trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    bhai i think ye to bachon wala sawal hay.yar simple si bat hay ye insan ki nature hay kay jab bhi us kay pasay kahin dao per lagay hoty hen to uski nend haram ho jati hay bilkul wasay hi yahan bhi jab ham trade lagaty hen to hamari sari tawaja sirf or sirf trading per hi reh jati hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Agar trade lagate hue apki excitement barh jati hai to it means ke ap ghalat kar rahe hain,kiunke forex mein kamiyabi ke liye apko emotion less hona parta hai aur apne emotions ko control karna parta hai,agar ap apne emotions pe control nahi kar pate aur excited hojate hain to ap kabhi bhi successful trader nahi ban sakte.
      • #258 Collapse

        dear ap balkul theak kah rahy ho k trading main bohat excitment hoty hai. yani jab ko order laga diya jata hai. to phir admi bar bar us trader ko dekhata rahta or sochta hai k kab ya order pora ho ga . or se mujhy katna profit ho ga . or next wo kiss level per market ayian to order lagai laga . yani wo serf is bat ko sochata rahta hai. or ya sara time bohat excitment main ghuzarta hai.
        • #259 Collapse

          Dost ap sahi keh rahy ho yeh problem kafi naya he or senior trader's ke b hy mein samajta hon confidence ki kami or apni trade per barosa kam hone ki waja se aisa hota h or sab se bari bat learing ko sedhe karne se to or b ziada aisa hota h forex mein saber aik buhat bari chez h agar ap sakon se sabr kar ke beth kar apni trade per tension na le yeh bhi aik apki buhat bari kamyabi h forex mein
          • #260 Collapse

            in the trading the excitement and the emotions and the greed and the fair all these thing are not allowed in the forex if you want to get the success in the forex otherwise you cannot get the great success in the forex
               
            • #261 Collapse

              Glad it's here, nice addition to the hood, however i used to be stunned at however tiny it's, it had been sort of a affirmative market. can just do fine although, if they'll keep it properly equipped, many stuff out of stock tonight.
              Reply
              • #262 Collapse

                yes forex trading main kabi kabi ap ko excitment be melti hai jab ap ko profit ho jaye but ap ko over confident nahe hona chiye is work main khoe ky overconfident sy ap apna he loss ker do gy
                • #263 Collapse

                  Excitement is not good in forex trading because it brings greed. So we need to be cool during forex trading. And we need to control our emotions.
                  • #264 Collapse

                    Humein chaiyee kee hum jab bhi trading karein too apnee emotions koo hamesha control mein rakein aur greed factor koo control mein rakhein taqein hum discipline see trading kar sakein
                    • #265 Collapse

                      Excitement is so bad in forex trading. we need a lot of control on our excitement and emotions to be a good forex trader.
                      • #266 Collapse

                        Excitement is a part of emotion is human mind. But it is harmful for a trader in forex trading. so we have to control it in trading.
                        • #267 Collapse

                          App ko khushi tab ho ge jab app ko kam karna ata ho ga aur app ko is main kam karne ki waja se koi masla na ho aur app apni working ki waja se khsh ho au rapp ka nafa din ba din zada se zada ho tu app ko is main kam ka pata ho ga ut app ko kushi ho ge .
                          • #268 Collapse

                            forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main achi earning sirfachi learning se hi ker sakte ho agar ap iss main kamyab ho te ho to iss main ap ki learning hi behter hi iss main kam ker ke her koi achi earning le sakta hi
                             
                            • #269 Collapse

                              Excitement is a part of human emotion. But in forex trad8ing time excitement is so harmful for a forex trader. so it must be controlled.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Trading ek business ha or business me hame excitement se hi kam lena chahiye magar ek baat ke excitement zaroor ho magar long term planning ke sath. jald bazi wali excitement business me nahi chalti or wo ye jald bazi khas toor per trading business me loose ka sabab banti ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X