trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nomanawaisi
    Well new traders are more exited then old traders. this is the new thing for them so they enjoy the market ups and down and making money with any pair is very interesting for them as this is not a common business for all.
    brother me bohat excited ho jata hun jese he me koi bhi trade lagata hun kiun ke mujhko trading bohat pasand hai or me forex trading seekhn y ki koshish karta rehta hun mujh trading karte karte bad dafa poori poori raat bhi ho jati hai lekin mera craze kabhi kam nahi hota ... :)
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      brother trade laganay k baad excitement is liya bar jati hai kiyun k is mein hamara paisa lag jata hai aur paisoon hamarey emotions choray howey hotey hain jis ki wajah se excitement bar thi jaisay k pakistan vs india k matches mei. hota hai us mein b emotions chorey howey hotey hain...
      • #168 Collapse

        yes dear aap nay bilkul theek kaha hay . mjy bi jab mian trade karta hoo kafi excitement hoti hay . aur ye honi bi chaeye kyo Forex trading aik bohat hi interesting aur flexible business hay .
        • #169 Collapse

          jee esa haota hai likin mera mana hai forex trade markit businiss ek esa pelait form hai jahan hum jald a jald ek best success karke apne career ko acha karskte hain or wo bhi ba asani tu shaid yahi soch kar hum excitement hote hai....
          • #170 Collapse

            Trading me excitement ka hona bhi bhot zarori hota hy ku k agar emotions na ho to hum trading mey agy nai barh saktey or apni trading ko barhatey hy.
             
            • #171 Collapse

              tarding mei excietment bohat zaroori hay warna boriat he hojati hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
              • #172 Collapse

                Mugy to trading mein excite tab hoti he jab mein profit banata hon, aga mein proift na bnao or sara din farigh betho to tired ho jata he phir dil nai karta trading ka agr profit ho jay to sari thakawat dour ho jati he or jis ko loss hota he wo mayoos ho jata he.
                • #173 Collapse

                  bhai excitement to hoti hain aur honi bhi chahiye kyun k hum ek business ker rahay hotay hain aur wo bhi aisa business jis mein ziada say ziada profit honay ka yakeen hota hai lekin excitement mein jald bazi nahi kerni chahiye bulkay achay profit k liye sabar karna chahiye.
                  • #174 Collapse

                    treding mai exitmnt lazmi si bat hai qk jab hum apna capital kahin use karte hain to ye sochte hain k humen profit hoga ya nahi... or hum is bat ko jante hain k agr hum dil laga kar kam nahi karenge to kuch b hosakta hai....
                     
                    • #175 Collapse

                      Yes this is because of fear of loss If you sure that we must have profit then we can take easily sleep at night and our trade maybe run and this is happen many time with me that I sleep and my trade active during night .
                      • #176 Collapse

                        Bhai actually yahan mjhy apka question perh k answer dety hoy bari khushi horhe hai. Ye aisa is lye hota hai k humary investment lage hoti hai trade men or agar hum bina dekhy market per order laga dety hen to humen dar yahe laga rehta hai k kahe humara loss na hojay. :)
                        Don't spam the forum
                        Just work Honestly! Earn $0.20 Per Post Earn 200$ Bonus!:o
                        • #177 Collapse

                          Yes trading krty time bnda bht excitment feel krta hy, jb hamen profit hota hy to hm trades py trades lgaty hen or excite feel krty hen, lakin hamen excitemnt k sath emotional nai hona chaie, patience sy trading krni chaie kun k emotional tradeing sy hamen bht lose ho skta hy.
                           
                          • #178 Collapse

                            Yesb app ko jab app ka trend acha mil jye aur app ko nafa bhi acha ho jye aur app ko is main nafa hi nafa ho jye aur app ko loss na ho tu app ko khushi huti hay per is main app zada khushi nahi karni chahye aur kam ko sikh kar karna ho ga phir app hi app kamyab ho ge har time .
                               
                            • #179 Collapse

                              agar ap forex trading main achi earning hasil ker lete ho to ap bohat hi excited hote hain agar ap ko loss ho to ap ko pershan nahi hona cheye ap iss ko recover kerne ki koshish kero teke achi earning ker sakoo
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                trading karty hoy hamin excitment ess liy feel hoti hy kun k ham ess main mehnat karty hen or samjhty hen k hamin us mehnat ka reward achy profit ki sorat main mailny wala hy jis ki vaja se ham itny excited hoty hen but jab lose hoty ha tou sari excitement kahtam ho jati hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X