jis say janab hum yea kam start ho sakta hay .janab .aur ahesta ahesta say yea kam phir sekh he jata haan
                             
                          • #193 Collapse

                            Forex is a computer based business. so we need the basic computer knowledge for it. we need the computer operating skill for trading in forex market. We need to learn English language also. Thanks.
                            • #194 Collapse

                              maray khyal mane computer ki mukamal traning balkay pora aboor hasil hona chahiay takay haman forex ki traning mane masail na hone ham easy ho ker forex ko samajh sakan , or is waqt kisi bhi karobaar mane computer hi istamal ho raha ha , wasay bhi ghar ghar mane sistam ha , is ki taraf tawaja dani chahiay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Humen computer ka kam sy kam 1 saal ka tajarba hona zaroori hay, kyo k forex ek online business hay aur computer ka itna knowledge hona zaroori hay ka aap internet asaani k sath operate kr sakain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X