trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear jab ap trading start kerte hain to aisa huna normal hai lekin jaise jaise ap trading k aadi hote jao ge or isko samjhne lago ge to apko ye prob nahi hu g hota ye ha k apko apne technical or fundamentals pe doubht hota ha or apni hardly earned money ko ap risk nai lena chahye isliye apka zehan apko sonay bhi nahi deta
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      kiyoo app ko forex trading k bary main experience nahee hain or aagar app ko forex trading k bary main knowledge or experince ho tu app ko pir koye be fiker nahee hoge pir app har time aram si trading kar sakty ho or ek bohta he acha profit bana sakty ho
      • #48 Collapse

        jaha tak mara khayal hay aur jaha tak maray tajorbay ki bat hay main nay jab say yea kam start keya hay main nay is main koe bhi asi chez nahe dekhi jis say yahe excitement payda ho jaya so is msin excitement nahe hay
         
        • #49 Collapse

          Essa Sirf Indector par trade karne wallo par hi hota he jab kay news par trade karne wale dost o par Is tarha ka koi waqiha ni hota he news par trade karne walla sucses rehte hen
          • #50 Collapse

            han ji main bilkul ap ki baat se itefaaq karo ga jab main raat main koi trade open karta hoon tu phir raat ko yahi sochta rehta hoon ke market kis taraf ko gi ho gi kahin market main loss tu nahi chal raha hai jab tak suba nahi dekh on tab tak mind main problems chal rahi hoti hai aur trade ka result suba milta hai jab main apna laptop on karta hoon
            • #51 Collapse

              ji ha bilkul jab aap trade lagate hay to aap ko intizar rahta hay ke kab aap ki post profit me jaye our aap is ko band kerde lakin jab aap ki trade zayada deer tak khuli rahti hay to aap ki excitement zayada hoti hay kay pata nahi ye profit jati hay ya loss karwati hay.
               
              • #52 Collapse

                yes you are right trading mein luck hota hai q k trading mein risk lena lazim hota hai ap ko trading karne se pehle demo par work karna chaheye jis se ap ko forex par trading karne ka experiance hasil ho sakay aur ap ko is ki puri knowladge ho jaye aur ap zindgy mein aik kamiyab trader ban saken
                • #53 Collapse

                  kue kay hamay hud per yaqeen nahee huta aur hmay loss hunay ka hatra rahta ha iss leay hmara deyan hmari trade per rehta ha app ko such samaj aur market ke gadewideo per nazer rahtay huway trade open karni cheay aur kam profit say hush rehna cheay.
                  • #54 Collapse

                    Kyun k hum forex main trade lagate hai to humara risk level bohat ziada hota hai to tension to banti hai risk level low rakhen to tension bhi nahi hogi yeh market to chalti rehti hai ager sehat kharab hogi to sab dhara ka dhara reh jaega.
                    • #55 Collapse

                      bhai jab koyi bi new trader is business main ata hay.us kay starting main aysa hi hota hay.wo jab koyi bi trade kerta hay.to us kay dehan apni ki howi trade per hi hota hay.mager jasay jasay wo is business main old hota jata hay.wasay wasay us ki ya souch badal jaty hai..
                      • #56 Collapse

                        no dear i do not think so that we should be over excited in forex trading i think that forex trading is a very very risky business and we all need to be an expert trader an d we should not to be over excited in forex trading businesss
                        • #57 Collapse

                          ji haan mein forex trading business mein tab ziyada excite hota hoon jab mein apna profit forex trading se hasil ker leita hoon iss k baad mein iss ko withdraw kerwa laita hoon aur dobara achey trend ka wait kerta hoon.
                          • #58 Collapse

                            forex trading main hamen kabhi bhi ziada emotional nahin bana cahiye aur always hamen is main apne emotions ko control karke hi trading karni chahiye to hpir hum is main kabhi bhi fail nahin hongey aur always successful hi rahengey.
                             
                            • #59 Collapse

                              trading my excitment boht hoti hw kyn k hum tarding my jis chiz p apna bonus lagty hai tu check krtry h bar bar k hamara profit ho rha hai ya loss market oper lai ja rhi h hmary bonus ko ya kam kar rhi so excitement tu honi hi chaIYA.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                trading mi exitment b ek lazmi chez ha us ki waja ya ha k es busnes mi loss or profit dono sath sath ha or jab ham trading ka order karty ha to phir hamy yahe bychani rahti ha k loss hota ha k profit es leya hamara dyhan har waqk trading py rahta ha phir.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X