trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex traidng karnay may bohat he ziada excitement hoti hey or hum forex tradingmay jab profit ho raha hota hey to us waqat jo hum ko excitement hoti hey us ka andaza koi beh nahe laga sakta ais say may beh bohat excite hota hun q akh forex traidng ik bohat he zaida interesting business hey.
    East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      excitment aap ki trading main positivity bhi create ker sakti hai or negativity bhi. aap main apne kaam k liye jitni excitement ho gi aap k liye wo utna he interesting ho ga or aap uss ko zyada tawajja se or zyada time de ker karain ge. lekin agar aapki excitement aap ko low patient ya emotional ker de gi to yeh bat aap ki trading k liye negative sabit ho gi.
      • #153 Collapse

        bhai jaan ye forex trading koi game nahi hey key aap ko exitement barhey or aap usi exitement ki waja sey trading krtey ho.. ye aik business hey or is business mey aap boht achi trading kar patey hey or profit bi
        • #154 Collapse

          Dear hum sab business achi earning ke liye karte hein or koshish ye karte hein ke zyada se zyada mehnat karke zyada se zyada pese kama sakein. or doosri baat ye bhi hai k jo log new business start karte hein un ka dhyan zyada business mein hota hai kyon ke wo apne business ko acha banana chahte hein. or loss ke dar ki waja se bhi neendein urh jati hein.
          • #155 Collapse

            i think trading me exciting to hum us waqt hu gy jab hum ko profit hu ga and i think actually there is nothing wrong with initial capital in demo acct that so big. we can learn two things first it's teach us how to think big, so when the time we have that much of money we can handle it without pressure.
               
            • #156 Collapse

              merey khayal sey trading mey exitement ki koi jaga nahi honi chahiye kio key agar aap ki trade profit mey chal rahi hoti hey or aap apni excitement ko kaabo mey naa karey gey thab wahi trade aap ki excitement ko greed mey change kar dega jo key trading key lye teek nahi hey
              • #157 Collapse

                Jee apki baat sahi hay agar humari lgai hoi trade agar profit ya loss main ja rahi hoti hay to humari khushi ya gami barh jati hay es main aik main waja hay keh hum uskay bary main bohat ziada sochty hay.
                • #158 Collapse

                  trading is very complex business so we should take intention and fully consideration ................without it we can't run business so just on the time of trading we need fully intention ....................
                  • #159 Collapse

                    yh soch ap ki sahih nhi ha aor na hi is main koi aisi bat ha keh aisa ho. yh hr kisi ka apna mind hota ha koi lalich krta ha aor rat din try krta rhta ha keh ziada sy ziada eran kr ly to is main koi aisi bat na ha keh jo ap keh rhy hian.
                    • #160 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hundal
                      brother mere opinion main forex trading main emotions ki koi jaga nahin hai.agar hum is main learn karty hain or apny experience ki base pay kaam karty hain to he hum earn kar sakty hain.ye ik acha business hai or hum is main apna career banna sakty hain aur zayaada sy zayaada earning kar ke apny future ko secure kar sakte hain.
                      dost sawal aap se kuch or pucha gaya hai or jawab aap ne kuch or diya hai , meri nazar me forex business me experience ho agar or hum is me real account me invest kar ke trading kar rahe hon to har trade me he excitement hoti hai or during trade hum ko profit me khushi or loss me tension hoti rehti hai ..
                         
                      • #161 Collapse

                        trading karty waqt excitement is liye hoti hai q k ap kafi profit me hoty hai or ap sara waqt compuer k samne is liye bethy rehty hai q k ap loss se darty hai or ap sochty hai k thori si bhol ki waja se ap ki profit wali loss me na a jaye or ap ko mazeed profit earn karny ka wait hota hai ta k hum profit earn kar k usi waqt lot close kar dein.
                        • #162 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mianzohaib پيغام ديکھيے
                          friends jab hum trade lgaty han tu hmari excitement berh jati ha or hmara her wqat dehan hmari trade ki traf lga rahta han yahan tak k sona b mushkil ho jata ha aisa kion hota ha?
                          trading k wakt exitment wese bhe bhar jati hai,ap sochenge k ap ko kitna profit huga ,kitna loss huga,agar loss huwa to me kiya krunga etc. jub ap ko profit huga to ap khush hojao ge tarha tarha k sawal ,plannes mind main ane lagte hain.
                          • #163 Collapse

                            Well, excitement wakt k sath sath khatam hojati hay, kyn kay aap jab experienced hojatay hen tou zyada tur pending orders lagatay hen or market k samnay bhee zyada nahee beth tay aap ka order kisi wkt khud hit hota hay or khud he close ho jata hay, so jsy jsy aap is business may aagay berhtey hen excitement kum hojati hay.
                            • #164 Collapse

                              i think forex trading no excitement and i think ast m0ving w0rld f0rex is g0ing 0n t0p, enormous invest0rs fr0m everywhere throughout the w0rld are j0ining this business sector in forex trading
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                han ap na bikul thek kaha ha k forex ma excitement hoti ha but ya to mostly newbies k sat hota ha old trade to samjhdar hota han or wo normal trading krta han but new traders ko b cahea ka wo excited ho k trading na karin or apna emosions pa control rakh k trading krain taka unhan kam sa kam loss ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X