trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    nahi bhai aesa nahi hota hai hum yaha say apna profit nikalwa saktay hain chahe wo thora ho ya zyada ho is me koi b pabandi nahi hai k hum kitna profit nikalwa saktay hain aur kitna nahi nikalwa saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      bahi forex tarding mein maza tab hi ata hy jab ap is mein loss nahi karty hen aur earning hi karty hen aur ye posible hy k ager ap ny is mein experienc k sath trading start ki thi to hi ap is mein mazy sy trading kar sakty hen.
      • #363 Collapse

        I think if we want to successful trader int he world of forex trading so we should contral over emotions and greediness. Stick with over plan and strategy.
        • #364 Collapse

          han g brother aesa he hota hy mostly jb hamari tarade loss my chati jay tou hamri needy he urd jati hy phr hm es fiqar my hoty hy k kis tra sy return hasil kare aur mostly retun karwaty karwaty kbe be loss ho jata hy
          • #365 Collapse

            gee bhai forex forum busineess me hm jb trade lgaaty hy too hmy trade ke wqt bohat excitement hooty hy aur hmy nend es lye nae aty kyu ke hm ye he sochty hy ke hmy trading me lose naa hoo jaye es lye hr wqt trade ke trf nzar rehty hy forex forum bohat acha forum hy me es forum koo like krtaa hoooo
            • #366 Collapse

              jee mere bhai jab hum trading ka iraada kartay hain to pehle apna mind set kartay hain phir aik trading plan banatay hain phir apni trading shoro kartay hain din raat hard work kartay hain investment kartay hain aur har waqt hamari nazar aur soch usi kaam ki taraf hoti hai taa k hum jo itni mehnat kar rahay hain woh zaya naa ho jaye aur hu
              • #367 Collapse

                han i think shuru me jab aap trading start krte hain to naye kaam ki excitement hoti hai ap ko!!! its nature of human!! phr jab ap is kaam k aadi hojate hain to itni excitement nhi rehti!!
                • #368 Collapse

                  je han forex trading may trading kartay hoay apko buhat excitemnet hoti hay laikin jab zada excitement hoti hay jab apko zada sa zada profit hota hay or apko trading may apnay experience ka result milta hay
                  • #369 Collapse

                    Actually, i really feel a lots of tension because the trend make good profit in 5 days bit in a day from all of them a position also make loss every thing it is the problem with the trend every day. So need to make a safety plan.
                    • #370 Collapse

                      han bahi agr hem forex me work kerty hy to hem buht he der sy uthty hy work ker ky dil kerta hy work kerty jay lakin forex me limet hy work krny ki es liye me 3 hrs sy zida work nahi kerta ho
                      • #371 Collapse

                        haan bilkul aise he baat hai app ney boht acha thread post kiya hai humari excitment boht zyada ho jati hai hr waqt dehan trading ke traf lga rhta hai k abb loss huwa abb profit huwa
                        • #372 Collapse

                          G mere bhai bilkul forex main jb hm koi trade lgatay hain to hmara sara dehan hmari trade ki taraf lag jata h or hm sirf apni trade k bare main sochte hain is ki wja ye h k hm apni trading ko bohat serious lete hain or is say hmain bohat umidain wabasta hoti hain.
                           
                          • #373 Collapse

                            forex trade k business mei agar apko aik acha khasa munafa ho raha hai tu is ko dekh kar aiasy hi excitment nai hona chaiey kyu is business mei baad mei apko lost bo ho sakta hai
                            • #374 Collapse

                              Trading me excitement tub hoti hy jub humy buhat achi profit melti hy. lakin humy chahey k ek consistent way se profit bnanay ke salaheyyat peda krly apny andar, yeh na hon k bs one time khushe hue oor per loss he loss.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Dear forex forum may ham ko excited nahe hona caiya q k is business may profit aur loss dono he expected hoty han jab aap excited hoty han to us wakt aap apny emotions par kabu nahe rakh sakty aur trade may emotional hony say aksar loss hota hay is liay ham ko excited hony ke bjay mehnat kar k learning karni chaiya
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X