trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai forex pe jb hm trading start krty hy to trading ke bary me ak plan bnaty hy aur phr wo plan ke tehat hm trading start krty hy aur hm trading me kafi mehnat krty hy aur phir phr ja kr hmary sary soch es trading pe hoty hy kyu ke jo hm ne investment ke hoty hy us se bs profit hasil ho jaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      dear apne bilkul tik kaha hai jab hum new forex ko join karte hai to hamari is me dilchaspi bht ziyada hoti or hum is me dil lagake hard work karte hai os is se hamari knowlage bharti hai or hame kafi kuch pata chalta hai or pir hum ek ache trader bante hai le apko trading ko apne uper sawar nai karna chaiye is se ap apna loss bhi kar sakte hai sahi hai dear,,
      • #108 Collapse

        excietment har cheez mei zaroori hay enjoyment bhi honi chiaye takay ap apni trading ko sahe achi tarah kar sakain ye baat bhi confirm hay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay dear
        • #109 Collapse

          Aisa hota hay kyo k hum ny apna paisa market mein invest kiya hota hay is liye humari excitement barh jati hay, hum chahtay hain k jald sy jald humen profit mil jaey aur hum ameer ho jaen.
          • #110 Collapse

            g han jahan tak me janti hon or jahan tak mera khayl hai ke apne bilkul thk bat kahi hai ye ke hamara dihan bass is par hee hota hai keu ke hmmm aik businees ke tor par ye kam karte hain aik real business...
            • #111 Collapse

              mere bhai aap forex business se profit or excitement kabhi khatam nahi kar saktey ho excitement hoti rehti hai jab bhi tarde lagaow to yeh excitement hoti kitna profit hoga kaha tak pips up karengey bht enjoyable business hai yeh
               
              • #112 Collapse

                forex is the full of exciting and if you want to make good by the forex trade then you have to need control emotion and by the emotion you will be make good and i think this is the best one for make good and by the follow long time you will be do best
                • #113 Collapse

                  jb hum trade krte hain. aur achi trade lagate hain aur good profit gain krte hain.tu hamare ander excitement a jati jb excitement itni zeyada ho tu hum sara din bhthe hi rhte hain trade krte rhte hain chorte ni khane ki bhi parwa ni hoti.
                  • #114 Collapse

                    G han Excitement zaruri ha agr ap achi trades kar rahy hain aur ap profit earn kar rahy hain , is say ap ko Satisfaction b mily gi aur Confidence b built hoga, per over excitement b nai honi chaiyeh , is say Emotional ho k ap Greed ki taraf ja sakty hain jis ki wajha say apko ziada loss b ho sakta ha...
                    • #115 Collapse

                      forex trading main sab se ziada khushi wos waqt hoti hay jab aap ki buhat purani loss ki trade profit main ajai aur aap ka loss profit main badal jai to wos waqt trader khushi se phula nahi samata aur wo forex trading ko aur bhi like karta hay
                       
                      • #116 Collapse

                        asa start start ma hota ha jab ap new new is platform ko join krta han to ap ko asa lagta ha k ap is market ko loot sakta han or yahe waja ha ka ap har waqt trading krna cahta han or ya positive sence ma trader ko learning ki traf la jta ha or wo ache learning krta ha
                        *** ThUnDer ***
                        • #117 Collapse

                          bhae forex ma hamain time table k sath work karna chiya .ma normalyy 5 hours sa lay kar 8 hours tak daily work karta huin.iss sa ziada mujh sa kam nae ho pata hay.
                          • #118 Collapse

                            trading mein jb profit hota hai to loag greed mei a jate hain aur loss krte hain jo excitement hoti hai wo tension mein convert ho jati hai lehaza apne emotions pe buht zeyada control rkhna hota hai trading krte waqt
                            • #119 Collapse

                              Ap ny buht hi kamal ka thread banya ha aisa zyada ter new user k sath hi hota forex new new join ki hoti ha un k emotions asmano ko cho rhy hoty ha or sochty han hum ny 1 din ma hi sara kama lyna ha laikin forex ma aisa bilkul nahi jab tap ap emptions per control nahi kerty forex ma profit kaman buht hi mushkil ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jee bhai aisa he hota hai woh is liye kay jab hum koi trade open kartay hain to hamara paisa laga hota hai aur humain yehi fikar rehti hai kay kahin loss na ho jaye isi liye hum market ko watch kartay rehtay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X