Computer Ki Kis Tarha Ki Taleem Ki Zarorat Humain Forex Mai Zarori Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Forex business koi mushkil business nahin hey keh hamen iskeliy computer ka ziada knoweldge hasil karna parta ho yeh aik smart business hey aur bohot hi ziada easy business hey aur is main hum easily work kar saktey hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      yes agar forex trading ko app log seekna chaty ho ho tu app logo ko computer k bary main sab koch ahna chahayee i mean app logo ko is main computer k bary main knowledge hona chaye or app logo ko interet ke fast speed ke be zarorat hogee jiss k bhad app forex trading main kaam kar sakty ho
         
      • #333 Collapse

        Bhai jaan hume forex per kaam karne ke liye hume computer ki basic ache se aani chayye hum computer ki basic ko learn kar ke bhi forex per kaam kar sakte hain hume is kaam ko karne ke liye computer ka master hona zaroori nahi hai..
           
        • #334 Collapse

          Is may my dear, sirf or sirf ap ko internet or baking or zayada se zayada market ki information honi chahiay becoz trade is not so simple as we are taking it
          • #335 Collapse

            Base on me i will say that you do not need to have a lot of knowledge for you to to be able to make good money in trading so for me little info mason can help you at any given time
             
            • #336 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Yousaf پيغام ديکھيے
              ap ko computer k ko use kerna ata ho k computer ko kis terha use kia jata hai ya phire is per kis terha kam kia jata hai r net ko kis terha use kia jata hai bus
              Han sahi baat hai bhai is kaam me ue zaroori nahi ke hume computer ka high level knowledge ho hum is kaam ke liye bus computer ka basic aana lazmi chayyee.....
               
              • #337 Collapse

                ap ko computer k bary ma zayada nai par itna to knowledge to hona cha k computer ko use kisi tarh karta ha or is par kam kasy kia jata ha ap ko forex trading k lia zayada knowledge nai hona cha just use karna ana cha or next ap ko ya ana cha k forex par trading kasy karta ha phr ap khudi computer ko use kar k trading kar la ga.
                • #338 Collapse

                  i think so that computer ki sirf basic pata honi chahiyeh sirf jis ko computer chalana ata hoga wo araam sey yeh kaam kar sakta hai aur computer oprate karna bohat hi asaan hai har koi 1din mein sikh sakta hai
                   
                  • #339 Collapse

                    bro mera mana hai ke hum agar computer pe forex trade businisss mean ache se success ki tarf barna hai tu hum se mean zada knowldege ki zarurat nhi wo yahan work karke khud hi ajati ahi jse hum yahan basani earn karte hain....
                    • #340 Collapse

                      Forex per agar apne trading kerna ho tu ap ko calculation bhi ana chahyee kyon keh trading mein calculation ki boht ziada importance hay aur dosry number pa hamein currencies ka knowledge bhi hona chahyee
                      • #341 Collapse

                        Forex mein Trading karna k liya tu koi bhi computer knowledge ki zarorat nahi hoti hai kyun k trading k Software bhut easy hai aur jo bhi simple se computer ko use kar skta hian tu wo forex mein trading bhi easy se kar skta hain main ne bhut ziada log ko dekh hai jis k pas computer k knowledge bhi nahi hota hai lakin wo bhut achy trading kar leta hain.
                           
                        • #342 Collapse

                          basic computer knowledge is kam karneki liye enough hai, lekin jyada knowledge rahe to koi dosh nahi iye hamari liye bohot accha hai.
                          • #343 Collapse

                            forex trading karne k liye apko just compter ki basics ki knowledge honi chaiye agar apke pas computer ki basics ki knowledge hai to ap easily trading kar sakte ho trading karne k liye apko computer k sath sath trading ki knowledge hona bhi bohat zaroori he jabhi apko is se profit mil sakta he or ap pese kama sakte hen..so computer ki basics and trading ki basics dono hi zaroori hen
                            • #344 Collapse

                              traders who are very determined and hard working and also have patience and these types of traders will never find forex trading as a difficult thing.Forex will be really easy for them due to all the hard work that they have done.And sure enough that trader is also going to make a lot of profits in his coming trades and will make the path easy for him in forex.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Mera khyl main you computer k mutlq small knowlng or forex business main tmam new tender ko hard work kind trdeing k Libya hard work krna, ho game forex best online business hai knolwng k hona but zaroori hai brother forecast best
                                ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X