trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    jee belkul trading me excitement bohat ziada hoti hai .aur log trading kartey he is leye hai ke wo trading excitment hote hai me kudh trading kartey howey bohat ecitment hasal krta ho kabi up aur kabi down bohat maza ata hai bahi mujheu to..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      je han, ap trading me sab se pehle ek plan banate hen phir tradeing karte is me humara sara dhyan ise ki taraf hota Q ke hamen ye hota he ke kahen hamare ki gae sare mehnat zaya na ho gaye or hamen loss na ho gaye
      • #243 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: azam143 پيغام ديکھيے
        Dear jab ap trading start karne lagte hain to ap pahle apna plane bnate hain and aik jaga apna mind set karte hain phir ap apni trading start karte hain ap hard work karte hain apni money invest karte hain.
        dear trading me emotion ke koi jaga nai hai forex ek acha business hai pehla is ko learn karta hai experience ke base par kaam start karte hai. forex me hum apna career bana sakta hai.
        • #244 Collapse

          Jee han brother forex trading mein hamsha excitement rehti hea aur mein bhi lafi excited rehta ho forex mein tradingkarte waqt forex ek bhut acha business hea hum log iss par apna business run karkrahe hote hea aur ek achi earning karne kea liea apna time dete hea aur apni sari ki sari mehnat kar kea apna profit withdraw karta hein.
          • #245 Collapse

            Excitement is so bad i forex trading. Because emotions are our enemy in forex and always harm us. so we need to avoid all emotions.
            • #246 Collapse

              tread karna ma excitenment tab hoti ha jasa hi ma trade lagta hoon to wo profit ma chli jaha to us waqt forex ma kam karna ka aik apna hi maza hota ha our 2 sa 3 trade daily app acha work sa karen to to wo profit ma dakh kar app ki excitement barh jati ha
              • #247 Collapse

                dear forex main jub aap trade karty hain to jub aap ko profit dikhai deta hai to humari excitement bar jati hai likan yahan hum ko apni emotion p control karna chahye kion nk ager aap ny emotion p control nahi kiya to aap ko loss ho sakta hai
                Azadar Morai
                • #248 Collapse

                  forex trading asa business hai jis main excitement ki ko place na hi app agar excitement main forex main reading kare to app loss hoga jarur or bhi kahi side effect hai jo ke app ko forex bhisness main app ko dara danga so is business main excitement hone ki kohi jarutar na hi hai.
                  • #249 Collapse

                    main ap ki bat se agree karta hu k jab b hum trade daltay hain hmari exitment hmaray emotions bar jatay hain aur yeh dar lga rehta hai k kai loss na ho jahy so bro hmain apnay emotions pay qabu pa lia aur aik plan k sath trade ki to profit honay k chances bar jatay hain. :)
                    • #250 Collapse

                      esa hona fear ke nishani hey aur yeh usi keh sath hota hey jisko proper knowedge na ho aur experince bhe na h oaur woh trade ko sahe trahs ey nalayse kenrye keh bad na open krey hmain apni trade keh liey sub sey pehley sure hona chaiey aur us ka tp aur sl bhe zehn mian rkhna chhaiey is trah sey hm easy reh keh trading ker sktey hain
                      • #251 Collapse

                        g han bilkul mery sath b yei hi hota hy aur meri samjh main kud yei baat nai i k aesa hota hy k her waqt trade dyhan main rhte hy ager app ko pata chal jae tu place mujh sy zaror share karna
                        • #252 Collapse

                          dear forex main trading k lie ap k pas ak acha plan hona chahi hy q k forex main josh ki nai hosh ki zrourat hoti hy es lie excite kbhi bhe nai hona chahi hy our aram sey kam karna chahi hy
                          • #253 Collapse

                            Yeh emotional attachment hoti hai, kyun ke insaan nuqsaan bardasht karna nahi chahta aur isi wajah se bar bar trading ko dekhne ke liye dil karta hai, is tarah aksar naye traders ke sath hota hai jo chahte hain bas trade profit mein jaye to close karen.
                            Nuqsaan ka hum sochte hi nahi.
                            • #254 Collapse

                              Han bhai sahi kaha ap ne jab hum trade lagate hain to hum sab kuch bhool jaate hai phir hamara pora dhiyaan bus apni trade par hota hai aur dill me ye hota hai ke hume profit mil jaye....
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                forex mai jab ap ko trade ka profit ho to pa greedy mat bano aur excited ho laikin itna nhi k over excited ho jao apny hosh aur hawas ko kabu mai rakty hoa itminan sy kam karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X