trading ma excitement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    forex ki trading k doran myn bhot excitement feel krta hoon q kay myn forex ko seekh raha hoon aur sath sath is ki trading bhi kar raha hoon to is liy forex main har step mreay liay aik excitement say kam nahi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      assalam o alikum, Allah pak ny excitment insan ke nature mae dal d hy agr scientifically datha jay tu excitment mae brain different harmones release krta hy jis sy paseena, jisam ka kampna , nend ur jana , bhuk na lagna , sir dard hona or boht kuch yae normal hy is mae tension wali koi bt ni mgr hmy business mae hosh sy kam lana chahye....:cool:
      • #408 Collapse

        Aik trader k liye trading mian interest hona bohat hi zarori hai kio k is say trader main excitement peda hoti hai jis ki wja say uska mind fresh rehta hai or wo aik acha trader bn jata hai or apnay liye achi profit bnata hai
         
        • #409 Collapse

          ji haan may samajhta hun k jo bunda trading plan aur mehnat kay saath karta hay woh zaruur excited hota hay, kiunke usko apnay hardwork say bauhat ziaada expectations hoty hay, aur usko umeed hoty hay k usi mehnat rang lae gy
          • #410 Collapse

            Dear jab ap trading start karne lagte hain to ap pahle apna plane bnate hain and aik jaga apna mind set karte hain phir ap apni trading start karte hain ap hard work karte hain apni money invest karte hain.
             
            • #411 Collapse

              hollo friend ap trading start karne lagte hain to ap pahle apna plane bnate hain and aik jaga apna mind set karte hain phir ap apni trading start karte hain ap hard work karte hain apni money invest karte hain.
              aur apni money invest karaty ha
                 
              • #412 Collapse

                gee han bilkul aesa he hota hai lekin aesa honay say hamari health par b effect ho sakte hen is liye haman zyada aesa feel nai karna chahiye aur apne emotions ko b control main rakhna chahiye tankey ham ak achi performance kar sakan is buisness men
                • #413 Collapse

                  zahiri si bat hai jb hum itni effort ker kay complete month posting ker kay bonus jama kertay hai or is say trade lagatay hain to humian excitement to hoti hai kiyon kay kuch hi time main loss bhi ho sakta hai or profit bhi ho sakta hai .
                  • #414 Collapse

                    ji haan may samajhti hun k jo bunda trading plan aur mehnat kay saath karta hay woh zaruur excited hota hay, kiunke usko apnay hardwork say bauhat ziaada expectations hoty hay, aur usko umeed hoty hay k usi mehnat rang lae gy
                     
                    • #415 Collapse

                      Aisa is liye hota he q k app jab b trade karte hen to ya to nuksaan karte hen ya profit karte hen, app isi shash o panj me hote hen k ab ki jo trade lagawon ga us me kitna faida ya nuksaan ho sakta he ,isi k bare me sochta rehta he bs
                      • #416 Collapse

                        Jab app ko forex main news na ho aur app ko koi trend na mile aur app forex main trade laga de tu app ko is main koi bhi cheez loss ya nafa de tu app ko is main yeh hi ho ga ke app ko is main loss na ho jye aur app apni trade ko bar bar dekho ge aur app ki trade nafa kare ya loss app ko is ka kuch idea nahi huta hay .
                         
                        • #417 Collapse

                          forex ko jab start karthy hai tho ap apny mind ko set karthy hai par planning or hard working karthy hai to ham log ka pora mind forex ky tharaf hojathy hai or agar esi loss hojaye tho boht dok hotha hai
                          • #418 Collapse

                            jab me forex trading krta hun or jab mere pairs profit earn krta hun to me excited hota hun ke meri mehnat kaam kar rahe he or jab loss hota he tab bhi sabr se kaam leta hun or dosto loss me sabar krne wala hi forex me agey jakr seekhta he or earning hoti rehti he
                            • #419 Collapse

                              Forex trading me yahi cheez to ap ne control karni he, yani cool aur relax mind se kaam karen, small lot lagaen jo aesi ho agar market ap ke agent me aakhri had tk bhi chali jae phir bhi ap ka account wash na ho, Q ke ziyada bari lot ap ke account ko wash kar sakti hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                daer jab ham apni inwestment kisi bhi kaaam meen karty haien too hamara jab tak tamam dhian us kaam meen nahien hoo ga to ham us kaam me successful nahien hoo sakty haien bilkul usi tarh jab ham forex tardeing meee tarde lagaty ahien to ham inwestment karty ahien jis ki waja sy hamara tamam dhian apni trade ki traraf hi hoota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X