trading ko kis tarhan accept kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Forex aik risky business hy aur is key leye apni regular job ko nahi chhorna chaheye. Is business main kisi bhi waqt loss ho sakta hy aur aap financial crisis ka shikar ho saktey hain. Hamain is business ko as a part time use krna chaheye. Yeh business aap ko as a part time bhi kafi achi income dey sakta hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      yaar ager ap trading main bhot acha haan tu phir ap forex trading ko apni ragular job bana lain or ager ap forex main acha nhe haan tu phir ap forex ko part time he job samaj kar karing kyeo ka forex ke waja sa ap ko apni job ko nhe leave karna chaye.
      • #1173 Collapse

        forex trading ek part time job hy ap ko baz time bohat zaida profit ho sakta hy lakin apna us time apni job nai chorni job ke sath sath forex ko be jari rakhain ta k agar apko loss k chances hon to apki job to ap k pas ho. es liy forex ko part time job hi rakhain.
        • #1174 Collapse

          forex trading business ko humari routine k business ki trarah hi deal karna chahiye. or hum esy business ki tarah hi own karty hein or business mein profit or loss dono hi hoty hein. so profit pe boht zyada khush or loss pe boht zyada sad nahi hona chahiye.
          • #1175 Collapse

            g han friend i agree with you ap ne boht achi bat kahe hai k forex markeet main hamay good thinking rakhtay howay trade lagani chahaiy ta k ham loss sa bach sakain forex markeet main trade laganay sa pehlay jis pair per trade lagani ho us pair k chart ko achi tarha analysis karna chahaiy or pher trade laganio chahaiy.
            • #1176 Collapse

              Jee main tu ap ko yeh kahoon ga kay regular job ko kabi behi nahi chorana chayie forex aik bohat risky business hay ise main ap ko bohat profit kay saath aik dum sey nuksaan behi ho sakta hay ise liye forex ko time dain lakin apni regular job ko chore nay ka sochain behi nahin.
              • #1177 Collapse

                job lazmi kerni chahiye kiyun ke ye lazmi nahi he ke ap ko her trade me profit ho ye humesha he is se profit ho is se loss bhi ho sakta he is wajha se ap ko kabhi bhi is ko nahi chorna chahiye
                • #1178 Collapse

                  ye aik kaam he or kaam ko kaam samajh ker accept kerna chahiye kuch log ise juwa samajhte hen kuch lottery or kuch kehte hen haram he ager is tarhan ke batein hon ge to log is ka faida nahi uthaen ge
                  • #1179 Collapse

                    dear trading aik best business hy ap ko demo account se es ko start karna chahiye os k bad ap jaise jaise es business ko acha seekho gy ap ko reward b ach amile ga es baat mai koi doubt nhn hy k ap ki mehnat ka phal ap ko ach amil jaye ga bas ap ko mehnat achii kearnii ho giii...
                    • #1180 Collapse

                      agr regular job chal rhi ha to us ko chorrna bewakoofi ho gi trading ko part time job k tour py use krna chaye aur jo permanent job krty hien un ko kabi b job chorrna nhi chaye trading sy extra income mil jaye gi .
                      • #1181 Collapse

                        Well brother according to my thinking agar ap ki regular job government ki job he to usko leave karna galti hogi, us job ko bhi continue kare aur forex business men trade to ap anytime anywhere kar sakhte ho, is leye job ko leave karna galti hogi my advise to you continue forex trade and don't leave your regular job.
                        • #1182 Collapse

                          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main learning kar kay huamin trading main los nai ho ga or huamin is main agr success hasil kanri hy to humain is main market main ana ho ga
                          • #1183 Collapse

                            Mary khayal sa agr hamy trading ma job sa zaida earning ho rahi ha tou hamy chorna nahi chiyy or both work ko jari rakna chiy forex trading aik bhut acha business ha ya bhut profitabel bi ha lkin ya risky ha is liy agr ap ko job bi sath krni chiy ku ka agr trading ma loss ho jiy tou ap financally disturb na ho
                            • #1184 Collapse

                              trading me apko agar lost ho raha hai tu bi apko is ko accept karna chaiy aur agar apko pofit mil raha hai tub bi apko is ko accept karn hi chaiy apko lost honay kki surat me broker ko blame nai dena chaiy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to huamin ismain sab say phly humain trading kay bary main maloomat ho to humain trading main loss nai ho ga or huamain is main success haisl ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X