trading ma excitement
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Jab bhi humein kahin se faiday ki umeed hoti hai to hum excited ho jatay hain. doosri baat ye ke hum nay iss ka wait bhi bohat kiya hota hai iss liye humein result ki jaldi hoti hai. jiss tarah exams ke baad result anay ki excitement hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      excitement bht hai yeh ek excitement se bhara howa business hai yahan banda trade laganey ke baad excited ho jata hai ke ab yeh trade kitna profit degi up down rates hore hotey hai is liye excitement jo hai increase horai hoti hai
         
      • #63 Collapse

        har trading me jub apko profit hoti hy chahy wo km ho ya ziada tho trader ko excitement hoti hy oor wo esi hope and wish ke base pe next time of trading k ley jata hy..
         
        • #64 Collapse

          mery sath bhi same aisa hi hota hay kay mujhy trading main sakon nahi milta. Trade karnay kay bad profit ya loss ka faisla honay tak mujhy computer kay samnay hi baithna hota hay. waisy main soch rahi hon kay learning start kar don ta kay apni trades pay mujhy trust ho jaye or main esily apny kamkar sakon.
          • #65 Collapse

            i guess all this is because you are excited to take the fruit of you hard work. :) you put all your effort to earn money. trading is basically the time to harvest your efforts. so you just think about it all the time that how much would you get and all.
            • #66 Collapse

              trading me excitement ko hum dosray lafzon me lalach b keh saktay hain.ku k is business me hame loss honay ki waja he lalach hoti hai.so hame ALLAH PAY YAKEEN RAKH KAR Trade ko laga dena chahye aur phr dobara is k baray me sochna he nahi chahye.
              • #67 Collapse

                Is kam main app ko yeh kam karne ke liye proper elam ki zarurat ho ge app ka idea aur app ka indaza kabhi kabhi app ko loss ke liye hi huta hay is liye app ko apne is kam ke liye apni pratice demo per achi karni ho ge phir app ko kamyabi mile ge .
                 
                • #68 Collapse

                  Trading karty time kush loog excited ho jaaty hain.is main profit boohat hai or is waja say kush loog emotional to ho jaaty hain lekin is waja say phir un ko loss bhi to hoota hai.is liey forex main agar earn karna hai to issy seekhna boohat zaroori hai.agar learning nahin hai to phir ye tough hai.
                  • #69 Collapse

                    yah to hona he ha q ky ham janty han ky real money nuksan ho gaie to pher kahan sy aie ge is waja sy ham jagty rahty han aur us trade ko he dakhty rahty han mager ham trading demo main kar rahy hon to us main esa nai hota ham aram sy so jaty han ky profit ho ya loss ho us sy hamin to kuch ni ho ga na
                    • #70 Collapse

                      bari tadad hy essy trade ki jo emotion ki waja sy loos kar beth ty hn forex business asal m emotion py atack karty hy or ess atack sy bach ny ka ek hi rasta hy wo hy forex trading ki education. forex education hi ek rasta hy jis sy hum apny emotion py control kar ky loss ko rokh sakty hn or profit ko barha sakty hn.
                      • #71 Collapse

                        nhi dost muja nhi lagta ka forex ma excitment sa ham win kar sakta ha muja lagta ha excitment hama loss ki taraf la jai gi kio ka ham excitment ma overconfidence ho jata ha and pher loss karta ha.
                           
                        • #72 Collapse

                          Forex trading business aik risky online business hai is mein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai mere kheyal say is liye zayada ter log jab trade lagate hai to apni trade k bary mein he sochete rahte hai uny is baat ka dar hota hai k humain kahi loss na ho jay.
                          • #73 Collapse

                            yes brother you are right kio jb bhi koi new work satrt kia jata ha to insan ka pura dhayan uisi terf laga rahta or kisi bhi new kam may insan zror excitement hota ha or us ka dhayan profit ki terf laga rahta ha lakin aisa hona nhi chahye.
                            • #74 Collapse

                              yes dear i agree with you that we open trade in forex trading market we will mostly excited and our all thoughts about forex trading market and even it is very difficult to sleep satisfactory so in my view when we open any trade in forex we should apply command of stop loss and earn profit then we will be relaxed
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                han bahi agr hem forex me work kerty hy to hem buht he der sy uthty hy work ker ky dil kerta hy work kerty jay lakin forex me limet hy work krny ki es liye me 3 hrs sy zida work nahi kerta ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X