trading ko kis tarhan accept kerna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    Forex aik esa business hargiz nahi hay kay ap ko is par har wakat juray rehna parta hay balky is ki bajay kuch esa hay kay ap market ka achi tarah analysis karen aur jo trade samjh ati hay wo open kar kay stop loss aut take profit set kar dain target achieve honay par trade khud hi close ho jay gi lehaza ap ko trading kay sath sath job bhi continue rakhni chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      trading ko krna hum k liay is say profit ko earn krna isi surat main mumkin hota hai jub is main hum nay hard work say is market ka knowledge ko hasil kia hota hai is ki madad say teek say hum kaam ko kr saqty hain or money ko earn krna hai
      • #1323 Collapse

        tradng ko lost kay sath bi accept karna chaiy aur is ko profit kay sath bi accept karn ho ga kyu kay agar ap is ko lost ki shapoe me yei kehtay rehay gay kay luck nay sath nai diya tu ye gult bat ho gi apko har position me is ko accept katrna chaiy
        • #1324 Collapse

          Yes my friend hm forex pa depend reh sakty hain because it is the best online business from where we earn a very profitable income job ki jaga hm forex pa kam kren to ye bhi them hai q k es ma ap ko bht profit hota hai mery pass bhi koi dosri job nhe hai kesi liye me ne forex ko join kiya hai or me satisfied hon bht Ford se.
          • #1325 Collapse

            I think jab tak ap ko experience nahe ajata ap ko dono chezn continued rakhne chahye kun k without experience ap ghar ka circuit nahe chala saken ge aur result yeh ho ga k ap over trade kro ge jo ap k account ke lea acha nahe
            • #1326 Collapse

              forex trading ko as business humay deal karna chahiey kyun keh ye aik bohat acha busienss hay aur kisi bhi business main kamyab honay kay liey humay mehnat karnay ki need hoti hay
              • #1327 Collapse

                is forex main trade karny k liye trend ko use kar k hi hum sucess ho saky aur demo main practice kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay aur plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay
                • #1328 Collapse

                  Assalam O Alaikum respected brother agr ap regular job karty hain to apko forex ko aik paart tme businsess k tor pe lena chahiye aur ap eisi strategy sekkhin jo ap ko part time main acha business de sakty dosri bat ye k ap long term trading sekhin
                  • #1329 Collapse

                    Salam to everyone, bhae meiry thinking sy to hamin us regular work ko nahe chornaa chaeiye keh woh hmari aamdan certain hotti ha, r Forex pei koee aamdan certaint nahi hooti hamin in donao jobs ko maintain krna chaeiye.
                     
                    • #1330 Collapse

                      dekhaein iss bat ko plans kei bagheir sort out nahin kiyaa jaa saktae, go bandaa pehlaey say kaam kar rha hey or parttime Forex work ker rha hai to meraey thinking say jeb tak app pooree tara say market ko samajh na lain tub tek work chorree nahin chaehiye.
                       
                      • #1331 Collapse

                        dear ais business ki sab se achi bat hi to ye hai k ais mai ap ka jis tarha chaye ap ais mai kam kar sakty hai kun k ais mai kam karny k liay ap ko koi majbor ni karta aor ap ais mai apni marzi se kam kar sakty hai beshak pora din ais mai kam kary ya thori si dair kam kary.
                        • #1332 Collapse

                          Ye to ap ki marzi per depend kar ta hai agar ap achy trader ho or ap ko lagta hai k future mein b ap trading sy acha earn kar sakty ho to ap job leave kar lo lrkin agar ap ko koi shak hai to phir job leave na karo.
                          • #1333 Collapse

                            Bhai yeh aik behtreen business hai lakin risky bhi bohat ziada hai. Agr aap samajht hain k aap ka account is qabil hai k wo monthly 1000$ tk earn kr sakta hai to aap bhly job chor dain lakin yeh baat bhi zehn main rakhni chahiye k forex k business main kisi bhi trade ki koi gurantee nahi hai. Liahaza agr aap job k sath is ko continue rakhain to ziada acha ho ga.
                            • #1334 Collapse

                              Aap ko ye kaam appne leye 1 kaam yaa karobar ki taor pr istemal kr ki aap ko fadaa hao gaa aor aap ko go bhee iss mein madad ki taor pr mill jeay iss ko aap genuine accounts mein istemal kary ta ki aap ko koch lose sy save hao kr aap iss mein sy koch naffa lei sakee
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                is forex ko tab hi accept karna ho ga aur knowldge hasil kar k hi hum earn karein gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay k kabil ho sakty hain aur market main sucess ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X