trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Jee app ko jab yeh kam ahi tarha se a jye ga atu app ko koi bhi nafa app ko kisi bhi tara ki tenion aur app ko excitement main nahi dale ga ur app ko yeh nafa app ko aik adat ban jye ge tu app ko yeh aik roz ki baat lage ge aur app ko koi bhi excitement nahi ho ge aur app ka kam bhi acha ho jye ga .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      listen dear men to forex me trading karne ke lye excitement hota hon, because mujhe forex me trading karne se huge profit earn karne chance milta he, but boht se trader jald bazi me trade karte he without market analization ke, jis se trader ko loss hota he, men yehi suggest karon ga newbie ko trade karne ke lye bhale aap excitement ho pr jald bazi men koi bhi trade na karo. always market ko analysis kar ke trade karen aur lot size apni investment ki mutabiq lagae.
      • #78 Collapse

        trading me excitement hoti hi hai kiun ke jab hamari trading real account per chal rahi ho or profit me chal rahi ho to hum ko excitement automatically hoti he hai or is buisness me itna paisa hai ke excitement barhti rehti hai jese jese profit milta hai .
         
        • #79 Collapse

          Trading krtay hoay aksar log jazbati ho jatay hain lalach main par jatay hain. Jb k aisa ni hona chahiay. Banday ko sakun se plan krna chahiay. Soch samaj k trad lgana chahiay. Aur apni zahanat aur mehnat se kaam krna chahiay. Tbi ja k hm profit kr skain gay
          • #80 Collapse

            jee simple bhai jab hum trading ka iraada kartay hain to pehle apna design set kartay hain phir aik trading organisation banatay hain phir apni trading shoro kartay hain din raat marmorean affect kartay hain investment kartay hain aur har waqt hamari nazar aur soch usi kaam ki taraf hoti hai taa k hum jo itni mehnat kar rahay hain woh zaya naa ho jaye aur humain acha realize milay.
            • #81 Collapse

              forex forum par trading karne mein jald bai se kaam lena achi bat nahi hai forex forum par trading har kisi ko naseeb nahi hota forex apko ye chance de raha hai to ap sab ko iska faida chaheye aur forex trading ka aik addantage ye bhi hai k forex par ap learn bhi kartay hain aur earn bhi
              • #82 Collapse

                Trading me excitement tub hoti hy jub apko profit hoti hy oor jub buhat ziada profit hon to per to trader pooly nahi samata. lakin jub loss hoti hy to yahe excitement per gham oor sadness me badal jati hy jahn par patience se kam lena chahey..
                   
                • #83 Collapse

                  gee dear forex mein jab hum koe trade lagtien hein ya entri karty hein to us time hum ye samjhty hein kay shaid ye loss mein na chali jahy esa kam expeirnced hee karty hein or aik hee trade laga kar us ko dekhty rehtein hein
                  • #84 Collapse

                    dear friend ap sahi keh rhe hen ye problem kafi new aur senior traders ke bhi hai men smajta hon confidance ke kami aur apni trade per baros kam honi ke wajha se aisa hota hai aur sab se bari bat laerning ko saide kerne se tu aur bhi ziyada ais hota hai forex men saber aik bohat bari cheez hai agar ap skon se saber ker k beth ker apni trde per tension na len ye bhi aik ap ki boht bari kamyabi hai forex men
                    • #85 Collapse

                      Jee huti hay jab app ko nafa ho aur app ko kam time main zada income hasail ho tu khushi tu huti hay aur banad har acha kam kkarne ke bad khush ho jye tu is kam ka maza a jata hay is liye yeh kam buhat acha hay .
                       
                      • #86 Collapse

                        Ye bht acha kam hai jis mei hum paise kama bhi sakte hain or laga bhi sakte hain or agar is kam mei log paise kamate hain to usi tarah lagate bhi hain. Or is kam se ap udaas nahi ho skate balke ap is kam se khush hi honge. Forex aisa kam hai jo k pure mulk mei chalte hai.
                        • #87 Collapse

                          I think, Excitement is a natural factor fr new comers especially , because new comers always expect profits in forex. Well beings professional in this business , we must first control our emotions and then attempt forex.
                          • #88 Collapse

                            meray dost trading me sub se pehli ore berhi excitment yahi hoti ha jab hum trade lagaatey han ore wo ptofit me aaey ore jab aap ne koi berha risk lia ha wo risk bi aap ka profit me aajaae to ye trading ki excitements han
                            • #89 Collapse

                              no friends i do not think that the excitment is the acceptable in the forex trading if you will do the trade in the forex with the excitment then the success is not the possible in the forex ,the forex required the normal and the technical mind
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Brother I think yeh insani fitrat mein shamil hai , k jab usy kio khushi milti ya profit hota hai hai tou tab b usy nend nai ati hai or jab us koi nuqsan hota hai ya koi dhuk hota hai tab b usy sakoon nai milta hai , or I think yeh sab insano k saat hota hai or inhe hum apne emotions khe sakte hai.
                                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X